72.💗

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Two days flew away in a blink and finally Holi came. In these two days both behir were busy in their own works. Mahir was busy handling his new responsibilities as a CEO in company and Bela was busy in making preparations for their engagement. Well she's deciding everything herself as Mahir made it clear to everyone that he's okay with his Sona's choices. Infact he will be more than happy if she decides everything.(Shaadi se pahle hi joru ka gulam bann gaya hai.)

It was little shocking for Mahir's family when they came to know that he's promoted. Sumi accepted happily in some minutes and blessed her son but Vish she thought there is some foul play as it's too early. She's clearly wrong. But she decided to leave this doubt of hers for her brother and accepted it. Obviously she's happy for him. She knows how hardworking Mahir is and knows somewhere in her heart that he deserves it. She loves her brother but didn't like his choice for her would be sister-in-law i.e. Bela.
In her words," Mujhe kya jab ye khud apne ser pareshani lena chahta hai.🤷 Par uss akru Bela ki akal to thikane lagungi hi main."

It was morning time. Behir were at their home. Bela and her family will be joining Mahir's society's Holi meet.

Vikrant went to her room and poured a glass of water on sleeping Bela. (Iska pitne ka irada hai lagta hai.🤭)

Bela shouted and got up with a jerk.

Bela: Aaahhh!! 😧

Vikrant: Hahaha! Bura na maano Holi hai!😁

Vikrant clicked some pics of her and ran out from her room fastly to save his life.

Bela: Vikku ke baccheee!!😡 Abhi nikalti hu teri holi!

Vikrant: Mere koi bacche nahi hai pagal. Tu bua bani nahi hai abhi.

Bela: Teri to! Kitni baar bola hai mujhe ye sab nahi pasand.

Vikrant: Pani tha rang nahi jisse nafrat khati hai tu.

Bela: Main koi nafrat nahi karti.

Vikrant: Ye tu Mahir jiju ko bataio. Pakar phone...

Bela: Kya Mahir?😧

Vikrant: Ha vo bol rahe hai ki jab holi se itni nafrat hai aur khelti nahi to aaj aa hi kyu rahi hai holi program mein?

Bela takes phone from his hand.

Bela: Maaahiii!! Dekho aisa Nahi hai. Main nafrat nahi karti bas mujhe pasand nahi holi..colours se khelti nahi main. Mujhe aisi feeling aati h jaise

Vikrant was trying to control his laughter but Bela saw his face and glared and he failed miserably to stop his laugh. Understanding dawned upon Bela.

Bela: 1 min! Mahir kabhi aise bol hi nahi sakta mujhe. (She said to herself)

She looked at phone and found out there was no one at the call.

Bela: Youuuuuuuuuu!!!😡

Vikrant looks here and there.

Vikrant: Who? Koi bhi to nahi hai yaha. Hawa se bol rahi hai?

Bela picked a vase from adjacent table and throwed it in his direction. Vase landed near his feet. He jumped at his place. He ran from there shouting," Paaagaaallll!"

He got a nice Holi gift from Bela in morning itself.

On the other side let's see how Mahir got waked up by Vish.

At Mahir's house

Sumi and Sham were in the kitchen preparing some tasty dishes specially for Holi. Vish slowly tiptoed in their house and went to kitchen slowly and applied colour on Sumi's cheeks from behind.

Sumi: Aaahhh!!

Vish: Happy Holi Buaaa!!😁

Sumi: Vishhh!!😧😀 Kya karti hai beta?☺️

Vish: Holi bua

Sumi: Happy Holi beta!😚

Sumi hugged her. Vish chuckled. She emptied full packet of colour on Sham's head.

Sham: Arreee! Ye kya ji?

Vish: Colour hai buddhu! Holi hai holi... Enjoyyy!!🤭

Sham: Ji

Vish: Aaj holi hai to chutti nahi li tumne?

Sumi:  Ye yahi hamare sath holi manayega aur iski behen ko bhi yahi bulaya hai. Bela ki family ke sath aayegi. Iski family mein vahi hai bas.

Vish: Oh

Sumi: Vish bacche tum jaa ke apne dosto aur bhaiyon ke sath khelo hum thori der mein aate hai kaam pura karke.

Vish: Kya khelu? Sab boring hai. Koi friend nahi hai yaha. 1-2 hai yaha kisi na kaam ki, lagi hongi phone par baby janu karte huye..chee aur mera idiot bhai Arjun apni hone wali biwi ke sath video call pe virtual Holi wish karne mein busy hai. Yaha sab faltu hai. Meri college ki friends to apni apni society mein khoob masti kar rahi hai. Pics bhi share kar diye unhone group par mujhe chirane ko.😒

Aur papa bhi holi ka program shuru ho usse pahle business news dekhne mein lage hai kyuki baad mein pata nahi time mile na mile aur mummy aapki tarah kitchen mein ghusi hui hai. You all are booorinngh!🙄

Sumi laughed at her expressions.

Vish: Aap bhi hass rahe ho? Very bad.

Sumi: Acha thek hai thek hai nahi hass rahi. Tu jaa ke Mahir ko utha. Ab tak uth jana chaiye tha usse.

Vish: Vo ab tak so raha hai. Mujhe laga vo bhi Sona Sona laga hua hoga phone pe.

Sumi again chuckled.

Sumi: Nahi vo so hi raha hai. Aur phone pe kyu karega samne se karega. Uski Sona khud aa rahi hai aaj.

Vish: Hmm...kyu aa rahi hai?(slowly)

Sumi: Kya?

Vish: Kuch nahi. Main uthati hu usko.

She went to his room and was about to shake him to wake him up but then stopped in middle.

Vish: (to herself) Aise nahi Vish. Aise uthane mein maza thori hai. Hmm🤔 kaise uthaye phir Mahir maharaj ko?
Pani ki balti dalna purana ho gaya. 50 baar dal chuki hu. Aur ice bhi use mar li, crackers bhi kar liye diwali  par aur baki ideas bhi purane ho chuke hai.
Holi hai to zyada bada nahi karti abhi.

She went out and returned with red colour. She sat beside him.

Vish: Bete filhal saste mein chor rahi hu bhoot bana kar. Kyuki asli maze to teri Sona dilwayegi aaj.😈

She smeared his whole face with red colour and goes out and video calls him so that he can wake up from the ringtone of his phone and can see his face in the camera just after getting up.

Mahir's phone rang and he got up reluctantly and received the call without looking at phone actually. He was about to put his phone to his ear but noticed it's a video call. He noticed his face and shouted," Aahhh!"

His phone fell in his lap in shock and Vish entered inside while laughing. She clicked his pic.

Vish: Bura na mano Holi hai.😁

Mahir went to the mirror and saw his face.

Mahir: Ye kya hai? So hi raha tha na main. Pura din hai holi ke liye aur tu!

Vish: Pareshan mat ho. Organic colour hai. Specially lai hu main flowers se bana hua. (Pulls his cheek) Tere pyaare pyaare chehre ko kuch nahi hoga.
Pakka colour jo dye hoti hai na dhobiyo(colour used in laundry) wali vo to teri Sona ke liye hai reserved special.

Mahir: Nahi! Tu aisa kuch nahi karegi. Sona ko tu pakka colour nahi lagayegi main bata raha hu.😡

Vish: Main to lagaungi. Special make up jarugi uska. She will become more beautiful.😁

Mahir: Nahi! Tu meri Sona ke face se..face kya puri ki puri Sona se durr rahegi aaj. Vo bahut nazuk hai. She's very sensitive. Tu unhe koi aisa vaisa colour nahi lagayegi.😕😡

Vish: Tujhe jo bolna hai bol. Main to lagaungi. Aur koi nazuk vazuk nahi hai vo drame hai uske. Drama queen.😒

Mahir: ( In loud voice) Vishhhh! Noooo! Ek baar bol diya na nahi to nahi. Aur vo koi drama nahi karti. She's very sweet and innocent.(Vish rolled her eyes)
Dekh main bata raha hu agar tune unke face par kuch lagaya na galat to main tere se pure 1 month baat nahi karunga chahe jo bhi ho jaye. Tu kuch bhi bol le. Main bata raha hu. (Ye di hero Mahir ne khatarnak dhamki. Main baat nahi karunga.😂)

Vish: Offoo! Serious kyu ho raha hai? Main mazak kar rahi hu. Main koi aisa colour nahi lai. Only organic colours.

Mahir: (like small kids) Sacchi?😃

Vish: Ha sacchi. Main bas tere maze le rahi thi. Pareshan mat ho.

Mahir: Phir thek hai.

Vish: Mujhe pata bhi nahi vo colour milta kaise hai? Aur agar by chance kahi se jugad kar bhi leti tab bhi na lagati kyuki next week tumhari engagement ki pics jab main apne account par dalungi to meri bezzati hogi ke mere jaisi beauty queen ki hone wali bhabhi chudail jaisi dikhti hai. How would I reply all those people who will pity on me.

She wipes her fake tears. Mahir angrily shouted.

Mahir: Vishakha!😡

Vish: Allee yarr! Phir gussa kar raha hai. Main to mazak kar rahi hu. Holi hai aur masti bhi na karu?

Mahir: Tujhe jo karna hai kar par meri Sona ke sath nahi.😐

Vish: Tu pahle to kabhi gussa nahi karta tha. Ab kyu badal gaya? (Sangat ka asar hai behen. Mahirji ne unki Sona ki sangat mein new feature develop kara hai.)

Mahir: Tu pahle bhi ajeeb harkatein karti thi par aisi nahi.

Vish: Acha thek hai thek hai. Nahi bol rahi kuch. Jaa ke muh saaf karle. Bandar lag raha hai pura.

She went out laughing.

Mahir: Ye ladki bhi na pagal hai.

His phone rang. It was Bela's video call. He received it forgetting how amazing his face is looking right now.

Bela: (In singing Manner) Happy Holi ba_

She tops in the middle of sentence and laughed but stops seeing his expression.

Bela: Sorry...Ye kya hal bana rakha hai subah subah?

Mahir: Vish ka wish!🙂

Bela: Oh! Ye ladki bhi na!😒

Mahir: Choriye usse. Aap bataiye kab tak aayengi?😀

Bela: Mahi baby aisa chalega kya ki meri family abhi 2 hours mein aa jaye aur main evening mein aau?

Mahir: Kyuuuu?☹️

Bela: Ya phir dopahar mein aa jaungi .

Mahir: Tab tak to sab program khatam ho jayega😕.

Bela: Yahi to main chahti hu.

Mahir: Kyu?

Bela: (sweetly) Maine pahle bhi bataya tha na main hi nahi khelti. I..I don't like.

Mahir: Kyu? Itna maza aata hai.

Bela: I don't know. I don't feel comfortable jab sab log itna sara colour dal dete hai. I..I

Mahir: (cuts her) Mujhe nahi pata. Aapko aana hoga sabke sath. Warna main bhi holi nahi manaunga.

Bela: Mahir

Mahir: Please na... Main pura dhyan rakhunga ke aapke upar koi zyada colour ka dale. Par aana hoga..hoga..hoga.

He rant like a small child.

Bela: Okay... I will come for you my love.

Mahir: I love you😊

Bela: I love you too 😘

She blower him a flying kiss and he acted to catch it while little blushing.

They talked for some more time then went to get ready.

____________________________________

That's all for now.

Do you liked this part?

Share your views in comments and don't forget to vote.

BB


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro