Chapter 11

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

All were sitting in the living area in mehta house and neela maa was telling them about her past.

Nm: phir ek din.

Flashback:

Two days passed Ashish was not at home and dayawanti again tries to kill them because she thought because of them her son went against her and left her neela maa push her and holds avni's hand and runs from there they hides somewhere in the home then ashish comes and he asked for them then neela maa hears him he was calling them she went there and see ketan and ashish were fighting and ketan push him he died avni and Neela maa shouts.

Nm: ashish.

Avni: papa.

They saw them but neela maa runs from there by holding avni's hand.

Flashback ends.

She cries badly avni shocked.

Avni: papa ka murder howa tha.

Nm: it was an accident phir main tumhe yahan le aai kyun ke mehta family main se kisi ko nahi pata tha ke hum dehli men rehte hain kyun ke ashish ne un se sare rishte tor diye the yahan tak ke number bhi change kar diya tha.

Avni: mujhe to papa ke sath bitaye pal aur bohat si batain yaad hain phir main us din ke bare main kaise bhul gai.

Nm: Kyun ke har raat tumhe wo sapna aata tha aur tum dar ke uth jati thi phir dheere dheere maine tumhe ye yakin dila diya ke wo sirf tumhara dream tha aur ashish ki death accident main hoi.

Avneil are looking at her then Neil look at avni and shocked to see that she had not a single tear in her eye.

Avni: maa chaliye ab rest kijiye.

Avni takes her to the room.

Avni: main aap ke liye kuch khane ke liye lati hun.

Avni went and comes with the dinner and feeds her then make her sleep went outside abd saw Neil is standing there.

Neil: tum theek ho?

Avni: Han mujhe Kya hona hai by the way thank you ritesh ka sach samne lane ke liye and sorry maine tumhari baat nahi suni thi.

Neil smiles.

Neil: it's ok.

After sometime Avni was laying on the bed and ashish picture was in her hand she hugs it and cries two people were looking at her to standing near the window and they were neela maa and neil their eyes are teary.

Flashback:

avni made neela maa sleep but she was doing acting after avni's going she came out and saw Neil is standing there then both went to avni's room and saw her by standing near the window.

Flashback ends.

They look at avni Neil and neela maa were looking at avni and avni doesn't like to shed tears in front of others but she is also a human she also feels pain so she was crying because she was missing her father Neil and neela maa both had no courage to go and console her because both knows she breaks down infornt of them and they don't want that.

Nm: meri bachi sab ke samne khud ko bohat strong dikhati hai use dekh kar sab ko lagta ho wo careless hai bachon jaisi hai lekin sirf main Janti hun meri bachi ke seene main kitna dard hai ashish ko bohat miss karti hai wo bachpan main log apne bachon ko us ke sath khelne nahi dete the kyun ke us ke papa us ke sath nahi the sab log humain ase dekhte the ke hum kisi aur planet se aye ho hum dono ashish ke jane ke bad kaise rahe hain sirf hum hi jante hain.

Neil is looking at avni with teary eyes flashes how he breaks her heart he got angry on himself and was guilty after sometime avni sleeps by crying and they went from there Neil was sitting in his room and thinking something flashes when he said he will marry her and she rejects that.

Neil: Kya maine avni ko kho diya hai Kya wo ab mujhse pyaar nahi karti kyun karegi wo tujhse pyaar kitne buray tarika se tu ne us ka dil tora tha tu us din huns raha tha asa kaise kar sakta hai tu.

He hit his head.

Neil: idiot stupid ab avni ko manane ke liye kuch to karna parega.

Neil thinks next day all comes to the dinning area khanna family was living there all shocked to see avni because she was setting the dinning table Neil was looking at her.

Avni: good morning acha howa aap sab agaye main aap sab ko bulane hi aane wali thi.

Shweta: beta ye sab akele karne ki Kya zarorat thi mujhe bula liya hote.

Avni: aunty main jaldi uth gai thi to maine socha aaj breakfast main bana deti hun.

All sits on the dinning table Neil see her smiling.

Avni: maa abhi tak nahi ayi main bula kar aati hun.

Avni was about to go but neela maa came there.

Avni: lo maa bhi agai good morning maa.

Neela maa smiles.

Nm: good morning bacha and good morning everyone.

All: good morning.

She sits.

Avni: aaj main sab ko serve karungi.

All smiles Avni was serving all and Neil was looking at her he was shocked that how can someone be too good in hiding her pain then shushma aunty came there.

Avni: aunty aap aaj to maine kuch nahi kiya.

All smiles.

Shushma: Han maine poha banaya tha tujhe pasand hai na to tere liye le ayi.

Avni: mere liye mamma pinch me main sapna dekh rahi hun Kya.

Neil smiles and shook his head.

Nm: Avnii.

Avni smiles Neela maa went to shushma.

Nm: us mushkil time main shushma ji aur un ki family ne humara bohat sath diya tumhe normal life main wapis bhi wahin lain ashish ki maut ki waja se tum trauma main thi hum sab ne bohat koshish ki maine uncle shushma ji hum sab ne bohat koshish ki tumhe khush karne ki per koi faida nahi hum tumhe park men le gaye jahan un bachon ke parents apne bachon ko tum se dur le jate kyun ke ashish humare sath nahi the humari lakh koshishion ke bad bhi tum theek nahi hoi tab shushma ji ne jan bujh kar bachon per chilana shuru kar diya aur tum to bachpan se hi zidi thi tum un bachon ki help karne gai aur in ka kanch todh diya ye pehli bar nahi tha ke tum ne in ka kanch tora tha pehle bhi tum tudhti thi per wo kuch nahi kehti thi kyun ke ye tumhe apni beti manti hain aur bus phir us din se ye jan bujh kar tum se kisi na kisi bahane se larne lagi aur tum sab kuch bhul gai.

Now Neil understand why shushma aunty was smiling with teary eyes when avni was eating mango why avni said that she is like those orphan children now he understands everything.

Nm: bohat ehsan hain in ke hum per.

Shushma: aray asa kuch nahi hai balke ehsan to aap logon ka hai meri apni koi ulad nahi hai ase main avni ne meri be rang zindagi main rang bhare mujhe ek beti mil gai.

Avni smiles.

Avni: aunty poha.

Shushma: aray Han main to bhul hi gai ye le.

Nm: Avnii.

Avni: Kya maa mere liye to hai waise aunty garden main aur aam lage hain ya nahi.

Neela maa palm her face.

Shushma: khabardar jo ek bhi aam todha mere bata deti hun haan.

Avni: theek hai ek nahi todhongi zyada todhon gi waise bhi ek se Kya hoga mera.

All smiles.

Shushma: maine chalti hun ab.

Avni: aunty.

She turn.

Avni: aap ne naya shisha lagwa liya.

Shushma: Han lagwa liya kyun?

Avni: bohat din se todha nahi na isi liye.

Shushma: is bar agar todha na to dekh lena.

Avni: Kya.

Neil smiles and khanna family shocked Neil look at them and smiles.

Shushma: wo wo neela ji dekhiye.

Nm: avni.

Avni: ok ok ab mujhe poha khane dijiye.

She sits on the chair and start eating the khanna family was looking at her then each other.

Avni: aray aap sab kuch kha kyun nahi rahe khaiye na.

Shweta: ha Han.

All had the breakfast.

Avni: maa main room main ja rahi hun.

Neela maa nodd avni went.

Shweta: neela avni ko sadma laga hai Kya?

Nm: kya?

Shweta: Han wo itni shant kaise hai.

Neil smiles.

Bebe: Kya howa?

Neil: jab main yahan aya tha tab meri bhi yahi halat thi lekin ab samjh chuka hun wo shant is liye hai Kyun ke wo avni hai wo apni feelings chupane main expert hai wo bahar se shant is liya hai Kyun ke us ke andar tufan chal raha hai aur us ko sab se chupane ke liye sab ke samne khud ko ase dekha rahi hai ke use koi farq nahi parta.

Neela maa smiles.

Nm: Han apne dard ko chupana Janti hai meri bachi us ka manana hai ke log humari kamzori ka faida uthate hain Isi liye wo kabhi kisi ke samne nahi roti sab ko dikhati hai ke wo bohat strong hai aur apni life main khush hai such Kya hai sirf main Janti hun sirf main Janti hun ke us ke Mann main Kya hai.

Neil feels bad All had the breakfast.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro