Part 23

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

It was night time, Karan and Preeta came back home. They both were talking, cracking jokes, giggling and laughing.

When they entered, it was dark, probably everyone had fallen asleep. But unknown to them, Kareena was awaked and she was in hall only, when they came. She spotted both, laughing together.

At that time only, preeta's gaze also went towards Kareena and she stop laughing. Karan note and he also see Kareena.

Karan : bua...aap abhi tak Soi nahi.

Kareena : paani lene aai thi kitchen me.

Karan : ok.

Kareena immediately left to her room. Karan and Preeta both look at each other. Then they also left to their room.

As soon as they entered, Karan laid on bed.

Karan : babydoll aaj to bohot thak Gaya yaar. (Closed the eyes)

Preeta : haan Karan, Mai bhi bohot thak gai hu.

Karan : (open the eyes) Preeta...idhar aao na.

Preeta : Kyu.

Karan : aao to tum.

Preeta was standing near dressing table, she walked up to bed towards Karan.

Preeta : bolo.

Karan suddenly pull preeta towards him, making her shock. He twirl her and came on top of her.

Karan : (looking into her eyes) ab itni thakan ho gai hai, door bhi tum hi kardo na.

Preeta : Matlab....

Karan : (huskily) Matlab yeh...

Karan tucked her hair strand behind her ears, Preeta closed her eyes. Karan moved his finger on her face sensually. Preeta smiled a bit.

Karan : Preeta aankhein kholo.

Preeta open her eyes and see him so close. He heart beat began to rise.

Karan entangled their hands and pinned her totally to bed.

Karan drop a kiss on her neck. Preeta gasp a little. He then began to kiss on her neck.

Preeta tilt her head another side which give him more access. His kiss was giving her goosebumps.

Preeta tightly clutched the bedsheet.

Preeta : (controlling herself) Karan....

Karan continue to kiss, after couple of minutes, he stop.

Preeta sighed, Karan was then staring her lips, he start to caress her lips with his thumb.

Preeta : Karan....mujhe...ne..neend aa Rahi hai.

Karan look into her eyes.

Karan : aye hayee, Meri to saari thakan hi utar gai.

Preeta wide her eyes then blush listening it. She immediately cover her face with blanket while Karan laugh.

Karan took her in his embrace and they both sleep.

NEXT DAY

Malik was getting ready to go somewhere. Airaa came downstairs and ask him.

Airaa : Bhai aap kahi jaa rahe hai.

Malik : nahi Mai nahi...ham jaa rahe hai.

Airaa : ham lekin kaha ?

Malik : luthra house.... Preeta ke paas.

Airaa afraid listening this, she didn't want to face Preeta. But why ?

Airaa : Kyu...Kyu Bhai....

Malik : (keep his hand on her head) airaa dar mat...Mai Hu na Tere saath. Tujhe kuch bhi nahi hoga, I swear. Chal tu mere saath, bahar wait Kar Raha hu, jaldi ready ho.

Malik went outside.

Airaa : (tensed) ohh god. Ab Mai Kya karu...un logo ko bata du, ha Bata deti hu Ghar waapis aane ke baad. God kya hoga waha pe.

Airaa also went outside.

LUTHRA HOUSE

Everyone gathered for breakfast, all were sitting on dining table. Preeta was not there.

Rakhi : Preeta puttar chal jaldi aa.

Preeta : Ji maa aai.

Rishabh : Karan, aaj tune holiday kyu li.

Karan : are Bhai wo aise hi aaj man nahi hai jaane ka (smiling extra sweetly)

Kareena : Karan beta tum bohot lazy hote jaa rahe ho.

Preeta also came there.

"Zara hame bhi to breakfast karwaaiye saath me."

Everyone look back to see Malik standing on door. His face increased karan's anger.

Karan : (standing up) how dare you ? Teri himmat kaise Hui yaha aane ki.

Malik : are...are ..shant akele thodi aaya hu, koi aur bhi hai saath me.

And the next moment, everyone witnessed a loud sound of plate breaking which was in hand of Preeta making every member wonder.

Preeta : airaa.

Karan shockingly look at airaa.

Malik : (coming in with airaa) ha airaa..Dekho Meri behen zinda hai.

A smile came on preeta's lips seeing airaa. She goes to hug her, but airaa move backwards.

Airaa : (showing her hand) stop there only. Tumhaari sacchai mujhe pata hai, aur abhi Sab ko bhi pata chalegi Mrs. Preeta Luthra.

This statement made Preeta shock like hell.

Karan : Kya kehna chaah Rahi ho tum.

Airaa : us din mere Bhai ne tum sab se kaha to tum logon ko yakeen nahi hua na, yeh ladki Jo Meri best friend hone ka dawa karti thi na yeh hamare college me principal ke saath mili Hui thi, usne ise muh band rakhne ke paise diye the. She is also the culprit.

Karan : aur ham tumhaari baato ka kyu yakeen karenge, hame kaise pata tum Sach bol Rahi ho.

Malik : Karan...behen hai wo Meri jhooth nahi bol rahi hai, mujhe Meri behen pe puraa yakeen hai, and remember Teri wife ko to Mai saza dunga.

Preeta : airaa tu...

Airaa : (interrupting her) stop your fake concern Mrs. Preeta Luthra. Tune Meri zindagi barbaad karke rakhi hai, Teri wajah se mujhe kitna kuch sehna pada I hate you Mrs. Preeta Luthra. (Shouts) You got it I hate you Mrs. Preeta Luthra.

Airaa cryingly run out of house.

Malik : Mark my words Mrs. Preeta Luthra, saare raaz khulenge, sab ka Sach saamne aayega. Aur har ek galti ki saza sabko Mai dunga.

Malik also went out from house in rage. Karan was so angry on him, but before he could say anything, both went out.

Karan : (going to preeta) Preeta tum tension mat lo, main hu tumhaare saath, I know tumne kuch nahi Kiya hai, I do believe you. (Cupping her face) tum bas please tension mat Lena ha koi cheez ka.

Preeta : (smile) I know Karan. Mai koi bhi baat ka tension nahi le Rahi hu (remembering airaa's words).

Saying this, Preeta went upstairs, leaving Karan confused.

MALIK'S HOUSE

Both reach house, as soon as they enter, airaa first call prithvi and sherlyn.

Airaa : (on call) ha pehle Meri baat suno, Mai na abhi Bhai ke saath luthra house se jaakar aai hu, Bhai paagal ho Gaye hai, Preeta se badla lene me.

Airaa : (on call) pata nahi, Bhai ka Kya plan hai, bas keh rahe hai sab thik Kar denge, aur use uske gunaah ki saza denge.

Airaa : (on call) ha tumlogo ko Jo karna hai karo, warna pata Chala koi plan banne se pehle hi kaam khatam ho jaayega. Ha bye rakhti hu.

Malik : airaa.

Airaa turned to see Malik standing, she got afraid a bit.

Malik : Kya Kar Rahi hai tu.

Airaa : kuch nahi Bhai.

Malik : accha sun, ham kahi bahar chalte hai ghumne chalega na ?

Airaa : ha Bhai, chalega. Chalo.

Malik : acchi baat hai Tera mind bhi fresh ho jaayega. Ready ho ja.

Airaa nods.

Precap : understanding the matter.

********************************

ajiya_32 many many happy returns of the day ajiya. A small gift for you. Really sorry for being late.
I tried my best to not make it boring. Hope you'll like it.
Once again happy birthday.
Thank you !


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro