Samay out

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta was working in kitchen, but with busy thought. She was just shaking spoon with something in mind. The same time, asmina came in kitchen, she saw preeta busy in her own thoughts. She tapped her shoulder. Preeta looked at her and smile.

Preeta : dii aap, kuch kaam tha ?

Asmina : nahii, kaam to nahi tha, but socha help kardu tumhaari.

Preeta : aree nahi, mai karlungi aap jaaiye...

Asmina : lekin tum akele...

Preeta : (interrupting her) nahi dii, please na... (Smiles).

Asmina too chuckled.

Asmina : okk fine. Waise.... Ek baat batao, karan ne... kuch... Matlab kuch kaha kya tumhe ?

Preeta : karan ne, nahi.. nahi to.. wo kyu kuch kahega mujhse kuch kyu dii ?

Asmina : sachme ? Tum bohot khoi khoi si nazar aa rahi ho. Sachme usne kuch nahi kaha na, dekho mau tumhaari badi behen jaisi ho na, tum mujhse khulke share....

Preeta : dii... Aap shaant ho jaaiye, aisa kuch nahi hai. Aap bas zyaada soch rahe hai. Karan ne mujhse sachme kuch nahi kaha... Aap khaali tension le rahi hai. Aap jaaiye bahar aur baithiye aaram se...

Asmina : (raising eyebrows) pakka?

Preeta : (smiles) ekdam pakka....

Asmina to smile,and saying ok, she went out. Preeta's smiling face turned into sadden one. She sighed...

Preeta : (in mind) kya kahu di aapse mai, jab mai khud hi nahi pata ho kya raha hai...

She remembered being awake in bed at morning, which confused her a bit.

Preeta : (in mind) mujhe to samajh me bhi nahi aa raha mujhe bura kin baato aur cheezo ka lag raha hai, aakhir karan ne sach hi kaha tha, ham sirf aakash ki hi wajah se to saath me hai.... Lekin fir wo kabhi aise behave karta hai jaise mai bohot important hu uske liye, wo aisa kyu hai, ek pal me mujh par jhidakta hai, to dusre pal ekdam pyaar...

She remembered karan shouted on her, then his attempts at night to made her mood, then again his words.... That all things were making her mad and sad too...
Other side, karan too was upset remembering he shouldn't hurt her. But either of them don't know, what actually they want.

Preeta's gaze went on her hand and her mind remembered her about last night.... (When karan was trying to make up her mood acter coming from office)

Preeta : (angrily) chodo na mujhe, jaao tum apne kaam hi karo, wo hi important jo hai tumhaare liye, chodo mujhe hato...

Karan : (not leaving her) offo babydoll, ye dekho... (Showing her hand) tumhaare haath ki to mehendi bhi abhi tak nahi utri hai, aur tum chaahti ho chod du mai tumhe, so bad yaarr...

Preeta glared her.

Preeta : acchaa, matlab mehendi utar jaayegi to chod doge, ye hi kehne ka matlab hai na tumhaara...

Karan : aree, kuch bhi apna sochti ho yaar tum, had hai.... (Burst out laughing)

Preeta glared him angrily.

Preeta : hatoo tum, mujhe baat nahi karni tumse....

Preeta smiled lightly, but then thought to jerk her thoughts, and resumed her work.

Breakfast time...

Everyone was ready for breakfast, preeta was serving them. Karan came downstairs, he saw them.

Karan : um... dii...

Asmina : haa.

Karan : aapko kuch kaam hai aaj ?

Asmina : nahi, nahi to kyu ?

Karan : aaj na, ek bohot important kaam hai office me, aur mujhe preeta ko le jaane hai. (She look at him)... To mai le jaau na, chalega na aapko.

Asmina : ha ha ekdam chalega. Lekin naashta to karlo tum.

Karan : wo, maine kar liya tha room me.

Sameer : karan, anything serious ? Mai bhi chalu tumhaare saath ?

Karan : are nahi nahi jiju, aap tension mat lijiye. Bas thoda hai important kaam, ho jaayega...

Preeta : thik hai fir, mai ready hokar aati hu.

Asmina : are tum to karlo breakfast.

Preeta : nahi di, mai office me kar lungi. Mom, dad chalte hai hamlog.

Mahesha nodded.

Rakhi : ha beta sambhal kar jaao.

Karan glared preeta as she denied for breakfast. Preeta too glared him back.

Karan : (in mind glaring her) samajhti kya hai ye apne aap ko, ise Kya laga mere saamne bahane banayegi, aur mujhe pata bhi nahi chalega, ise to mai office me dekhlunga...

Preeta : (in mind glaring him) mai jo bhi samjhu apne aap ko, samajhme to zyaada is bajarbattu ko aa raha hai, ise kya lag raha hai mujhe jhooth bolega aur pata mujhe pata nahi chalega, ise to mai office me barabar karungi.

After sometimes, they both left for office.

Preeta was sitting silently seeing outside, didn't even talk to him, neither gave him a single glance. Karan too didn't dare to talk to her.
They reached office. Preeta went in first.

Samay spotted her coming inside. He stopped her.

Preeta : (making faces) kya hai ?

Samay : din hai aur kya, waise na mujhe tumpar bada taras aa raha hai, shaadi hue chaar din nahi hue, aur tumhaara pati tumhe office le aa gaya, tch.. tch.. tch.. bechaari tum (he laughed)..

Preeta : (angrily) tum na...

"Uska pati use kyu office lekar aaya hai abhi wo tumhe uska pati hi batayega... " Karan said coming from behind interrupting preeta's words.

Samay widened his eyes seeing him. He gulped in fear, as he knew what could happen.

Karan : call everyone in hall right now in 5 minutes samay.

Samay : (fearly) ye... yess sir..

Saying it, he almost ran away from there. Preeta giggled seeing him, but when her eyes met with karan, she glared him and went from there. Karan shrugged his shoulder, and went behind him.

All the members were present, with karan there too. They were thinking why they were called.

Rhea : (whispers to another girl) pichli baar shaadi ka invitation dene ke liye bulaaya tha, lagta hai is baar god bharai ka dene waale hai.

They both giggled, but this time preeta glared them, so they got quiet.

Karan : ha samay, to what I was telling ki... Mr. Amit se jo deal hui thi, wo file lekar aao..

Samay got startled for minute. Because karan had never asked for any file after the meeting.

Samay : ye.. yes sir.

He bring the file and gave it to karan. Karan checked it, samay wipe the sweat beds formed on his forehead, which preeta find weird.

Karan : (smirks) are you sure samar deal 2 lacs ki hi thi ?

Samay : (nervously) ye.. yes sir... 2 lacs ki hi thi wo deal.

Karan : ohh really ? But unki company se jo official envelope tha, usme to 4.5 lacs tha. So baaki ke 2.5 lacs kidhar gaye samay ? Weren't you the one to collect amount ?

Samay : (tensed) yes...yes sir, but wo deal 2 lacs ki hi thi, sir aapne hi to mujhe kaha tha na jabhi, aapko yaad nahi hai sir ?

Karan : ekdam yaad hai na, aur ye bhi yaad hai ki us wakt preeta ne mujhe roka bhi tha real amount bolne, but maine hi jaan bujhkar tumhe galat amount kaha, aur dekho meri trick kaam aa gai, tum pakde gaye samar (smirks)

Karan : samay wo Mr. Amit ki company ki deal ka kitna amount tha, I think 2,00,000 lacs na, use note kar Lena, wo...

Preeta : sir wo...

Karan : (interrupting her) did I ask you anything ?

She nodded in no.

Preeta angrily saw him.

Preeta : (in mind) accha...di Kya gai, ise to zyaada hi samajh aa raha hai, ise mai baadme batatu hu, lekin wo to 4,50,000 ki deal thi (making faces) kahir... mujhe kya, usse, iski company ka loss...Mera kya. (Angrily sighs)
(In Chapter 21)

Preeta remembered it. Everyone was shocked thinking samay is cheating on the company.

Karan : yes staff, you all are thinking absolutely correct. Samay is cheating on this company. Gladly, he is a damn fraud.

Samay : noo.. sir... No, i haven't....

Karan : (shouts making him quiet) shutup !! Just shut up damn it. Tumhe kya laga, tum aaj tak jo bhi karte aaye ho mujhe kuch pata nahi, I knew each and everything samay. Bas mujhe ye dekhna tha tum kitna gir sakte ho aur, aur jab mujhe kal pata chala you are planning to declare me insolvent, tabhi I decided to end this game. Your game is over samay. Now your excuses are useless. Inspector....

They got shocked when inspector came in.

Inspector : hamare paas saare proof hai Mr. Samay, you are under arrest now.

Samay : no no inspector, he is lying maine aisa kuch ....

Inspector : aap chup rahiye, ab aapko kanoon se koi nahi bacha sakta ....

Karan : and yes one more thing inspector, he is already teamed up with my rival aakash. Ye aakash ke liye kaam karta hai.

Another shock to everyone.

Preeta : (shocked) whattt ? Ye aakash ke liye....

Karan : haa, iski aur uski conspiracy hai puri. Moreover, trip waale din bhi tumhe isine dhakka diya tha.

Preeta remained stunned at the truth.

Inspector : tum par murder ka bhi case hai, ab to tumhe koi nahi bacha paayega jail jaane se, constable arrest him.

Constable handcuffed him. He angrily glared karan and preeta.

Samay : (with rage) karan preeta, tum dono ne ye accha nahi kiyaa, mai tum dono ko chodunga nahiii (angry)

Karan : inspector, please ise le jaaiye...

Constable : chaloo....

They dragged him with them, and left from there.

Karan : (to staff) I hope everything is clear now...

They nodded.

Karan : good, get back to your work now.

They all left. Only karan and preeta was there. Preeta saw him, she somewhere got scared. Karan smile lightly, and preeta immediately go and hug him. Karan caressed her hairs, she closed her eyes feeling relax.

Precap : making him understand.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro