Why it fixed ?

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Broking the hug, karan and preeta looked into each other's eyes.

Karan : chale udhar ?

Preeta nodded smilingly.

Karan remained their hands entwined, surprising preeta.

Both came in hall.

Rakhi : dekhiye ye dono bhi aa gaye.

Rakhi teased them, and everybody giggled, while preeta widened her eyes. But karan was having smirk on his face.

Sarla : accha waise chodiye ye sab, rakhi ji ab ham chalte hai.

She said standing up.

Raghuveer : ha chaliye ab.

Mahesh : are thodi der ruk jaate na.

Sarla : ji nahi shukriya, abhi ham jaha thehre hai waha bhi kaam hai, aur abhi to taiyaariya bhi karni hai.

Rakhi : ok ji....

Sarla went to preeta.

Sarla : beta ab na mujhe sachme bohot khushi ho rahi hai. Khush raho baccho.

She blessed karan, and kissed preeta's forehead. Preeta passed a lame smile.

Greeting, sarla and raghuveer went from there.

The surrounding become calm for couple of minutes.

Karan : (breaking silence) umm... mom, dad ham office chale jaate hai.

Mahesh : haa beta, han bhi jaa rahe hai room me.

He nodded.

Karan : umm...preeta tum dono do min ruko, Mai bas aata hu, fir ham chalte hai.

Preeta : ha.

Lorraine : nahi nahi jij...(both look at her) (she acted to clear her throat) matlab karan sir, Mai chali jaaungi, kaam bhi hai, to chali jaaungi.

Karan : sure ?

Lorraine : sure sir...

Karan : ok....I'll just come Preeta.

He went from there.

Preeta was looking here and there. Suddenly, lorraine hit her elbow with hers. Preeta annoyingly look at her.

Preeta : (annoyingly) Kya hai ??

Lorraine was giving her teasing smiles with eyebrows raising. Preeta rolls her eyes.

Lorraine : (hitting by knees) kuch zyaada hi jijuu pe pyaar aa raha hai na.

Preeta wide her eyes.

Preeta : kyaa ? Kuch bhi ha, dekh tujhe pata.....

Lorraine : (with attitude) oh please stop it, I know just everything ha.

Preeta hit her.

Lorraine : ouchhh.....

Preeta : ho gayi bakwaas, chal nikal ab.

Lorraine made weird face.

Lorraine : jaa rahi Hu na, hunnn....

She turned and went. While preeta chuckled, and lorraine too laughed while going.

Karan passed a knock on his parent's room. Mahesh saw him.

Karan : mom dad.

Mahesh : are karan aao na beta andar.

He went in, and sat.

Karan : wo....dad...mom, kuch.... kuch baat karni thi aap logo se.

Rakhi : ha beta bolo na...

Karan : wo actually.....

Karan stopped, he was feeling so weird or different, as he too don't know, after how long he is talking to his parents. A strange kind of feeling was running in him.

Mahesh : wo kya Karan ?

Karan : (continuing) ha wo na, thank you Maine aap logo se subah me kaha, aur aap logo ne preeta ke parents ne bula liya.

Rakhi : ha hame pata tha na, kuch urgent hi baat hogi.

Mahesh : (smiles) ha aur tum dono ek dusre se pyaar karte ho, usse accha aur Kya ho sakta hai.

Karan took a deep sigh.

Karan : dad......aisa kuch nahi hai, mai aur preeta ek dusre se pyaar nahi karte.

Both received a biggest shock.

Mahesh : (stood up) kya ye kya keh rahe ho, fir jabhi aisa Kyu kaha ?

Rakhi : ha, aur preeta ne bhi tumhaare saath ha bola.

Karan : mom dad, let me explain you, dad pehle baith jaaiye aap.

He sat down.

Karan : yaad hai maine aapse subah me kaha tha ki baadme bataunga, actually na, aapne suna na jabhi aakash ke baare me

Mahesh : ha, preeta ke mok dad ne kaha.

Karan : wo na, pehle preeta aakash ki company me kaam karti thi, lekin waha pe aakash ki nazar usi par rehti thi, and....

Rakhi : and ?

Karan : um.....usne....kitna baar use molest bhi kiya.

Rakhi/Mahesh : (shocked) Kya ?

Karan : ha, aur na usne bohot kuch kiya, fir bhi preeta ne give up nahi kiya to at last usne uske parents ko bulwaa kar, khudka rishta bhej diya, itna hi nahi, mom-dad aap believe nahi karoge, uske mom-dad isliye maane rishte ke liye, kyunki na usne indirectly paiso ka laalach diya tha unhe.

Rakhi : what ? Really ?

Karan : ha really, unhone ye rishta ke liye bhi isiliye mana, kyunki Mai aakash se bada business-man hu, and ....bas wo log acche nahi hai, wo log bohot lalchi hai.

Mahesh : ohh god ? Kuch aur nahi ho sakta tha ?

Karan : nahi dad, maine actually like ke saath aaj ka isiliye plan kiya kyunki wo force kar Raha tha preeta ko uske saath le jaane, and wo insaan bilkul bharose ke layak nahi hai, isiliye. Maine waise preeta se baat ki hai, lekin still agar use nahi manzoor hoga na, to Mai nahi karunga Shaadi, fir hamare paas at least time hoga kuch sochne.....

Suddenly, he paused.

Karan : (a bit emotionally) mom dad, preeta hi meri bohot acchi dost hai, rishabh ke baad. Mai use nahi khona chaahta. Mujhse jo ho sakega mai wo karunga, lekin Mai use nahi khona chaahta.

Listen his sudden thought, rakhi and mahesh look at each other. And again at karan.

Mahesh : koi nahi beta, accha kaam kiya agar preeta bhi raazi hai, aur waise bhi hamari beti jaisi hi ban chuki hai wo bhi.

Rakhi : ha to kya agar uske parents ko uski fikr nahi, ham to hai na. Aur abhi wo sab baate chod, aage sab accha hoga. Filhaal tum dono office jaao.

Mahesh : ha bilkul, sab baate chodo, aur raatme aaram se ghumkar, thoda time bhi spent kar lena saath me.

Karan smiled being satisfied.

Karan : ok chalta hu bye.

Rakhi : ha beta dhyaan rakhna.

He nodded and went from there.

Rakhi looked at Mahesh with tears and smile both in eyes, and hugged him.

Rakhi : Mahesh ji, ab shaayad preeta ke aane se sab thik ho jaayega Ghar me, bas wo khushi Khushi maan jaaye is rishte ke liye.

Mahesh : (equally happy) ha rakhi ji, bohot jaldi sab kuch thik ho jaayega.

Karan descended the stairs, and when he reach down, preeta and karan went for offfice.

Meanwhile on other side ......

The surrounding was so silent, because everyone was just so scared.

Suddenly, aakash screamed loudly.

Aakash : (screamed) aise kaise nahi utha rahe hai....... Aakash Singhania ka phone nahi utha rahe...

One men : (scared) sir wo....wo pata...lagaya, hamne oata lagaya, wo....karan luthra ke paiso ki....wajah se unlogo ne....uska rishta manzoor ......manzoor kar liya......

This angered aakash more. He immediately held the men by neck.
He screamed.

Men : ahh....sir.....

Aakash : (angrily) un logo ki itni himmat.....samajhte Kya hai wo apne aap ko.

He throw the men down in floor. He sighed and coughed.

Aakash : ab to had ho gai, ab ye karan aur preeta ko nahi chodunga mai, bilkul bhi nahi.... in dono ne bilkul accha nahi kiya... Karan bhool gaya Mai kya cheez hu, use yaad dilaana padega....

Screen zoomed on aakash's angry face and eyes full of revenge.

Other side.....

Ride was going normal till now. Karan looked at preeta she was normally sitting with her attention outside, but definitely not sad, nor thinking over. Karan smirked.

Karan : (suddenly start singing loudly) aasman ye keh Raha hai, bepanah chaahu tujhe....

Preeta's attention suddenly drawn to him, she weird look at him.
Karan stopped. Preeta looked away.

Karan : (loudly) dhadkane bhi keh rahi hai, har Dua me tu rahe.....

Preeta widen her eyes, but suddenly, she felt her cheeks turning red unknowingly, obviously noticed by karan.

At last, she laughed. Karan too laughed seeing her.

Precap : night time talks.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro