Rebirth

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

(Introducing Tejasswi as Prarthana, a sarvasresht shiv vardaani shesh naagin for a reason but only in a semi role for just one scene, she won't be seen again)

Fifty years passed by, it was still Golden Age going on. Aakesh, Nageshwari and Hriday were long dead but now they were reborn with different names but with same identities of being Adi naag, Adi naagin and cheel. A beautiful girl could be seen watering the plants in the garden catching butterflies smiling brightly, her laughter echoed throughout the cave of the forest. She ran after the butterfly and collided into someone and fell in his arms. The duo had an eye lock by which she felt a little weird and uncomfortable. She cringed feeling his hands over her bare waist, she straightened herself and moved away and then turned resuming what she was doing earlier but couldn't do so feeling his gaze over her.

"Ab kya aisay he dekhte raho gay mujhe? Aur koi kaam nahi kya tumhe Hashwindran?"

She asked a little annoyed with her back towards him, Hashwindran approached her and held her arm turning her towards him, she creased her eyebrows trying to make him leave.

H: Nagakanti, kiun nahi samajhti tum ke mere dil mein sirf tumhari fikar hai, tumhare liye pyaar hai, hum bachpan se jaante hain yaar ek doosre ko, isi jungle mein saath khelte thay, lekin baray hotay he tum itni door kaise ho gayi mujh se? Tumhe meri nazro'n mein apnay liye hawas kiun nazar aati hai Nagakanti? Meri aadi naagin? Aisa kiun?

He asked a little annoyed and sadly, she made him leave and pushed him a little.

N: pehli baat toh ye ke haan main aadi naagin hoon, sarvasresht aadi naagin hoon, aur tum bhi aadi naag ho, lekin tumhare saath kuchh toh jhol hai Hashwindran, haan hawas nazar aati hai mujhe, isi wajah se main door rehti hoon tum se

H: kab se paal rakhi hai aisi nafrat Nagakanti? Kab se?

N: ye nafrat nahi, ghabraat aur bechaini hai bas sirf

H: itnay waqt se jaantay hain hum ek doosre ko Nagakanti, kis baat ki ghabraat? Kis baat ki bechaini?

Nagakanti sighed.

N: tum nahi samjho gay Hashwindran, nahi samjho gay

H: kya sach mein tumhare dil mein mere liye koi jagah nahi?

N: jagah hai toh bas waisi he jaisi jagah mere kul ke liye hai mere dil mein, pyaar nahi hai tum se mujhe, dil mein aisi koi khaas jagah nahi hai tumhare liye. Mat raho is galat fehmi mein ke aadi naagin tumhari hai.

Hashwindran moved a little closer to her and took her hands in his hands.

H: pyaar karne ka toh mauka he nahi deti na tum, na he humaray tayy kiye huay rishte ko mauka deti ho, na mujhe 2 pal ka waqt deti ho Nagakanti

She moved away his hands.

N: theek hai, torr do ye rishta, kiun ke ye rishta mujhe manzoor nahi. 2 pal se ziada ka waqt diya tumhe, khush ho jao.

She walked away, he looked on sadly and watched her leaving.

H: tumhare dil mein mere liye koi jagah nahi, na he tum humare tayy kiye gaye rishte se sehmat ho, lekin ek na ek din toh main tumhare dil mein apni jagah bana kar rahoon ga, tum ko is rishte se bhi sehmat karoon ga, safal karoon ga humari shahdi ko Nagakanti. Ye wada raha.

On the other side, later at night:

Men in black clothing could be seen looting jewels and then transforming into eagles and flying away to a particular cave which had a maarkaat statue. They saved the jewels in the wooden chests and seeing all the looted jewels and their savings, they jumped in joy and began to dance. An eagle began to fly towards the cave and landed before them transforming himself. He danced along with them in celebration.

Cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel
Cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel
Cheel cheel cheel si
Muthi mein aasman
Cheel cheel cheel si
Vaidiyon ka badshah

Jeeala dabang hoon main
Fakeera malang hoon main
Gali gali bajay mera danka danka
Sher jaisi chaal meri
Cheel jaisi aankh meri
Raja yahan apnay mann ka mann ka

Cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel
Cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel cheel

He smiled and threw some jewels towards them distributing them. He hit the rod tip on the floor.

"Jashn khatam! Lekin raat abhi baaki hai, aur looto, aur tabaahi abhi baaki hai. Main chala hoon, aur loot karne, aur tabaahi machaane! "

He passed his rod to one of his eagle man who caught it. He spread his arms flapping his wings transforming into an eagle and flew out of the cave.

"Adarsh raja! Adarsh raja! Salamat..."

"Adarsh!"

An elderly man came there calling him out who had just left and when he didn't see him and saw the rest of the shape shifting eagles on their knees before him, he grabbed one of them.

"Adarsh kahan hai?"

"Pranaam Gharuda sardar, woh aaj hum bohat bari loot kar ke aaye thay, isliye aaqa jashn mananay gaye hain."

He left him and looked through the newly added jewels and closed his eyes in anger and then turned to him again holding his ear pulling him on his feet.

G: haan toh kya is khazanay se, is loot se tum log khush ho jao gay? Arayyyy asli khazana toh woh nau naag maniyaan hain, woh nahi loot saktay toh kam se kam ek toh loot kar aao, ye kya loota hai? Moorkho'n, ye toh mamooli sa khazana hai, jaaao, looto, mujhe woh nau ki nau maniyaan chahiye, aakash mein dhoondo, pataal mein dhoondo, zaroorat paray toh Yamuna ke naag lok mein bhi dekho jahan Shiv Vardaani Shesh naag aur shesh naaginein rehti hain, aur uss ghufa mein bhi jahan aadi naag aur aadi naagin ka kul rehta hai. Dhyaan rahay, Adarsh ko nahi yaad ke us ke pichhle janam mein wohi aadi naag Hriday urf Hashwindran us ki mrityu ka kaaran bana tha isliye agar woh wahan aa bhi jaaye, toh yaad rakhna Adarsh urf Aakesh ki suraksha ki zimedaari tum sab ka kartavya hai.

The eagle men transformed into eagles and flew out of the cave.

G: is baar mera beta mujh se nahi chhin'na chahiye, is baar usay jo chahiye woh poori tarha milna chahiye, aakhri baar toh main us aadi naag se badla nahi le paaya tha apnay betay ki maut ka, kiun ke us ne khud he khud ko maar daala tha, lekin is baar main apnay betay par ek aanch bhi nahi aanay doon ga. Main har roz tarpa hoon us ke liye aur phir ek din mujhe usay yaad kartay kartay dil ka daura para jis ki wajah se main mar gaya aur apnay betay se ja mila, karam hai ke punar janam mein bhi mujhe mera wohi beta wapis mil gaya, wohi roop, wohi chaal, sab kuchh hoobahoo, main jaanta tha mera Aakesh wapis aa chuka hai, aur is baar main us ki parchhai ban kar saath rahoon ga us ke.

He said to himself emotionally.

Sometime later

The eagle men followed Adarsh and when he noticed, he transformed in his human attire along with them.

A: loot karne ko kaha tha, peechha karne ko nahi, mere peechhe kiun aa rahay ho?

"Aaqa, woh sardar ne kaha tha ke hum aap ke saath mil kar nau maniyaan dhoondein, chahay us ke liye Yamuna jana paray ya phir us ghufa mein jahan aadi naag aur aadi naagin ka kul rehta hai."

A: Yamuna sirf main jaun ga, tum log jao gay wahan ghufa mein

"Lekin aaqa, sardar ka kaha hum kaise taal saktay hain?"

A: (angrily) main usi sardar ka beta aur tum logo'n ka aaqa hoon, agar tum log un ki baat maantay ho na toh meri bhi baat maan'ni ho gi, kaha na Yamuna mein main jaun ga? Tum log us ghufa mein jao gay, chalo jao!

" Jee... Jee aaqa."

They flew off leaving him alone. Adarsh smiled looking at river Yamuna. He dove in and swam for sometime but then began to drown. Meanwhile, Nagakanti was there near the river talking to another nagin.

N: pranam sarvasresht Shiv Vardaani shesh naagin Prarthana, shukriya bulaway par aanay ke liye, kya hai ke pandit jee ne kaha hai ke ye nau naag maniyaan main aap shesh naag aur naagino'n ko saunp doon jaisa ke hum sab wahan ghufa mein rehte hain jahan koi bhi aa kar woh maniyaan le kar ja sakta hai aur aap log wahan Yamuna mein jahan na koi urr ke pohanch sakta hai aur na doob kar, ab in ki hifazat aap kijiye, shukriya

Pr: shukriya aap ka aur aap ke kul ka bhi humaray kul par vishwaas karne ke liye, ab main chalti hoon

She dove inside the Yamuna and swam away. Nagakanti was about to walk away when she heard someone drown, she turned.

N: ye kaun hai? Jis ki doobne ki awazein mujhe bechain kar rahi hain.

Her gaze went on Adarsh and she gasped seeing him trying hard to stay afloat.

Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan.....
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

N: thehro main aai

She walked to the river and she dove inside and swam towards him and wrapped her arms around him trying to pull him to the shore but couldn't and so she held his hands pulling him out.

{Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan} (2)

His eyes began to close. She got out of the river along with him and lied him on the shore. She pumped his stomach getting all the water out.

Kaisi sarhadein.. kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

N: ye hai kaun? Aur is ki takleef mujhe kiun takleef pohncha rahi hai? Lagta hai phepro'n mein paani jama honay ke kaaran saans nahi le pa raha

She bent down, opened his mouth and gave him mouth to mouth oxygen, he woke up and she moved away not meeting her gaze with his. He sat up and as his vision cleared and as his eyes went on her, he couldn't take his eyes off her.

Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhula na sakogi woh andaz hoon

N: aap theek toh hain na? Maaf karna jo bhi kiya lekin karna para

A: jaan bachane ke liye maafi kaisi janaab? Aaj ek pari ne meri jaan bachaai hai

Goonjta hoon jo dil mein to hairan ho kyon
Main tumhare hi dil ki to awaz hoon

N: jee? Pari?

A: kabhi khud ko aainay mein dekha nahi kya? Kaisi dikhti ho?

Sun sako to suno dhadkanon ki zuban
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
Kaisi sarhadein.. kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

N: uhh, aap theek hain na?

A: aap ko dekh kar koi theek kaise nahi reh sakta

She stood up and began to leave.

A: shukriya chandan ki kaaya

She stopped for a while, looked back at him and they shared an intense eye lock which broke after sometime as she walked away. He watched her leave and then lied on the sand.

A: ye mujhe kya hua jab us ne mujhe chhua? Achha kiun laga itna us ne mujhe bachaya toh? Aur thi kaun ye? Is ke baare mein pehle pata lagaun ga aur woh nau maniyaan dhoondoon ga baad mein

He smirked.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro