Lost Somewhere

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Karan was moving with her in his arms happily.

Preeta(confused) : Jaa kaha rhe h...

And a car stopped in front of them.

Karan smiled. Preeta looked confused.

William came out of car.

Karan(smilingly) : Always on time brother...

William(proudly) : My pleasure..

Preeta: Yeh..

William : Bye Bye Karan Preeta...

Karan: Bhabhi bulane ka kya lega...

William(thinking) : Umm.. Shayad tera jet...

Karan: Bada hi acha mazak h... Nikal yaha se chup chap.. Jet chahiye..Bhabhi bol...

Preeta : Yeh kya h ab achanak se...

William: Achanak se nhi yeh toh kab se h Preeta.. Tumhe..

Karan(glaring): Preeta nhi bhabhi bol...

Preeta started giggling seeing his face. William smiled.

William: Ab bhabhi ne smile bhi krdi..Ab nikalo dono... Mere sar se yeh Karan naam ki musibat kam ho...

Karan: Toh tere saath rhna kon chahta h... Main apni biwi ke saath bhaag rha hu.. Tu toh aas paas bhi mat dikhio kahi pr...

William (smilingly) : Chaabi gaadi mein h...

Preeta: Thank u William...

Karan made Preeta stand and hugged William.

Karan(smilingly) : Thank u for always supporting me... Tu hmesha mere saath raha h... Mere chote bhai ki tarah...

William: Itna emotional... Vse teri wajah se meri hindi sudhar gyi... Apna aur bhabhi ka khyal rkhna.. Aur maine bhabhi kaha h...

Karan hit his head.

Karan: Kaan h mere paas...

William : Marr kyun rha h.. Sidha sidha bol tujhe aur bhabhi ko akela chod du.. Main toh jaa rhi thi...

Karan(widening his eyes) : William...

William: Bye...

And he left.

Karan held Preeta 's hand.

Karan: Chalo...

Preeta smiled. Both sat in the car. Karan started driving. Preeta was just looking at him smilingly.

Karan(confused): Aise bhi.. Kya dekh rhi ho...

Preeta(smilingly) : Pata nhi..Shayad apni khushnaseebi.. Apna pyaar... Sab kuch.... Bas khush ho... Zindagi mein pehli baar.. Darr bhi lg rha h sab cheen ne ka... Par yeh pal bahut khubsurat h mere liye...

Karan held her hand and kissed it.

Karan: Darrne ki koi zarurat nhi h... Karan ko Preeta se... Aur preeta ko karan se... Koi dur nhi kr skta.. Taqdeer bhi nhi... I love u a lot...

Preeta (smilingly) : I love u too...

Karan stopped the car in an open isolated area.

Preeran came out.

Preeta(confused) : Ab...

Karan just smiled and looked up. There was a chartered plane.

Preeta widened her eyes.

Karan: Itna shock mt hou... Abhi toh bahut kuch dekhna h tumhe...

Preeta : Plane se darr lgta h mujhe..

Karan (smilingly) : Kamaal ki baat h... Par mujhe pata h...

Preeta (scared) : Phir bhi...

Karan(smilingly) : Bahut jee liye darr mein... Ab main tum khul ke jiyenge.. Ek dusre ka saath jiyenge...

Preeta(scared) : Par..

Karan kept his finger on her lips.

Karan: Sh.. U trust me..

Preeta nodded.

Karan: Toh chalo...

The plane landed. Preeran moved towards the plane. Pilot smiled and got off.

Pilot: I will take a leave...

Karan: Sure... Inform William... We have taken off..

Pilot : Yes sir..

Pilot left.

Preeta(shocked) : Ab yeh kaha chle... Plane kon udayega...

Karan (smilingly) : Yaha tumhare mere alava kon h...

Preeta widened her eyes.

Preeta(scared) : Aapko plane udaana aata bhi h...

Karan crossed his arms.

Preeta(gulping) : Mera mtlb h.. Aapko plane bhi udana aata h...

Karan: Mujhe bahut kuch krna aata h... Aur ab ek aur baar bhaagi toh tumhe uthake kidnap krna bhi aata h...

Preeta(cry baby) : Par..

Karan went and sat in. He adjusted the controls and wore the headset. Preeta hesitantly sat beside him.

Karan: Ready to take off...

Preeta signed no. Karan started the plane. Preeta looked out of the window and closed her eyes immediately.

Karan :

Aasman ke pare..
Ek jahaan h koi...

Preeta looked at him scared.

Karan didn't look at her but was singing. He knew his voice will calm her down a bit and it worked. She just looked at him and nowhere else and didn't realise that they were flying high.

Karan:

Jhuth sach ka vaha...
Kayda hi nhi....

Preeta smiled at him.

Karan:

Roshni mein waha kii..
Alag noor hai..

Karan: Close ur eyes Preeta...

Preeta(confused): Kya hua..

Karan: Kitne sawal puchti ho... Aankhen band karo.. Hum land krne wale h...

Preeta gulped and closed her eyes.

Sayeen jis noor se aage..
Jahaan jaate h...

Karan smiled seeing her face and adjusted the controls for landing. Preeta clutched his arm tightly feeling plane shaking due to landing.

Suddenly, everything was silent.

Preeta(scared): Karan...

Karan kept his hand on hers.

Karan: Land krliya h.. Ab kyun darr rhi ho...

Preeta sighed and was about to open her eyes but Karan kept his hand on her eyes.

Karan: Abhi nhi...

Preeta(confused) : Kya hua..

Karan : Jab tak main na kahu.. Aankhen mt kholna...

He removed his hand and their safety belts. He got down and helped her got down too.

Preeta: Ab khol lu...

Karan brought her some steps forward.

Karan(smilingly) : Ab...

Chal Wahan Jaate hai..
Chal Wahan jaate hai..
Pyaar krne.. Chalo hum wahan jaate h...

Preeta slowly opened her eyes and saw water in front of her eyes. It was sea.

She looked at Karan. He smiled.

They were on an island.

Preeta(shocked):Yeh hum kahaan h...

Karan: Mere island pr...

Preeta widened her eyes.

Karan: Oops.. Hmare island pr...

Preeta(shocked): Ab aapke paas island bhi h... Pehle jet phir plane.. Ab island... Ek sawal h..

Karan: Pucho...

Preeta : Aapke paas koi dusri biwi toh nhi h na...

Karan widened his eyes.

Karan(shocked) : Pagal ho kya.. Ek sambhalte sambhalte toh bhaagna phir rha h... Dusri h kya.. Koi choclate thodi h...

Preeta started laughing.

Karan(irritated) : Tum mere saath mazak kr rhi thi...

Preeta pulled his cheeks.

Preeta(laughing) : Ha.. Kyunki aapki dusri biwi nhi h na mazak krne ke liye..

Karan glared her. She ran away.

Karan: Tumhari toh... Babydoll Ruko...

Preeta showed him tongue.

Preeta : Pakad skte h toh pakad lijiye...

She ran towards the water.

Karan (concerned) : Arre waha mt jao... Gir jaogi...

But Preeta couldn't listen,

Preeta (shouting) : Kya kaha aapne...

And she fell down. Karan came closer to her. She made a cry baby face and was all wet.

Karan started laughing.

Karan(laughing) : Aur bhaago... Gir gyi na...

Preeta glared him.

Preeta(glaring) : Yeh koi time h mera mazaak udaane ka...

Karan: Ha.. Yehi time h... Kyunki tumhare paas bhi toh dusra pati nhi h na... Mazaak udaane ke liye...

Preeta looked at him annoyed. He again burst out laughing.

Preeta splashed water on him.

Preeta :Yeh lijiye.... Bahut hasi aa rhi h na...

Karan: Kya h.. Mujhe kyu bhiga rhi ho...

His leg also slipped and he fell.

Preeta(laughing) : Aap bhi...

Karan smiled seeing her laugh.

Karan: Yaha koi nhi... Sirf main tum.. Aur tumhari hasi...

Preeta smiled.

Karan pulled her closer through waist still sitting near the shore on sand, tide water wetting them.

He made her sit on his lap. She looked at him. He tucked her wet hair strand behind her ear. She smiled.

Karan kissed her forehead.

Karan: Maine kahan tha na.. Sb thik krdunga.. Tum khush ho ab... Yahaan koi nhi.. Koi darr nhi...

Preeta kissed his eyes.

Preeta(smilingly) : Bahut khush...

Karan smiled. She hugged him. He hugged her back.

Preeta: Love u...

Karan: Love u more...

He pushed her hair in front and leaned towards her neck. He started placing soft feather kisses on her wet neck. Preeta felt butterflies in her stomach.

This was the first time they were this close. She looked at him nervously.

He caressed her cheek with his thumb and lifted her chin up. She looked into his eyes. Both looked at each other intently and leaned towards each other.

Their lips met. The feeling was heavenly for them. The kiss went from a slow soft one to a passionate one. Preeta's hands surrounded his neck pulling him closer. Karan too pulled her closer through waist.

Screen blurred(😂)

Precap

Romance continues

*******

Toh maine phir sab ka popat krdiya na😂😂😂... Main kya karu... Okay.. Pakka last last.. Next part mein puri koshish krungi acha khasa lamba romance likhne kii... Abhi first kiss se kaam chala lo...

Do leave reviews 😊❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro