Changed behavior

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Karan reached his office. He was feeling so frustrated. He closed his eyes and realized he wasn't supposed to shout on preeta.

"What the hell is this preeta, maine clearly kaha tha aisa nahi hona chaahiye..." Karan shouted angrily.

Preeta : but sir....

Karan : (interrupted angrily) what sir... What sir ha... Tumhe maine jabhi hi samjhaaya tha na conditions ....

Preeta felt irritated.

Preeta : sir... magar ye maine kiya hi nahi hai, ye to samay ne kiya hai.

Karan become surprised.

Karan : whatt ??

Preeta : haa, mujhse le li wo presentation. Kaha aapne usse aisa kaha tha, to mai kya bolti. Jabhi kuch kehti tabhi mujhe chillate aap, abhi mujhe hi chillaya... (Angrily)

Karan's anged calmed.

Karan : accha ok, samay kaha hai ?

She shrugged shoulders, and then left with a sad small face.

Karan knew everytime till date he shouted on her was due to useless meaning. Everytime he is pouring his frustration on her, for which she becomes so sad, then ultimately he too feels bad.

He was thinking about her only when samay knocked his cabin.

Karan : come in.

Samay : sir, your schedule.

Giving it, he went from there. Amd karan got busy in his daily works, which was more extended, because he was not interested in going home early.

Preeta was in room, maybe thinking about him. She knew him from the first even day, but his sudden behavior was confusing her, and she wasn't liking it. Even family member didn't pay heed to it, because they were aware of his habit and they thought preeta will make him normal, and they believed her fake behavior.

Preeta : (in mind) karan ko phone karu ya nahi ? Nahi, aisa karti hu pehle samay ko call karti hu.

She called samay at office's landline. He picked the phone.

Samay : hello, Assistant of A.K. Companies talking here. How can I help you mam/sir, it will....

Preeta : (interrupting him) oyee dikhaawe ki dukaan, nautanki band kar. Mai preeta bol rahi hu.

Samay rolled his eyes.

Samay : (annoyed) tum ho, bolo jaldi time nahi hai mere paas.

Preeta : oh hello, dhang se okk..
Mere paas to bilkul hi time nahi hai. Lekin majburi me kiya na tumhe call.

Samay : to kisne kaha tumhe. Are ek din hua hai Shaadi karke, ghar par baitho aaram karo, apne pati ko bhi bithao apne saath, enjoy karo, yaha par dimaag kyu kharab kar rahe ho dono husband wife milkar....

Preeta : (angrily) samay abhi zyaada ho raha hai ha tumhaara mai bata rahi hu.

Samay made face and got annoyed.

Samay : (annoyed) haa haa ok, kaam bolo abhi apna kyu phone kiya ?

Preeta : aree haa, tum bewakoof ke chakkar me mai bhool jaati ho. Wo chodo tum to bewakoof hi rahoge, ye batao karan ne lunch kiya ?

Samay's angry annoyed face turned into smirking one.

Samay : (smirks) kyu ? Pehle din hi jhagda ho gaya ?

Preeta : muh band karo apna, jitna pucha utna nahi bata sakte kya ?

Samay : nahiii, lo seedha jawab.

Preeta : kyuuu ?? Tum de aao na use

Samay : mujhe kya pata, aur mai Kyu, apne pati se khud kaho.

Samay disconnected the call. Preeta felt angry.

Preeta : (angrily) ughh is insaan ko na mai sirf karan ki wajah ss bardash kiye baithi hu. Ab us khadoos se bhi mujhe hi baat karni padegi, aur uski daant sunni padegi. (Made face)

Karan : samay, wo dealers se baat hui tumhaari ?

Samay : yes sir, ho gai. Wo ajay list dekh lega.

Karan : ok.

Samay went out. Karan's phone rang, he picked the call without seeing caller ID.

Karan : hello, Karan Luthra speaking..

Preeta : Mrs. Preeta karan luthra speaking.

Karan wide his eyes and check the caller Id, and slapped his forehead.

Karan : ha bolo, kya kaam hai.

Preeta : kyu ? Bina kaam ke phone karne par ban hai ?

Karan closed his eyes in frustration.

Karan : ha hai ban, rakh raha hu phone.

Preeta : are are are... Thik hai na, bol rahi hu. Matlab Puch rahi hu, matlab chodo. Lunch kiya tumne ?

Karan : kyu ?

Preeta : kyu Matlab kya kyu ? Khaana khaaya ya nahi puch rahi hu. Jaise insaan khaate hai. Ab tum kya saansein lene par puchna chaahoge. Kyu...

Karan : (huffed) preeta dekho bohot kaam hai mujhe batao kyu call kiya ?

Preeta : are, to mai kya yaha par baith ke ludo khel rahi hu. Mujhe bhi kaam hai na... Tum magar sidhe....

Karan : (interrupting her) to kaam hai to kaam karo na, mujhe kyu pareshaan Kar rahi ho, khud karo aur mujhe bhi karne do. I am not free sitting here like you.

He disconnect the call. Preeta widened her eyes seeing phone.

Preeta : (angrily) had hoti hai koi chiz ki, ise kya hamesha mai hi milti hu duniya bhar ka gussa nikaalne, wife hu iski, koi punching bag nahi. Wo aate jaate mujhpar apni frustration nikaalega. Aaj na batati hu ise mai, bohot time se hk raha hai iska....

She angrily threw the phone on bed, but eventually sat on bad with a sad face. Karan too sighed and resumed his works.

Night ......

It was late night. Karan was not at home still. Preeta convinced family members saying he is having urgent meeting, so they slept after having their dinner. Preeta went back to her room after waiting for enough time for him.

After sometimes, karan came. He entered and realized everyone has slept till now. He saw Girish wrapping up some works.

Karan : Girish...

Girish : (seeing him) jii sir..

Karan : wo, mere room me do plates bhijwa do khaane ki.

Girish : okk sir..

Karan : preeta ne to khaana nahi hi khaaya hoga na.

Girish : nahi sir, lekin unhone aapke liye ek plate aapke room me rakhwaaya hai.

Karan : acchaa... Thik hai fir rehne do.

Karan left for room. He entered, and saw preeta making up bed, all ready to sleep. Preeta felt his presence, but didn't even glance him.

Karan was like "itna attitude". He nod his head. Preeta was about to lay on bed, but karan pull her towards him. She wide her eyes. Without saying anything, she struggled to getting out from his grip, but karan didn't let him.
After so much of efforts, she finally gave up.

Preeta : (angrily) kya hai, chodo na mujhe.

Karan gave her a sweet smile.

Karan : kyu babydoll.

Preeta : (sarcastically) kyunki kaam jo hai na tumhe itne, kaam me hi raho tum apne.

Preeta was about to go, but karan pulled her, and she fell on his lap. She glared him dangerously, but smilingly karan hold her more tightly.

Karan : (with extra sweet face) sorry babydoll...

Preeta was seeing him only, but didn't said anything.

Karan : sorry naa... Aaj ke baad pakka aisa nahi hoga.

Preeta : nahi nahi, tum kyu mujhe sorry bol rahe ho, tumhaari thodi koi galti hai na. Mai to waise bhi kaun hu, except for your punching bag. Pehle as a secretary, ab ghar par bhi gussa nikaalne ke liye mil gai. Usse zyaada thodi kuch na...

Karan : aree babydoll, aisa nahi hai. Wo maine bas aise hi gusse me keh diya tumse. Aur wo chodo na, mera gussa tum khaane par kyu nikaal rahi ho. Khaana to khaa lo na....

Preeta : nhi, nahi khaana mujhe koi khaana. Nahi hai mujhe bhook samjhe. Aur tum kabhi mujhe intentionally bolte hi kaha ho kuch na, hamesha gusse me hi galti se bol dete ho. Hamesha galti se gussa nikaalne tumhe mai hi to milti hu na... Aree, ek khaane ka puchne ke liye hi to phone kiya tha na, uspar itna bhadak gaye...

Karan : (in mind) ye kitna bolti hai, iska koi mute button kyu nahi hai (makes cry baby face)

Preeta : aise bhadke jaise maine koi crime kar diya ho....

Karan : (annoyingly interrupt her) are yaar, preeta tum itni si baat par itna gussa kyu lekar baith gai. Ham kaunsa sachme ekdam sahi waale couple hai, wo to bas ....

He stopped realizing what he said and what he was going to... He saw preeta who was stopped now feeling hurt, but she didn't show on her face.

Karan : (in mind) oh damn it... Wo actually me...

Preeta : nahi, actually nahi. You are right, wo to bas aakash ki wajah se hai. Sorryy ...

She stood from his lap, and took her pillow and blanket, and move towards couch. Karan too stood up.

Karan : are preeta tum, waha couch pe kyu so rahi ho.... Dekho I didn't mean...

Preeta : it's ok karan I know, you never meant what you say.

Before karan could say anything, she switched the lights off. Karan sadly sighed and sat on bed.

"Hey babydoll, maine kaha tha na abse koi aansu nahi aana chaahiye tumhaari aankhon me... Tum na sad mat hua karo, accha nahi lagta tumpar..."

A tear fell from preeta's eyes, but she quickly wiped it, and covered herself from duvet. Both slept on their respective places.

Precap : samay's chapter close.

********************************

karanxpreeta ❤️❤️

SyEdaZaiDii ❤️❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro