Introduction

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

A beautiful haveli is shown ....one can think that a wedding is happening here seeing the decoration of the haveli .... ladies are coming in groups to celebrate adorning their best dresses ....the sounds of drums and songs wafting in the streets near it making one feel the royalty of the people living here ......

however amidst all this hustle bustles
A beautiful girl is shown writing in her diary in a dark room with just a lantern beside her so as to get the necessary amount of light as will be required for writing.....  lets see what she's writing


Imagine amrit here

18 october, 1951, aaj pure chaar saal 2 mahine 3 din hogye hai mujhe aazad bharat mai aaye huye, ab mera pata lahore nahi balki amritsar hai... Jaha mai apne pariwaar ke saath ek badi si kothi mai rehti hu raizada mansion mai apne mummy ji aur papaji ke saath...... aaj humaare ghar mai bohot raunak lagi hui hai aakhir aaj "a tear fell from her eyes as she with heavy heart wrote"  karwachauth jo hai "she chucled painfully and continued " agar batware mai mere randheer mujhse bichde na hote toh aaj yeh mera chautha karwachouth hota unke saath..."with dreamy and longing eyes she continued as well as imagined"  Saari suhaagano ki tarah mai bhi saj dhaj ke unka intezaar karti...unki aarti utaarti aur phir bade pyaar se Uss chalni ki aad se unke khubsurat chehre ko dekhti aur woh... "smiling amidst her tears as she imagined and wrote simultaneously" woh humesha ki tarah mujhe apni pyaari si muskaan ke saath dekhte jise dekhte hi mere chehre ki raunak dugni ho jaati.... Bade hi pyaar se woh mujhe paani pila ke mera vrat kholte aur mujhe apni baahon mai bhar lete suddenly her dreams got shattered as she came back in the reality....pools of tears streamed through her eyes as with a hazy view she continued the writing" par shayad kismat ko yeh manzoor nahi hai.........shayad phir se iss amrit randheer raizada ko apne rab apne pati ka intezaar karte huye unki tasveer ko dekhkar hi apna vrat kholna padega...."taking a grip on herself she in a determined way continued " par koi baat nahi maine unse waada kiya hai ki mai kamzor nahi padungi aur mai apne iss waade ko jarur nibhaaungi kyuki mujhe pata hai woh aaj nahi toh kal mere paas jarur aaenge...."with a sad smile she continued" woh toh pakka mujhse zyada tadap rahe honge aaj mere vrat khulwane ko "suddenly she exclaimed with tension visible on her face....voicing out her worries she said "  Aur apna vrat bhi toh kholna hoga na unhe....pata nhi kaise apna vrat kholenge meri koi tasveer bhi nhi hai unke paas toh....."folding her hands and looking heavenwards she prayed to god saying"  Bhagwaan ji pls unka khyaal rakhiyega..... Pata hai mujhe bohot ziddi hai woh.... Nhi maanenge kisi ki bhi baat..... "in a begging tone with tears in her eyes....care for her love reflecting on her face"  Plss waapas bhej dijiye unhe.. Plssss

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro