Chapter 10

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Neil was waiting for someone then
Ritesh ask for avni's hand she look at neil who was looking at them with teary eyes avni gives her hand to him he was about to slide the ring.

Lady: rok jao.

All look there a lady was standing with dd Neil smiles to see her and ritesh was shocked Neil smirk to see ritesh avni notice that and frown Neil look at her and smiles lady comes to the stage.

Lady: ye engagement nahi ho sakti.

Nm: kon ho tum?

Neil: main batata hun.

All shocked Neil walks to them.

Neil: ye hai ritesh ki patni am I right ritesh?

All shocked.

Mrs bhala: ritesh Neil Kya keh raha hai?

Ritesh: ye sab jhoot hai.

Lady: Kya kaha main tumhari biwi hun ye jhoot hai.

Nm: Neil ye sab Kya hai?

Neil: batata hun aunty main ek bar office se araha tha tab maine ritesh ko in ke sath dekha maine picha karna chaha but jab tak main wahan pohancha ye log wahan se ja chuke the phir ek din.

Flashback:

Neil was again coming back from the office he saw ritesh with that lady neil shocked he stops the car.

Neil: ritesh?

He follows them and they went inside the house neil saw them from the window and shocked to see their wedding picture.

Neil: ritesh married hai.

Neil take out his mobile and clicks the picture of the frame.

Flashback ends all shocked and look at ritesh who was sweating.

Neil: ye dekhiye picture.

Neil shows them picture.

Nm: tum ne pehle kyun nahi bataya?

Neil looks at avni she looks down.

Neil: koshish ki thi but kisi ne suna nahi.

Neela maa look at avni.

Neil: Isi liye Dd ko mom dad ke sath aane ke liye kaha aur use kaha inhe yahan le aye.

Ritesh: ye jhoot hain ye sab mujhe phasa rahe hain.

Neela maa slaps him.

Nm: chup ek dum chup Neil per mujhe pura bharosa hai apna beta manti hun use aur agar wo kuch keh raha hai to wo sach hoga aur kisi sabut ki zarorat nahi hai mujhe.

Neil looks at her.

Nm: kyun kiya asa Kya bigara the hum ne tumhara.

Neil: aunty maine is ke phone calls ka data bhi nikalwaya hai aur kisi ketan mehta ko daily call karta hai ye.

Neela maa shocked.

Nm: ketan mehta.

Avneil look at her she stumbles.

Avni: maaa

avni holds her.

Neil: aunty aap Janti hain use.

Ritesh: ache se Janti hain ketan mehta aur dayawanti mehta ko Hain na neela mehta.

Neil: ketan mehta dayawanti mehta neela mehta avni mehta.

Neil shocked avni too.

Neil in mind: oh God ye maine pehle kyun nahi socha.

Neil look at neela maa.

Neil: Dd ritesh ko le kar ja yahan se.

Ritesh: koi mujhe hath nahi lagega main ja raha hun per wo logo tum logon ko nahi choren ge.

Neil turns to him.

Neil: agar Abhi tu yahan se nahi gaya to main tujhe nahi choronga soch le.

Ritesh and all went and guest start their drama.

Lady: sagai hone se pehle hi tot gai ab kon karega is se shadi.

Man: Han aur pata nahi kon hai in ka dushman ye jan kar kon karega is se shadi.

Neela maa cries and close her eyes.

Shushma aunty: sharam nahi aati ek larki ke bare main ase bolte howa khabardar jo meri bachi ke bare main ek lafz bhi bola to.

Avni look at her and shocked the lady who almost daily fought with her today she is standing at her side avni smiles to see her.

Lady: Kya galat kaha kon karega is se shadi.

Neil: main karunga is se shadi.

All shocked avni look at neil.

Neil: main karunga avni se shadi.

Avni: stop it just stop this drama.

Neil turns to her and shocked.

Avni: main koi khilaona nahi hun ke ek ne chora to dusra utha kar khelne lag gaya aur ek engagement hi toti hai koi pahar nahi tot para.

Avni gets down from the stage and went to the guests.

Avni: aap logon ko sharam nahi aati is time per bhi gossip karna hai Han tot gai sagai to Kya. Kya hogaya Han aap sab ko is time per bhi tamasha karna hai to theek hai ache se tamasha karte hain uncle aap aap to papa ke friend howa karte the na aap ek bar bhi aye hum se puchne hum kaise hain kis hal main hain hum ne kuch khaya ya nahi aaj aap mere sar per hath rakh kar beta darna nahi hum hain tumhare sath kehne ke bajae gossip kar rahe hain

He looks down prakash also looks down Avni turns to the lady.

Avni: aunty aap aap to ngo chalati hain na women empowerment women rights per bari bari batain karti hain na aur yahan keh rahi hain kon karega is se shadi.

She looks down.

Avni: dekhiye maa ki halat.

Neela maa was crying.

Avni: ase main unhe himat dene ke bajae aap sab log yahan khare ho kar tamasha dekh rahe hain batain bana rahe hain sharam aani chahiye aap sab logon ko.

Shweta looks at them with disgust prakash went to avni.

Prakash: mauf kar de putter main apne kaam main itna ulajh gaya ke kabhi yahan aya hi nahi lekin tu chinta mat kar ab main hun tere sath tere papa hain tere sath.

Avni look at him with teary eyes he hugs her.

Prakash: na putter rote nahi hain.

She don't believe in sheding tears in front of others but it was an emotional moment where someone said her that her father is with her.

Shweta: sharam aani chahiye aap logon ko.

Bebe: rehne de Shweta in ka kam hi ye hai.

Shushma: ab tamasha khatam howa aap sab log ja sakte hain.

All guest went from there avni went to neela maa and wipes her tears.

Avni: maa aaiye bethiye.

Avni takes her to the couch and made her sit shushma aunty gives water to avni.
Avni: maa pani pijiye.

Avni made her drink water.

Shushma: main chalti hun koi bhi kaam ho bina jhijhak batana.

Avni nods yes she keeps her hand at avni's head avni smiles she went.

Nm: agar aaj sach pata nahi chalta to Kya ho jata.

Avni: howa to nahi na maa to bus ab rona band kijiye.

She wipes her tears.

Nm: Neil tum pehle mujhe bata dete to ye sab nahi hota aaj.

Neil: I am sorry aunty mujhe nahi pata tha itna kuch ho jaye ga main to use sab ke samne expose karna chahta tha.

Avni: maa humain to neil ko thank you bolna chahiye us ki waja se humain sach pata chala aur logon ka kya hai unhe mouka chahiye bolne ka aaj yahan bolenge kal kahin aur.

Shweta: avni sahi keh rahi hai bhul ja aur shukar mana waqt rehte sach pata chal gaya.

Neela maa nods she look at avni and saw thousands of questions at her eyes avni is looking at her.

Nm: Janti hun bohat sawal chal rahe hain tumhare dimagh main shayad waqt agaya hai tumhe sach batane ka.

Avni: Han lekin Abhi aap rest karen phir baat karenge.

Nm: main theek hun.

Neil sits on the couch the whole khanna family was present there.

Nm: meri aur ashish ki love marriage thi hum dono ek hi college main parhte the aur ek dusre ko bohat pasand karte the ashish ki maa dayawanti mehta ashish ki shadi apni marzi se karwana chahti thi per ashish ne mana kar diya aur us ki maa ne ashish ke samne sharat rakhi ke wo hum dono main se kisi ek ko chunay ashish ne ghar chor diya aur hum dono ne shadi kar li aur Mumbai main ek apartment main rehne lage phir ek din dayawanti mehta hamare ghar ayi aur us ne kaha ke us ne humari shadi ko accept kar liya hai wo humain apne ghar le gai kuch din sab theek tha hum khush the phir humain pata chala ke tum humari life main aane wali ho humari khushi ka thikana nahi tha aur phir ek din main siriyun se utar rahi thi aur wahan oil gira howa tha lekin ashish ne mujhe bacha liya us raat ko main pani lene ja rahi thi ke.

Flashback:

Neela maa was passing by dayawanti mehta's room and stops to hear.

Dm: aaj phir se bach gai wo.

Ketan: maine to tail giraya tha siraion per wo girne bhi wali thi lekin ain mouke per bhai agaye.

Neela maa shocked.

Flashback ends.

Nm: maine sab kuch ashish ko bataya aur hum ne ghar chor diya aur ashish ne sab rishte todh diye un ke sath phir kuch din bad hum yahan agaye ashish ne yahan apna business shuru kiya hum yahan ek rent ke ghar main rehte the phir hum ne apna ye ghar liya phir tumhara janam howa hum bohat khush the apni choti si duniya main.

Avni smiles

Nm: dheere dheere waqt guzarta gaya tum 10 saal ki hoi ashish ko ek meeting ke liye Mumbai jana para tum ne zid ki ke tumhe bhi jana hai aur wahan humain dayawanti mehta mili ek party main wahan us ne phir se ashish ko emotionally blackmail kiya aur humain apne sath le gai aur phir.

She cries.

Avni: aur phir Kya maa.

Neela maa look at avni and avni and all were looking at her.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro