Part 22

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Malik : (tearfully) airaa...

He immediately hug her, airaa also hesitantly hug him back.

Malik : Meri behen...tu waapis aa gai, mujhe pata tha, wo tu hi hai. I love you...I love you so much. Ab tujhe kabhi door nahi jaane dunga aur na hi kuch hone dunga.

Malik broke the hug and airaa sees him smilingly with tears in her eyes. She nods her head.

Malik : (wipes his tears) chal ham Ghar chalte hai.

Airaa nods and they both went Malik's home.

LUTHRA HOUSE..

Preeta : hey bhagwaan, yeh abhi Tak so Raha hai.

Preeta gazes Karan by coming from kitchen and found him sleeping. She snatched his blanket.

Preeta : Karan utho..

Karan : (sleepy) are yaar, Preeta sone do na.

He turn other side. Preeta glared him angrily. She also went that side.

Preeta : Karan utho.

This time Karan didn't budge. Preeta go more closer to him.

To preeta's shock, Karan pull her towards him. She hit his chest.

Karan open his eyes and sees her, she was shocked.

Karan again closed his eyes, Preeta widened her eyes seeing him.

Preeta : (shaking him) Karan utho...tum fir so Gaye..

Karan : (closes eyes) nahi...abhi mujhe zyaada acchi neend aayegi.

Preeta blushed a little listening this.

Karan : uff babydoll ab aise blush mat karo muihse control nahi hoga warna.

Preeta blushed more.

Preeta : Karan utho ab.

Karan : aise hi thodi der aur nahi so sakte hai.

Preeta : nahi.

Karan made faces.

Preeta somehow pushed Karan in washroom.

She smiled remembering his words.

Preeta : pagal....

Murmuring this, she went from there.

MALIK'S HOUSE

Malik and airaa reached his home.

Malik made airaa sit on couch.

Malik : tum yahi baitho, Mai aata Hu.

Malik was going but airaa hold his hand.

Airaa : Bhai Sab Preeta ki wajah se hua tha.

Saying this, a tear drop fall from her eye.

Malik immediately bent down to her and cupped her face.

Malik : Kya hua gudiya, Kya bolna chaah Rahi hai tu.

Airaa : bh..Bhai....Preeta...sab uski wajah se hua hai. Us raat ko wo principal ne use paise diye aur wo paise lekar chali gai. Agar wo paise nahi leti to....to aj.....

She broke down in tears. Malik hug her to console her.

Malik felt suspicious.

Malik : I knew it. (Shouts) I knew it dammit. Sab Preeta ke hi wajah se hua hai. Ab Mai use chain se jeene nahi dunga.

He broke the hug and cup her face.

Malik : gudiya tu dekhna Jin Jin logo ne galat Kiya hai na in Sab ko saza milegi...Mai dunga unhe saza.

She nods.

Malik : chal ab tum araam karlo fir kuch khaa Lena.

Airaa : thik hai.

She went upstairs.

LUTHRA HOUSE

Everyone done with their breakfast. They was about to go to their room.

Karan : mom suniye na.

Rakhi : ha bol beta.

Karan : mom wo mai soch Raha tha ki Preeta ko lekar aaj kahin bahar chale jaau. To jaaue ham ?

Preeta : lekin Karan...

Rakhi : (interrupting her) ha ha beta bilkul isme puchne ki kyaa baat hai. (to preeta) aur beta chali jaa Mana mat kar thoda mind Bhi freah ho jayega.

Preeta : ji.

Kareena rolled her eyes at then and went from there. Preeta noticed this.

Dadi : (to preeta) Preeta beta tu us par dhyaan mat de. Ja tu taiyyar ho ja.

Preeta nods.

Sometime's later, Preeta and Karan went outside the home. They both just sat in car.

Preeta : Karan....tumne Kyu kaha baahar jaane ke liye.

Karan : aise hi Kyu tumhaara jaane ka man nahi hai Kya.

Preeta : nahi aisi baat nahi hai, lekin fir Kareena aunty bhi Kya sochenge wo to yahi kahenge na ki Mai tumhse apni baate manwaati hu aur...

Karan : to sochne do (preeta quiets) Jo sochna hai unhe sochne di. I don't care. Aur jab sherlyn thi tab to rishabh ko zabardasti bhejte the sherlyn ke saath. Aur waise bhi main apni biwi ko lekar jaa Raha hu, kisi ki koi problem nahi honi chaahiye.

Preeta smiles.

They both went. Karan stop the car somewhere while Preeta become confused.

Preeta : Karan yaha Kyu gaadi rok di.

Karan : wait and watch babydoll.

Preeta : lekin...

Before preeta could say anything, Karan move out of the car.

Preeta : oh god yeh ladka bhi na, kabhi bhi kuch bhi karta rehta hai.

After couple of minutes, Karan come with a plastic bag in his hand.

Preeta : Karan isme Kya hai ?

Karan : chill babydoll sab pata chalega.

Preeta : (confusingly) fine.

After driving some more time, Karan stop the car in front of a place.

Karan gets out of car and open door for preeta smilingly. She also smiles seeing his gesture.

Karan took Preeta inside some gate, and there they were finally.

They were in front of a beautiful veiw, covered with full of trees. Birds chirping were clearly heard.
Wind was blowing chilling then both.

Preeta was astonished seeing that place. She was neither smiling nor doing any action.

Karan made Preeta sit on a slab type thing. She sat being surprised. Karan opens the packet and keep it in front of preeta.

Karan : Preeta.
...........

Karan : (shouts a bit) preeeta.

Preeta came back to her sense and made an annoying face.

Preeta : kya hai karan, Kyu chilla...

Preeta's word stuck in her mouth as soon as her gaze went towards the open packet. She smiles widely and look at Karan who was looking at her.

Karan : isiliye chillaye Maine.

Preeta : wow, thank you so much.

Preeta immediately hug him being unlimited happy.

Karan : sirf thank you se kaam nahi chalega.

Preeta broke the hug confusingly.

Karan immediately pull her in his embrace. He surrounded his hands around her and preeta kept her hands over his hands.

His position was like she was back hugging her and she was keeping her hand on his.

Preeta was eating her favorite pastry enjoying her favorite veiw. She noticed Karan looking at her so lovingly.

Preeta took a cake's bite in spoon and put it in mouth of Karan, while Karan made face.

Karan : (while eating) ohho Preeta Kya Kar Rahi ho.

Preeta : (giggle) tumhe khila Rahi hu.

Karan smile instead of getting annoyed.

They both enjoyed their special moment with their special one's.

ON THE OTHER SIDE

Malik was talking on phone in his house.

Malik : (on call) ha ho jaana chaahiye, mujhe ek ek pal ki khabar chaahiye, wo kaha jaati hai, kisse milti hai, Kya plan karti hai...sab kuch....good...aisa hi hona chaahiye.

He cut the call and smirk.

Malik : (to himself) ab use mujhse koi nahi bacha sakta hai. Apni aane waali tabahi se wo anjaan hai, mujhe aur Meri behen ka istemaal karegi use jeene laayak nahi chodunga Mai.

Malik turn and find airaa standing. He goes to her.

Malik : gudiya...Kya hua kuch chaahiye. Bhook lagi hai, Mai kuch mangau.

Airaa : nahi Bhai mujhe kuch nahi chaahiye, wo Mai bore ho Rahi thi to socha aise hi ghoom lu. Waise Bhai aap kisse baat Kar rahe the, aap Preeta ko saza dilaane ke baare me baat kar rahe the na.

Malik : ha, Maine tumse kaha na, Mai kisi ko nahi chodunga. Tum tension mat lo, sab ko apne Kiye ki saza milegi.

Airaa nod her head and smile.

Precap : executing the plan.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro