Apology

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta went out to brought his medicines.

She saw Aaradhya and Rishabh.

She turned her face in anger.

Aaradhya looked at Rishabh and then at Preeta.

Aaradhya: Preeta.. I am Sorry...

Preeta started leaving.

Aaradhya held her hand.

Aaradhya: Preeta.. I am really very sorry... Mujhe realise hogya h kii maine aditya ke saath galat kiya... Par trust me, main aisi nhi hu... Itne saalo ki frustration, gusse mein maine yeh...

Preeta(angry) : Tumne yeh krdiya... Mere bete ko kuch ho jaata toh aaradhya... Bolo... Frustration nikalne ke liye ek vohi mila tha tumhe...

Aaradhya bowed her head.

Aaradhya: I know jo maine kiya h uske liye maaf krna mushkil h... Tum mom ho aditya kii... Par sach mein preeta... Mne yeh sb gusse mein kiya.. Mera adii ko nuksaan pahuchane ka koi iraada nhi tha..

Karan: Toh kya iraada tha aaru... Kya...

He closed the door of Aditya's ward.

Karan: Dekho aaradhya... Tum meri hone wali bhabhi ho... Par preeta aur adii mera sab kuch h... Unhe kuch bhi krne ya krne kii sochne se pehle Karan Luthra ke baare mein sochlena... Aur tum mujhe bahut ache se jaanti ho...

Aaradhya(crying) : Karan please... Tu toh mujhe jaanta h... Tujhe sach mein lagta h maine yeh sb intentionally kiya... Please...

Karan turned his face. Aaradhya bowed her head.

Preeta saw their bond. She kept her hand on his shoulder.

Preeta: Karan...

Karan signed no but Preeta nodded.

She hugged Aaradhya.

Preeta: Rou mt aaradhya.. Maaf krdega yeh bajarbattu tumhe...

Aaradhya(in tears) : Aur tum..

Preeta: Maaf krti hu tumhe...Par aaj ke baad kuch bhi krne se pehle uska saamne vale pr kya effect hoga.. Vo sochlena...

Aaradhya: Thank u Preeta....

Preeta smiled.

Aaradhya: Karan...

Karan: Babydoll main adii ke paas jaa rha hu...

Preeta: Par Karan...

But he left ignoring everyone,

Preeta: Don't worry.. Aaru... Vo maan jayega...

It was night. Preeran decided to stay in hospital as Aditya's discharge was tomorrow.

Karan was yawning sitting beside Aditya.

Preeta : Karan so jao... So rha h vo...Main hu na... Main dhyan rkhungi uska.. Tum thodi der so jao...

Karan(yawning) : Nhi babydoll.. Tum kro rest... Main jaag rha hu...

Preeta took a chair and sat beside him. She kept his head on her shoulder.

Preeta: Aaradhya ko maaf krdena...vo sach mein guilty thi...

Karan: Babydoll.. Ek baat pucho...

Preeta: Pucho...

Karan: Tum sab ko maaf kse krdeti ho... Mujhe bhi... Aaru ko bhi...

Preeta: Yeh vo log h karan.. Jo mujhse pyaar krte h... Jo kbhi dil se mere liye bura soch nhi skte.... Aur galti ke liye maaf kiya jaa skta agar pachtava ho..

A tear drop fell from her eye.

Karan(shocked) : Tum ro rhi ho...

Preeta(wiping her tears) : Nhi...

Karan cupped her face.

Karan: Kya hua babydoll...

Preeta(in tears) : Tumhe dekh kar guilt hota h... Meri wajah se tum aur adii itne saal alag rhe.. Kyunki main tumhe maaf nhi kr paayi... Bahut buri hu na main... Meri wajah se sab ko dukh hota h...

Karan wiped her tears.

Karan : Babydoll tum kise ke dukh ki wajah nhi ho.. Tum chah kr bhi kisi ko dard nhi de skti... Aur rhi baat past kii... Bhul jao.. Bhul jao.. Hum kbhi alag hue the...kbhi mne vo galti kii thi... Kabhi adii se alag rha tha main... Hum ek nayi shuruat krege...Jaha sirf khushi hogi... Tum, main, adii aur hmari family..

Preeta smiled. He joined his forehead with her.

Preeta : I love u Karan...

Karan: I love u too babydoll...

Both were in tears.

Karan: Neend aa rahi h babydoll...

Preeta sat on couch. Karan kept his head on her lap.

She started caressing his hair. Soon, he slept.

She kissed his forehead. She too slept in that position only

Precap

Romance and care

*******

I know yeh koi interesting sa ya aisa part nhi h... But needed tha...

Aur story completion kii taraf proceed kr rhi h.. Yeh toh sb ko pta h... Toh ab toh must leave reviews.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro