Three

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Aik din nandini college say wapis aati aur usay ghar k samnay bari car nazar aati hay.wo confuse se ghar main aati hay.Sidha kitchen main shweeta k pass jati hay jahan apni maa k pass khari modern lady ko dekhty hay. shweeta nandini ko dekh kar usay pass bolti hay aur...

S..are nandu beta tum aa gayi college say kaisa rah din and in say milo yeh tumary tai hay,tumary bary papa ki wife.Mumbai say aaye hay.aur bhabi yeh nandini hay mery beti.College jati hay.

N..namaste bari ma.aur neyo k pakar chuti hay.

Ne...jeeti raho.

And shweeta say.

Ne...shweeta bari pyari hay tumary beti.

Nandini and shweeta dono smile karty hay.Nandini apni puri life main first time apny appa ki family say milty hay aur bohot kush hoti hay aur neyo say pochti hay..

N..bari ma aur kon kon hay appa ko family main.

Ne..beta mera aik beta hay,manik naam hay us ka aur tumary appa ki do beheny hay aur dono k do do bacha hay.

N..wow bari ma kabi unhain b lao na humary ghar.

Nandini ki excitement dekh kar ney aur shweeta usay dekh kar husny lagti hay aur shweeta,nandini say.

S... Nandu beta baatain tou hoty rahy gi.chalo jaldi say mery help karo khana lagany main.Pehly baar bary papa aur tai aaye hay wo keya sochy gay humary bary main.aur mandy beta tum mili apny bary papa say.nai na jao pehly un say mil kar aao jaldi say.phir meri help karo.

Nandini nodded har head aur bary papa say milnay hall main jaty aur un say mil kar table lagany main amma ki help karti hay.Sab hasi kushi khana khany lagty hay.khana khany k bad sab coffee peety hay aur phir neyo aur raj dono mumbai k leye nikalty hay.
Nandini aur rishab apny appa ki family say mil kar bohot kush thy...

MUMBAI...

manik aliya k sath us k ghar jata aur jahan aliya ki mom un ka dil khol kar us ka welcome karti hay aur aliya unhain apny shopping dekhti hay. jesay dekh kar wo bohot kush hoti hay.

D..manik beta sunao kesay ho aur ajj humary yaad kesay aa gayi.

Al.(extra sweet tone).mom yeh ajj b na aata agar main aany ka nai bolti.right manik...

M...yeh keys hue bua.main parson he tou aaya tha aur main akela kahan kahan jaon.choti bus aur soha b complain kar rahi thy na aany ki aur mujhay office b Jana hota hay free nai hota ap k bete ki tarah aur aliya jesay main nay pehly b bataya tha k mery apni b life hay.tumain shopping par lay jany k allawa.aur bua ap ko dad ki health ka b pata hay..

Deepali aur aliya,manik bat sun kar chup ho jaty hay.aur manik k muh say soha aur jaya ka nam sun gussa hoty hay.

D...manik beta,achi bat hay tum office jaty ho apny dad ki help k leye.main tou kahty hon shadi kar lo kisi achi se larky say warna tumary maa say tou koi umeed nai hay.keya pata kitna paisa apny middle class family k leye.

Shadi ka sun kar aliya blush karny lagti hay aur yeh dekh kar thora uncomfortable hota hay..

M...bua shadi karny k leye koi achi larki b tou mily na.har koi mery paison say pyar karta hay.Sab ko Mrs Malhotra ka tag apny nam k aagay lagana hay aur rahi baat aunty ki k paisa apni family ko deti hay tou bua un ka b haq hay apny husband k paison par.wo jo chahy kary.

Manik ki bat sun kar uneasy feel karty hay.

D...yeh keya baat ki tum nay beta har larki soha jesay nai hoti.dekho meri aliya ko jis ghar jaye gi us ghar k baag khol jaye gay.

Manik yeh sun kar kuch nai bolta aur yeh topic ko chorny k leye.

M..acha bua ghar kuch khany ko nai hay keya ya sirf baaton say he mera pet bharo gi.

D..are nai beta betho tum main kuch larti ho aur wasay b mahenay ka end chal rahi hay aur tum tou pata hay.meri self respect yeh gawara nai karti k main bar bar apny bhai k aagay hath pehlaon apny zarrort k leye.Issleye hum khud par sakhty karty hay.

Manik yeh sun kar samjh jata hay k bua us say paisay mang rahi hay aur wo apny wallet say do do hazar k dhar sary note nikal kar bua ko deta hay jo wo hasi kushi rakh lety hay.kitchen main chali jati hay.
aliya manik k pass beth kar us kay shoulder ko press karti hay aur manik k pass jati hay kiss k leye.but manik mode nai hay k bol kar pichay ho jata hay.aur bua snacks aur tea lati hay aur sab tea peenay lagty hay..

MANGALORE...

kahty hay k life aik jesi nai rahty yeh hi hua ram family k sath.un ki hasnty basty life main aik toofan aaya..Jahan aik phone nay shweeta aur bachon ki life say kushi k rang khatam kar daye.
Shweeta raat k khany par ram ka wait kar rahi hoti hay but ram apny waqt say late hota hay.shweeta ok pershan dekh kar nandini us k pass aaty hay.

N..amma keya hua.appa Kyon nai aaye abi tak kafi late ho gay appa ajj.

S..haan beta main b yeh he soch rahi hon aur un ka phone b nai lag raha.bhagwan kary wo theek hon.mera dil gabhra raha hay.

N..amma app tension na lo.main appa ka no try karty ho.

Iss say pehly nandini phone karty achanak say landline ki bell bajhny lagti hay aur shweeta jaldi say phone uthati hay aur dosray taraf ki bat sun kar us k hath say receiver hath say gar jata hay.
Nandini phone utha kar hello bolti hay aur appa kah kar chup ho jaty hay. call karny wala bolta hay k ram ka accident ho geya hay aur us ki on the spot death ho gayi hay.

(please guys do votes and comments agar ap ko yeh story pasand nai aai tou main discontinue kar don because response nai mil raha and please iss ka reason batao k main story main CHANGE karon ya band karon..please its request 🙏🙏🙏)

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro