13b~Free From Dhanak

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Shinta entered the house as directed by Dhanak and walked towards Rudra and Preesha's room passing through the wooden door. She eyed the duo sleeping peacefully. "Sorry Preesha aunty, sorry Rudra uncle, mujhe ye sab kartay huay achha nahi lag raha, main karna bhi nahi chahti, lekin main majboor hoon, woh gandi aunty karwa rahi hai mujh se ye sab," she said.

Flashback:
"Dhanak aunty, aap jo kaho gay main karoon gi, lekin please mujhe meri family se mila do," she said joining her tiny hands. "Theek hai, toh sun tujhe kya karna hai," Dhanak said, Shinta looked on sadly. "Preesha ke baal kaat, aur mere paas le kar aa, bas itna sa kaam," Dhanak said and Shinta agreed. "Aur phir, woh jab baal tu mere paas laaye gi, toh main aisa jaadu karoon gi, ke Preesha khud mere paas chal kar aaye gi, aur main us ko hypnotize kar ke maar doon gi, aur mujhe jo chahiye woh mil jaaye ga," Dhanak said, Shinta frowned.

Fb end.

Shinta held Preesha's hair from the tip and just as she was about to trim it, her hand was grasped by someone and she startled dropping the scissors. It was none other than Prabha. "Kya kar rahi thi? Baro'n ke saath aisay kartay hain kya?" she asked a little angrily. Shinta wept. "Sorry, didi sachi, main khud se nahi kar rahi, mujh se karwaya ja raha hai," she said.

"Matlab?" Prabha asked. "Didi, woh gandi aunty hain, un ka naam Dhanak hai, unho'n ne pehle Armaan uncle ko bhi phasaya jo ke ab bhaag gaye, aur maine help karne se mana kiya toh mujhe kaid kiya, par phir main maan gayi, kiun ke yahi ek tareeka hai meri family se milne ka," Shinta told sadly. Prabha's anger melted. "Aap ko apnay parents se milna hai na? Main milwaun gi," she said. "Par kaise? Woh sab zinda hain aur main mar chuki hoon, didi, mumma kehti thi ke kabhi aisi promises na karo jo nibha na pao," Shinta said.

"Don't worry, main nibhaun gi ye promise," Prabha said and recalled the fairies, they came immediately and Shinta was left surprised. "Fairies?" she asked. "Haan fairies, ab yahi aap ko mumma papa tak pohnchaein gi, aap please is ko le jaein, aur us aunty jis ki ye baat kar rahi hai, usay bhi dhoondein, main yahan sambhaalti hoon," Prabha said, the fairies nodded and took Shinta with them.

Later Rudra and Preesha woke up and smiled seeing each other, they shared a hug. "Good morning wifey," he said. "Good morning hubby," she said. "Iss ghar mein zinda uth jaana ek blessing hai yaar," he said. "Ye waise bhi ek blessing hai Rudra, especially aankhein kholoon aur tumhari cute shakal saamne ho," she said and he kissed her cheek, she smiled.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro