Humari adhuri kahani 💔 - 0.1

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Back story -

Karan is in charu's trap and Monami is doing everything to save him...✨

.............................

Monami - Karan... Karan... Mujhe kyu lag rha hai ki tum thk ni ho 🥺😭

Karan to Charu - Aaaaa...Tu..jhe kya lagta hai tu inn sabse ek fauji ko todh degi 😒😌

...........................

Karan - Mo..naamiii 💔💔💔

Charu - Le le jitna chahe uska naam...Agar tu issey bach bhi gya naa toh fir bhi kisi kaam ka ni rahega 

Karan - Aaaaaaaaaa


Flashbacks -

🎶 "Paas aaye.. Dooriyaan phir bhi kam naa hui 

Ek adhuri si hamari kahani rahi 

 Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahiJaa mile.. jaa mile.. 

 Ishq saccha wahi, Jisko milti nahi manzilein.. manzilein.. 

 Rang the, noor tha

Jab kareeb tu tha

Ek jannat sa tha, yeh jahaan.. 

 Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan.." 🎶

Monami (in her heart) - Ka..rannn 💔💔 Aisa laga jaise tum pass hi the...Pta ni bas dil ko laga ki tum bhttt pass the mere 🥺😭

................................

Karan - Monami...Please apna dhyan rakhna 💔 Mujhe kisi bhi aur cheez ki abhi chinta ni hai...Bas tum apna dhyan rakhna 🥺

Monami - Karan....Kaha chale gye tum 😭😭 Vapis aa jao naa💔💔

Monami - Bas atleast now I know ki tum thk ho 😭😭♥️♥️


Flashbacks -


Monami - Kaha ho Karan 😭💔 Tumhari Rani sahiba tumhara wait kr rhi hai... Please aa jao...Please 💔💔

..............................

Karan - Pta ni Monami...Pta ni yaha se kaise nikalunga...Pta ni tumhe vapis dekh paunga bhi ya nahi 💔💔


Flashbacks -

🎶" Humari adhuri kahani...Humari adhuri kahani" 🎶

Karan - Bas yun gaya, aur yun aaya 🥺♥️

............................

Karan - I miss u Monami...I miss u...Jaanta hu tum aajaogi...Zarur aogi...Bas ye ni pta ki mein tumhe dekh paunga ya ni...Par tum aaogi toh zarur 💔💔

............................

Monami - Karan...Karan tumne bolna tha tum vapis aaoge 😭💔 Tumhe vapis aana hi hoga...Mein aa rhi hu tumhe lene...Mein aa rhi hu 🥺😭

.............................



TO BE CONTINUED...

Don't kill me for this...But the news has made all of us soooo emotional...That I couldn't stop myself from writting this...😭


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro