Preeta's Past

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Both were sitting on grass tired.

Karan: Kitni badi nautanki ho na tum..

Preeta kept her head on his lap.

Preeta: Toh koi baat nhi... Bas tum select ho jao.. Meri saari nautankiyaan safal ho jayegi...

Karan brushed his nose with her.

Karan: I love u...

Preeta: Din ka 4th I love u h yeh tumhara...

Karan: Seriously tum yeh bhi count krti ho...

Preeta(smilingly) : Ha.. Maza aata h.. Acha lagta h yeh sochke kii koi mujhse itna pyaar krta h..

Karan: Koi nhi.. Sb tum se pyaar krte h... Dad ki laadli ho gyi ho.. Myra ki cindrella aur meri toh...

Preeta: Sab kuch hu.. Jaanti hu...Aur tum mere akdu ho...

Karan(glaring) : Jiski zara tareef bhi nhi hoti na tumse..

Preeta: Toh tum kya chahte ho... Main tumhari tareef kru...

Karan nodded.

Preeta: Okay... Sochne do.. Tareef jsa kuch h toh nhi tum mein...

Karan glared her.

Preeta: Par phir bhi let me try...

Karan turned his face.

Preeta: Tum meri life ho... Kabhi socha nhi tha jiju ke akdu bhai se pyaar hoga.. Par jiju hmesha mujhse jeet jaate the na.. Iss baar bhi jeet gye..

Karan(confused) : Jiju.. Kon jiju..

Preeta(smilingly) : Kuch nhi... Chalo breakfast lagati hu.. Phir tum ground.. Main office..

She got up and started leaving.

Karan: Sameer bhai ki baat kr rhi thi na...

Preeta stopped.

Preeta(stammering) : Nhi toh...

Karan: Tumhe kya lagta h.. Tum nhi bataogi toh mujhe pata nhi chlega.. Shrishti bhabhi tumhari di thi na...

Preeta was shocked.

Preeta: Tumhe kse pta..

Karan got up.

Karan: Jo dard tum apni khushi ke piche chupayi phirti ho na.. Uski wajah dhundni chahi thi...

Preeta: Dard nhi h vo... Bas kami thi...ab vo bhi nhi h...

Karan: Babydoll kis mitti ki bani ho tum... Bhabhi tumse nafrat krti rhi.. Aur tum aaj bhi unse pyaar...

Preeta(smilingly) : Nafrat nhi krti thi di mujhse.. Kr hi nhi skti thi... Main unki choti behen hu...

Karan: Jis choti behen ko unhone orphanage mein chod diya.. Ek aisi galti ki saza di jo tumne kabhi kii hi nhi..

Flashback

Karan went to Preeta's orphanage to meet Anju.

Karan: Aunty mujhe preeta ki family ke baare mein jaan na tha..

Anju (shocked) : Kya hua Karan.. Kyu jaan na h tumhe yeh sb...

Karan: Aunty yeh locket.. (he showed him Myra's locket).. Isme bhai bhabhi ki photo h.. Aur yeh preeta ne myra ko dia h..

Anju was scared.

Karan: Babydoll bhai ko kse jaanti h..

Anju: Usne yeh locket myra ke liye banvaya ho kya pta...

Karan: Aapki aankhon mein saaf darr dikh rha h aunty... Please mujhe sach jaan na h... Uss khushi ke piche ka sach jaan na h... Jo babydoll ki aankhon mein dikhta h.. Vo smjhna chahta hu main.. Aunty please...

Anju: Behen h vo Shrishti kii...

Karan was dumbstruck.

Karan(shocked) : Par bhabhi ne toh kabhi... Na mne kabhi use dekha..

Anju: Shrishti use apni behen maanti toh toh tumhe pta hota..

Karan(confused) : Mtlb...

Anju: Preeta ke janam hote hi uski maa chal basi...aur iss dukh mein uss ke papa...Shrishti ne preeta ko smbhala pr yeh baat pta chlte hi orphange mein chodke uss se saare rishte tod liye...

Karan (shocked) : Kya...

Anju: Ha.. Tum sochte ho na kii vo itni khush kyu rhti h... Apni khushi ke piche apni kami chupati h... Pyaar ki kami... Hmesha se usne sirf pyaar kiya h... Aur pyaar ki talaash kii h...

Karan(in tears): Babydoll ke saath itna sb... Aur phir bhi...

Anju: Rou mt... Bilkul nhi... Preeta ko nhi pasand kii uski wajah se koi roye..

Karan(smilingly in tears) : Uss ki wajah se koi ro bhi nhi skta..

Anju: Karan.. Sameer ne use sambhala tha.. Vo sameer Shrishti Myra teeno se bahut pyaar krti h... Sameer aksar orphanage aata tha uss se milne.. Jab se use preeta ke baare mein pta chla...

Karan: Bhai.. Aise hi h...

Anju: Ab mne tumhe sab sach batadiya h... Par ek baat yaad rkhna.. Bahut pyaar krti h vo tumse.. Tumne usski zindagi ko pura kiya h.. Ab uski har khushi tum se h.. Aur main uski maa jaisi hu... Tum se uski khushiyoon ki umeed toh rkh hi skti hu...

Karan : Main aapse vaada krta hu.. Uski har khushi ki ifasat krunga..

Anju smiled.

Flashback ends...

Karan(in tears) : Bahut strong bani phirti ho na.. Mujhe bhi nhi bataya..

Preeta(in tears) : Kuch batane layaak tha kaha... Bas ek galatfehmi thi.. Aur ab regret h.. Kii dii ne mujhe maaf nhi kiya..

Karan: Tumhari koi galti nhi thi... Maafi ki umeed use hoti h jiski galti ho.. Tum sahi ho... Aur bahut achi ho...

Preeta turned. She was in tears.

Preeta(in tears) : Sachii? Phir di ne mujhe maaf kyu nhi kiya...

Karan: kyunki tumhari galti nhi thi...

Preeta wiped her tears.

Preeta: Sahi kh rhe ho tum... Vse bhi di mujhse gussa thi bs.. Gusse se pyaar khatam nhi hota h...

Karan nodded.

Karan: Aaj main bahut proud feel krta hu babydoll.. Bahut jyada.. Kii mujhe tumse pyaar hua... I am so so proud of u...

Preeta smiled.

Karan: Mujhe laga tha mere saath kya kuch hua h... Par tumhe dekhkr lgta h kii bad times ko bhi has ke good times ki wait mein enjoy krna chahiye smile krte hue...

Preeta crossed her arms.

Preeta: Yeh toh mera logic h...

Karan: Toh tum bhi toh meri ho.. Toh tumhara logic bhi mera...

She smiled. Karan opened up his arms for her. She ran and hugged him.

Karan: Ab koi past nhi.. Koi tears nhi.. Koi sadness nhi.. Aayine ki tarah saaf krdiya h mne hmare bich.. Ab tumhari zindagi mein pyaar aur khushi ke alava kuch nhi hoga..

Preeta: Hamari zindagi mein..

Karan(kissing her forehead) : I love u..

Preeta : Paanchva h yeh...

Karan giggled. She smiled.

Preeta: I love u too... I love u for loving me... I love u for completing me..

Both just stayed like that for a while.

Precap

Karan's match

*******

Do leave reviews ❤️

Ab main story samapt ab sirf 8-9 happy parts bache h... Pdhna ho toh pdh lena..

Phir worlds apart ki samapti.. 😂

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro