Alliance fixed

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

NEW MORNING....

New morning crept in preeta's bedroom. She stirred in sleep a bit, and yawned.

Looking here and there with sleepy eyes, she took a huge decision.

A hard decision of waking up. And she finally done it. Preeta get up and sat on her bed.

Stretching arms with a slight smile on face, suddenly last night's decision strike in her mind.

And all her smile and energy disappeared, adding more spice on her wounds, her phone buzzed with aakash's name in screen.

Her eyes become light moist, she at last pick the phone, but didn't said anything.

Aakash : (on call) hello sweetheart, how are you, hope your morning is good. And let me remember you aaj hame hamari date par jaana hai.

Preeta felt disgusting, she clenched the bedsheet in anger.

Aakash : so meet you in hotel royal saffron in an hour or in two hour. Bye love❤️

Preeta cut the call and throw the phone on bed.

Hugging her knees, she was hell sad, all alone, totally helpless.

Preeta : (in mind) pata nahi Kya hoga aaj, mai Karan se kahu kya, ha mujhe karan ko kehna chaahiye, mai is bataungi, usne zaroor kuch na kuch socha hoga.

Preeta went for shower, and she freshen up.

After an hour, with a freshing shower, preeta came out and came on bed.

She dialed karan's number, and as soon phone connected, karan immediately picked as if waiting for her call only.

Preeta : hello....

Karan : hello preeta, kaisi ho ? Soi thi na raatme, hope ab tum tensed nahi hogi. You fine na ?

Preeta : yes karan I am fine, and soi bhi thi lekin.... (She stopped)

Karan : lekin....kya ruk kyu gai ?

Preeta : karan wo, aakash....uska call aaya tha, aane ke liye kaha.. mujhe samajh nahi aa Raha hai ?

Karan : (relieved) bas yahi na.

Preeta narrowed her eyes listening it.

Preeta : bas......

Karan : aree...mera matlab ki iska alaawa aur kuch nahi na tumne lekin kaha tha to ?

Preeta : nahi, kuch nahi.

Karan : ok fine.....us aakash ko chodo.....I mean uski baat chodo aur tum na jaldi yaha par aao, mere ghar par.

Preeta : kyaa ? Tumhaare ghar Kyu ? Aur karan agar mai nahi gai to, wo aakash mujhe dar lag rahi hai, matlab kuch kare na wo.

Karan : preeta wo kuch nai karega, tum jaldi se mere ghar par aao, kaam hai.

Preeta : lekin karan....

Karan : (interrupting her) preeta believe me. Aur yaha aa jaao. Ok.

Preeta : ok, I am coming soon.

Karan : ha.

The called hunged up. Preeta sighs.

Preeta : (in mind) o god, bas sab thik karna, kuch aisa waisa na ho.

She took a deep breath.

Soon, preeta went for karan's house.

Whole way, her mind was stuck in fear of aakash or the consequences of denying aakash.

She finally reached, paying the rent, preeta went in.

As soon as she stepped in house, she was again shocked.

Lorraine : (spotting her) preeta aa gaiii.....

She shouted, everyone gave her a weird glare, so she controlled her excitement.

Lorraine : matlab, aa gai wo.

She passed a nervous smile.

While preeta was still standing on door wondering what her parents and lorraine are doing there.

Karan : (broking her trance) preeta andar aao na, waha kyu khadi ho.

Preeta came in. She went and stood beside lorraine.

But the atmosphere seems to be tensed.

Rakhi : preeta aa gai sarla ji, ham usi se clear kar lete hai, fir hi koi decision lenge.

Sarla : ji sahi keh rahe ho aap.

Preeta was confused by their talks.

Sarla and raghuveer were sitting on couch, and rakhi and Mahesh were on opposite one.

Preeta, Karan and lorraine were standing behind sarla and raghuveer.

Sarla : preeta beta, actually rakhi ji aur raghuveer ji ne hame yaha bulaaya hai, tumhaare aur karan ke rishte ke liye.

Preeta received a huge shock. She couldn't believe her ears. She was just so shocked.

Raghuveer : ha aur hame pata chala hai bataya ki tum aur karan ek doosre se bohot pyaar karte ho. Kya ye Sach hai beta ?

Another shock to her, her condition was like she got heart attack, like "pyaar aur isse.."

She glanced at karan who gave her so innocent smile. Preeta agian look at her parents. But she was not giving any answer.

Lorraine and karan exchanged glance of each other tensely.

Lorraine : (immediately) ha ha aunty, uncle, ye dono ek dusre se bohot pyaar karte hai, bohot zyaada. They love each other so much.

Sarla : lorraine, beta preeta ko bolne do.

She gulped and passed a nervous smile.

Lorraine : (covering up) wo aunty, bohot sharmati hai na, ab aapko....aapko to pata hai na, aapki beti....um.... Kitni sharmili hai, to sharma gai...haina preeta...

Preeta still didn't give any answer, so lorraine hit her with elbow unseen by anyone.

Preeta : (coming back in sense) ha.....(looks here and there) ha... mera matlab sahi kaha lorraine ne....

She passed a fake shy.

Rakhi and mahesh become so happy, and happily saw each other.

Raghuveer : matlab tum dono sachme pyaar karte ho.

Preeta : ji..

Preeta look at karan.

Preeta : (tensely in mind) ye karan ne kya kar diya, aisa kyu kaha usne, ohh god ab kya hoga.

She was this time too tensed.

Rakhi : (happily) sarla ji bacche itna pyaar karte hai ek dusre se, ab to confirm bhi ho gaya hai, ab to aap dono ko koi aitraaz nahi hoga na.

Sarla : lekin, wo aakash...wo bhi to preeta se pyaar karti hai....aur...

Karan : aunty, uncle, aakash bhale preeta se pyaar karta ho, lekin preeta aakash se pyaar nahi karti, infact wo to insaan bhi accha nahi hai, aap hi sochiye na, please to khush bhi nahi rahegi uske saath.

Mahesh : (surprised) aakash.... Aakash Singhania ?

Karan : (gritting teeth) yes Dad... Aakash Singhania....

His eyes show intense hatred for him.

Sarla and Raghuveer sas each other. Both whispered something unheard by anyone

Sarla : suniye, ab ham kya kare ?

Raghuveer : um..mere khayaal se hame rishta kara Dena chaahiye. After all Karan Luthra ka naam bhi to aakash se zyaada hai, to uske paas paise bhi zyaada hi honge.

Sarla : (smirks) ha ye bhi sahi hai, lekin hame kaise milenge paise, aur preeta bhi keh rahi hai ki wo pyaar karti hai to ham karan ke hi hawaale chod denge use.

Raghuveer : ha bilkul, aur paiso ka Kya hai, use nikalwaane ke liye ham koi aur rasta dhoond lenge.

Sarla : thik hai. Ha kar dete hai fir.

Not knowing to them, karan heard their talk, but still he was knowing yesterday too ..... aakash emotionally blackmailed them in name of money to give him preeta.

A lone tear escaped preeta's eyes, but she wiped it immediately.

Sarla : (happily) rakhi ji, hame rishta manzoor hai.

Raghuveer : ha, jab bacche itna pyaar karte hai to hame bhala Kya hi aitraaz.

Rakhi : (happily) shukriya ji, mubarak....

Mahesh : Mubarak aap ko bhi.

Their greeting session began, elders hug each other, greet them, congratulate each other, congratulate their child too..... everyone was happy.

Then elders began their chats and gossiping.

Taking chance, karan drag preeta into a corner shocking her.

Preeta : areee...mujhe yaha Kyu laaye ho. Karannn...

Karan didn't answered. She look into her eyes, she too become calm and look in his eyes.

Karan : (wrapping around her shoulders) kaha tha na us aakash ke jaal me nahi aane dunga kuch bhi karke.

Preeta nods. Both were still having eyes contact.

Karan : lekin......

Preeta : lekin kya karan ?

Karan : preeta lekin kya tumhe ye rishta manzoor hai, tum khush ho, ye zabardasti hogi na tumpar, tum agar nahk chaahti to Mana kardo ?

Preeta : (slightly smile) karan, mujhe to aaj nahi to Kal mummy Papa ki pasand se shaadi karni hi hai, shaayad wo aakash hi hota, lekin zabardasti tum apne saath kar rahe ho, tum apni khushi maar rahe ho...

Karan : (interrupting her) bilkul nahi, meri Khushi to tumhaari khushiyon me hai, tum khush to nas fir mai bhi khush. Ise zabardasti thodi kehte hai.

Preeta suddenly become lost in his lovely, deep brown eyes. Karan too was already lost in her. Both shared a sweet eyelock.

But, lorraine's fake cough made them separate with each other, while she was busy in giving them teasing smile.

Preeta : (annoyed) Kya hai, ab aise Kyu dekh rahi hai.

Lorraine : (teasing) kuch nahi, love birds ka pyaar dekh rahi hu.

Both wide their eyes. While laughing lorraine went from there.

Preeta glared karan, he too started laughing.

Preeta's face too turned into smiling one. She immediately hug him making him ever more laugh.

Preeta : (smiling) thank you so much bajarbattu....

She felt relieved. Karan stroke her hair smiling.

Karan : no need babydoll.

Both were having a sweet smile on their face.

Precap : sharing good news and aakash's wrath.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro