Part 13

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Aditi packed her stuffs with heavy heart. Vikrant too accepted the fact with heavy heart.

Still he was hoping for something different.

Preeta and Bela knocked on aditi's door.

Aditi : (seeing them) knock karne ki Kya zaroorat hai.

Bela : (coming in) nahi bas aise hi.

Preeta : ha, hamne socha kuch packing me help karde tumhaari.

Aditi : (smiles) no need. Ho gai hai almost.

Preeta : um...Aditi....tumhaara mood thoda off sa lag Raha hai.

Aditi looked at her.

Bela : preeta kaisi baat Kar rahi hai, obviously itne time baad mili hai sabse, ruki bhi itna kam, to mood off to hoga hi na. Haina Aditi.

Aditi : ha...

Preeta : ha yeh baat bhi hai waise, bit Aditi are you sure koi aur baat nahi hai na.

Aditi become shocked.

Aditi : (shocked) nahi nahi...koi aur baat nahi hai.

Preeta : sure....

Aditi : (smiles) ha sure.

Bela : Kya preeta tu bhi bechaari ke piche pas gai hai. Chod use, Aditi ham na tumhaare kuch banate hai khaane ke liye, aur uncle ke liye bhi kuch special.

Aditi : (nods) ok...

They both went from there, aditi sat on bed sighing.

Same moment, vikrant came in his room without aditi's knowledge,he went and pat her shoulder from one side and said..

Vikrant : thak gai ho ???

Aditi : (unknowingly) nahi, bas aise hi....

She turned and saw vikrant sitting, she immediately stand.

Aditi : tum...

Vikrant : ha, Kyu nahi aa sakta ?

Vikrant too stood up, and said raising eyebrows.

Aditi : nahi to, aisa kab kaha maine, kaam tha kuch.

Vikrant : nahi kaam nahi hai kuch, tumhaari packing ho gai puri ??

Aditi : ha ho gai hai.

Vikrant : accha....waise aditi mai Kya keh raha tha ki.......

Aditi : (confused) ki...

Vikrant : ki...

Aditi : (irritated) ughh...ab ki ke aage bhi bologe.

Vikrant narrowed his eyes at her.

Vikrant : (angrily) ki kuch bhi nahi, tum Maha Meri koi baat samjhogi na, kuch nahi kehna mujhe.

Aditi widened her eyes, vikrant angrily turned to go. Aditi immediately hold his hand.

Aditi : accha accha sorry, (cutely) sorry na, mai samjhungi tum Jo bhi bologe wo.

Vikrant giggled at her cute face.

Aditi : Kya hua ab has Kyu rahe ho.

Vikrant : kuch nahi, pehle bolo tum Meri baat maanogi na.

Aditi : (immediately) ha tum bolo to.

Vikrant saw her weirdly, while she bite her tongue.

Aditi : bolo vikrant.

Vikrant : (nervously) um... Wo tum na,....wo.....umm..... (in one go) tum na U.S mat jaao.

Aditi received a big shock. She just blink her eyes hearing his words.

Vikrant : what ? Aise mat dekho, maine kaha na mat jaao.

Aditi came back to her sense.

Aditi : aise kaise nahi jaau vikrant, papa ne bulaaya hai, urgent hoga unhe kuch, aur tum kyu aise keh rahe ho ki nahi jaau mai.

Vikrant : um...wo are tum kitne saalo baad aai ho, bhale mai tumhe pareshaan karta hu, but tum bhi hamari friend circle ki important part ho Aditi.

Vikrant said being lost in her eyes, Aditi too lost in his eyes.

"Ab aayega maza, ab vikrant kahega I love you Aditi, fir Aditi kahegi I love you vikrant, fir dono ek dusre ke kareeb jaayenge, fir............ouchhhhh...

Mahir : are chup Karan.

Mahir said to Karan when her shouted.

Karan : (annoyed) are ye kareli ne mujhe maara na.

Preeta : Maine tumhe maara, Kya bakwaas kiye jaa rahe ho apni tum

Bela : guys...guys...calm down, ham yaha hai unhe nahi pata chalna chaahiye, ham yaha unki baate sunne aaye hai vikrant ko dekhkar, naa ki ladne.

Karan : aur nahi to kya, yeh kareli hai na, sunti hi nahi.

Preeta : accha, aur tum Jo apni waahiyat commentry de rahe ho uska Kya.

Karan : because I am The Karan Luthra.

Karan proudly raised his coller, while preeta roll her eyes.

Bela and mahir giggles seeing the weird couple in front of them unlike to them, whoe were snuggled into their arms.

Mahir : (giggling) inka kuch nahi ho sakta kabhi bhi.

Bela : (giggling) ha inki kismat me jhagde me hi pyaar hai.

Both were silently giggling.

Inner side.......

Aditi : lekin vikrant, Papa...

Vikrant : tum tumhaare papa ko bula lo yaha par, baat khatam.

Aditi : nahi aisa nahi ho sakta hai, mai unhe yaha kaise bulaau vikrant.

Vikrant : are....plane se aayenge, kehkar bulaao.

Aditi : wo wohi rehte hai, business hai unka, nahi aa paayenge vikrant samjho tum.

Vikrant : tum samjho aditi, wo manage Kar sakte hai..

Aditi : lekin vikrant...

Vikrant : aditi tum rukogi ya nahi...

Aditi : mai kaise...

Vikrant : ha ya na, tum ruk rahi ho ya nahi ?

Aditi : nahi ho paayega vikrant, mai...

Vikrant : fine...

Aditi : vikrant lekin Meri baat.....

Without paying any heed, vikrant angrily went from there. Aditi become sad.

Mahir : chalo jaldi, yaha se...

Karan : Chalo....

They too went from there. While Aditi was almost in the verge of crying.

She was feeling extremely bad and sad.

Vikrant went and sat on sofa taking his phone. All four came from behind, and decided to act as if nothing happened.

Bela : mahir, ready ho Gaye na tum,

Mahir : ha, Preeta aur karan bhi ready hai.

Karan : ha bas aditi ka aana baaki hai.

Preeta : ha bulaati hu, Aditi (shouts) Aditi.....

Aditi wiped her tears and came, while vikrant was pretending as if he never cares, and remain juggle in his phone.

Aditi went down.

Bela : aditi, tumhaarj saari packing, sab ho Gaya na.

Aditi : ha sab ho Gaya hai.

Preeta : good fir, Chalo airport ke liye nikalte hai.

Karan : sure Chalo, ham sab ek car.....

Vikrant : (standing up) excuse me guys, mai nahi aa Raha hu.

Mahir : what, Kyu magar ?

Vikrant : mujhe bohot kaam hai.

Saying this, he went on other side from there.

Bela : (over dramatically) oh god, ise Kya ho Gaya achanak se...abhi to vikrant think tha....

Says while doing a lot of actions, Aditi saw her weirdly. Mahir hit her with elbow.

Mahir : (whispers) over acting kam Karo zara...

Bela glaried him.

Bela : mera matlab, Kyu nahi aa Raha hai.

Aditi : pata nahi, tumlog Bahar wait karo mai dekhkar aati Hu.

Karan : ok Chalo guys.

They went from there with a smirk on their face.

Karan : (whispers) ab hoga real confession.

Everyone giggled.

Aditi went in corridor where vikrant was standing facing his back.

Vikrant (to himself in mind, teary) nahi aisa nahi ho sakta, itna mushkil se to main mana tha.

Aditi coming from there, kept her hand on his shoulder, breaking his thoughts.

Aditi : vikrant, please Chalo na tum bhi.

Vikrant: (sternly) nahi.

He went from there, aditi felt bad.

Aditi closed her eyes letting her tears, but she wiped, and went from there being stone hearted.

Precap : last shot 😌

********************************

After long time😪 koi nahi hope for the best miracle 😪

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro