Chapter 5

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Continued.... ( Bonus part )

As soon as Monami departed Karan's room she started running towards the garden area. She hugged the tree. She wasn't crying but thinking about what Karan said. His words pierced her heart. She is not gonna forgive him easily.

Sid came and saw Monami hugging the tree. He knew her habit. He climbed up to the tree and hugged it from other side.

"I am sorry once again bro. Meri vajah se teri training bhi ruk gayi. Kismat ka khel toh dekh na Monu bro", Sid said. Monami looks at him. "Aaj tak najane kitne ladkiyon ko girlfriend banakar ghumaya hai maine tab kabhi bhi kisi se saccha pyaar nahi hua but aaj jab sach mein kisi se pyaar hua toh usse dur rehna pad raha hai", he completed.

"Sid don't be upset. Mera dil kehta hai ki ek na ek din Sanju tumhe jarur ek chance degi aur accept bhi karegi. You know right ki voh ek agent hai. Uske liye I am sure pyaar ek nayi feeling hogi. Toh voh itne asani se accept aur samajh nahi payegi.", Monami explained.

Sid looked at her surprised.

"Monu tu upset nahi hai? Naraj nahi hai mujhse?", Sid asked.

"Upset toh hun Sid. But, aab upset rehne se koi fayda nahi hain. Upset rehne se na hi Karan mujhe maaf karega na hi meri training hogi. Toh filhal mujhe mere maan ko stable rakhna hai. Mujhe aapne aap ko Colonel sir ke saamne prove karke dikhana hai ki main bhi commando baane ke liye bilkul sahi hun", Monami said.

"I am sure Colonel Sir tujhe academy se bahar nahi nikalenge", Sid encouraged her.

"I hope so..."

----------

"Sara sach bahar aa gao?", Sanjana asked when Monami entered the room.

"Kaisa sach?", Monami asked.

"Oo chirkut ne aur tumne Karan sirji se panga lekar sahi na kio! Uss chirkut ka toh samajh mein ata hai par tum kaiso faas gayi iss chakkar mein?", Sanjana asked.

(Please bear with Sanjana 's language)

"Dekho mujhe iss baarein mein koi baat nahi karni hai. I know ki saab mujhse aur Sid se Naraj hai lekin aab jo ho gaya usse main badal toh nahi sakti. I can only hope for the best.", Monami replied.

"Hamare gaav mein ek kahavat hai. Jaise saang vaisa rang", Sanjana said and layed down to sleep.

Monami decided to keep quiet. She layed down on her bed and closed her eyes.

She wasn't asleep from one and half hour. She only kept tossing and turning in her bed. She was thinking about her and Karan's conversation. What will be the decision? She was clearly seeing her dream breaking.

She finally slept after some time.

-----------

Next morning,

It was Sunday and Monami visited Park with Suman ji and Chitra. Chitra was busy clicking selfies in her mobile. Suman ji was busy talking with her husband. Thankfully, Karan didn't tell any truth to the cadets, else she couldn't be able to spend some moments with other cadets before leaving the Para SAF.

Her mobile rang. It was showing the name Asha.

Actually, Asha was the nurse who was working in Monami's father's hospital two years ago, but she resigned due to her personal reason.

"Ha Asha didi. Boliye aaj yaad aa gayi aapni Monami ki?", Monami said.

"Are Dr. Monami aapko kon bhul sakta hai? Vaise maine Isiliye phone kiya tha ki mujhe na aapse ek jaruri baat karni hai.", Asha said.

"Ha boliye na!", Monami said.

"Aaise nahi Dr. Didi. Kahi milkar batati hun. Kaha mil sakte hai?", Asha asked in serious tone.

"Asha didi sab thik haina?", Monami asked out of concern.

"Milkar sab batati hun. Batoa na kaha milna hai?", Asha asked.

"Main yaha par G. M. Park mein hun. Aap yaha aa sakte hai kya?"

"Ha main abhi aa jati hun", Asha said and disconnected the call.

---------

"Aab bataeye ki kya baat hai? Aap itne tension mein kyu hai??", Monami asked.

"Monami meri baat na dhyaan se suno yaha Deolali mein ek haspatal hai, K. K. Hospital. Main vaha par kaam karti hun. Mujhe shak hai ki vaha par kuch toh gadbad hai. Mujhe lagta hai ki vaha par koi organ racket chala raha hai", Asha said.

"Kya? Organ Racket? But Asha didi aap Police ke paas gayi thi kya?", Monami asked.

"Nahi kyuki mujhe shak hai ki yaha ki police bhi iss sab mein shamil hai. Please meri help karo Monami", Asha pleaded.

"Okay okay. Main kuch karti hun. Aap pehle ghar jaeye..", Monami said.

"Lekin please sambhal kar rehna"

"Ji!", Monami assured.

-------

Karan was at his house playing with Baby. 

"Karan kaise chal rahi hai training?", Bhabhi asked.

"Chal rahi hai jaise hamesha chalti hai. Main, Sanju aur Faizi ka dimag kharab hogaya hai unn Namunon ko train karte karte", Karan said.

"Karannn. Namune matlab kya?"

"Sorry!"

"Chachu agle weekend mein mujhe academy jana hai please...", Baby pleaded.

"Agar Colonel sir ne permission di toh hi. Okay... Aab jakar aapna homework complete kar dijiye", Karan said.

"Okay. But homework complete karne ke baad meri treat?", Baby asked.

"Treat Refrigerator mein hai baad mein kha lena okay!"

"Commando! Aap aapne senior ko order de rahe hai?", Baby said.

"Sorry Senior. Maine aapke order se aapki treat refrigerator mein rakh di hai.", Karan said smiling.

Bhabhi smiled. Baby left.

"Yeh lo", Bhabhi handed over a plate of food which was on the table.

Karan started eating food.

"Vaise Karan tumne aapni shaadi ke baarein mein kya socha hai?", Bhabhi asked seriously.

Karan stopped eating.

"Abhi tak toh kuch nahi. Vaise mera maan nahi shaadi karne ka. Mere jaise khadus insaan se konsi ladki shaadi karna chahegi?", Karan said.

"I am serious Karan. Dekho tumhari umar bhi nikli ja rahi hai Shaadi karne ki. Meri baat mano toh jaldi shaadi kar lo", Bhabhi said.

"Bhabhi Voh...", Karan was interrupted when his cellphone rang.

"Hello!", Karan received the call without looking at the ID.

"Hello Karan main Monami. Please call mat katna. Mujhe tumse ek important baat karni hai..."

"Jaldi bolo", Karan said in rude tone.

"Mujhe tumhari help chahiye. Deolali mein ek Hospital K. K. Hospital hai, jaha par illegal organ trafficking hoti hai. Police bhi shayad mili hui hai. Please tum aa sakte ho kya?", Monami asked.

"Kaise bharosa karu mein tumhara? Mujhe tumhare iss timepass mein koi interest nahi hai. Bye", Karan disconnected the call.

-----------

"Aab mujhe hi kuch karna padega", Monami said to herself.

-To be continued

Date:- 18th October 2021


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro