Right or wrong ?

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta went towards tent, Karan too came behind her whistling.

Preeta scanned the things.

Preeta : jagah to thik hai.

Karan : ha, abhi yaha 5 star room to aa nahi sakta na.

Preeta made an annoying face.

Preeta : (annoying) tum kabhi acche se baat nahi kar sakte ho kya.

Karan : wo kya hota hai.

Preeta : (irritated) leave it.

Karan : (smirking) you should.

Karan laughs seeing her, preeta closed her eyes in huff.

Karan : leave it.

Preeta : (shocked) what ? Abhi abhi just job dekar, aap leave me liye keh rahe ho sir.

Karan : (huffed) leave..... that.... topic...... I .....said.... Miss,. Whatever.

Karan was still laughing.

Preeta : (annoying) karan, stop it, mujhe neend aa rahi hai.

Karan : to so jaao na, kaun mana kar raha hai.

Preeta : lekin idhar kitni kam jagah covered hai, itni si jagah me ham kaise soyenge.

Karan : (thinking) let me think something.

Karan arranged small piece of blanket.

He sat leaning against tree. Preeta was confused.

Preeta : (confused) kya hua, aise kyu baithe ho.

Karan : tum yaha let jaao.

Preeta : (shocked) what, aur tum aise baithe hi rahoge ?

Karan : (casually) ha..

Preeta : Kya ha, pagal hue ho. Aise baithe baithe puri raat nikaaloge.

Karan : (annoyed) to aur kya karu kareli tum hi bolo.

Preeta made a cute puppy face.

Karan : (sighed) dekho, tumhe chot lagi hui hai na babydoll, tum so jaao, mujhe koi problem nahi hai aise, kaam karte karte kitni baar baithe baithe soya hu, so chill.

Preeta : (innocently) pakka na.

Karan : (smiling) pakka... ab so jaao.

Preeta sat down, she was about to lay on floor, but karan pull her from hand, and made her lie on his lap adjusting them.

Preeta was initially shocked, but she freely laid, as she was more comfortable now.

Karan caressed her hairs.

Preeta : (smiling) pata hai karan, tum bohot bure ho.

Karan : (smiling) I know Miss. Whatever, kuch naya bolo.

Both giggles.

Karan carefully examined her wounds on head and hands, then kept his hand on her forehead.

Closing eyes, preeta was just feeling him, or feeling the new peace she was getting.

Slowly slowly, both dozed off.

NEXT DAY....

Preeran were awake now, and they managed to get out from there by coming on road, and also get cab.

Karan : preeta.... Tum ek kaam karo, aaj office mat aao.

Preeta : (surprised) kyu, mai to aaungi, mai koi mareez nahi bani hu.

Karan : (annoyed) dumbo, (she widened her eyes) aise hi keh raha hu, aaj kaam bhi zyada kuch hai nahi to.

Preeta : accha, to tum bhi mat jaao.

Karan : (giggling) I am boss babydoll, mujhe to jaana hai hi, aur dekhta hu koi, koi meetings ki details, fir mai bhi chala jaaunga.

Preeta : Ok.

After an hour, Karan dropped preeta at her apartment by waving her, then he went to his home.

Preeta being tired reached her room and slept.

Karan on other side too, went for his office immediately.

Karan was in deep thinking. He called samay.

Samay : (knocking on the door) sir, may I come in.

Karan : come.

Samay came inside.

Samay : sir wo meetings...

Karan showed him hand.

Karan : wo sab ho chuka hai, let it be, mujhe kuch aur baat karni hai, take your seat.

Samay sat down.

Karan : samay, actually I want each and every information mai Jo bhi bataunga, uske baare me.

Samay : ok sir.

Karan : sabse pehle, I'll give you list, pichle month me preeta ne jitni companies me interview Diya hai uski, actually I want you, ki alternatively sab ki information nikaalo.

Samay : why sir...

Karan glared him, she stammered.

Samay : ok...ok...sir ..I will...

Karan : kyunki pichle month me preeta ne jitne interviews diye the, hamari company me aane ke liye, sab Maine hi reject karwaaye the.

Samay got a big shock.

Samay : (shocked) what ? Why but aur kaise Kiya sir aapne ?

Karan : aakash singhania se badla lene ke liye, mujhe pata tha aakash ne kya kiya tha uske saath, bas maine kabhi preeta ka face nahi dekha tha, and uska naam bhi nahi pata tha, I never bothered to know her name, kyunki mujhe to usse sirf aapna kaam karwaana tha, but....khair leave it. Tum mujhe saari information do laakar.

Samay : (still in shock) ok sir.

He get up and went from there.

Samay stands outside.

Samay : (in mind) accha....to yeh baat hai, yeh preeta yaha aai nahi hai, balki ise yaha laaya Gaya hai, koi baat nahi, yaha Karan ki marzi se aai thi na, and meri marzi se jaayegi (smirks) wait and watch Preeta Arora.

He went from there.

Inside.....

Karan was sitting and thinking.

Karan : (in mind, playing with pen) maine kar to diya tha waisa, but Kya Maine sahi kiya tha, oh god I don't know only. Maine preeta ko use karna chaaha, but wo waisi ladki nahi hai, and indeed aakash ne bohot galat kiya hai uske saath, uska badla bhi mujhe aakash se Lena hai, but usse pehle I have to sort out everything from preeta, either indirectly. Lekin....mujhe usse baat karni ho hogi, BTW jis kaam ke liye mai aaya tha, wo kaam to Mera ho chuka hai (smirks) ab aakash ko mai apne hishaaro pe chalaunga.

He emerged into deep planning.

AT PREETA'S HOUSE.

Lorraine entered in home being tired, returning from her work. Keeping her things at places, she went into room.

Opening the door, she was shocked and happy to see preeta sleeping.

Lorraine : (happily) preeta, thank God.

She went near her and checked her.

Preeta woke up due to some moments.

Preeta : (rubbing eyes) lorraine, aa gai tu.

Immediately, preeta received a tight hug from her. Preeta winced in pain.

Preeta : ahhh....

Lorraine broke the hug.

Lorraine : (worriedly) Kya hua, lag gai, kaha lagi, dikha.

Preeta : lorraine, kuch nahi hua hai, wo thoda sa lag gaya hai.

Lorraine sat down.

Lorraine : preeta tu pehle Bata tu Kal thi kaha, na call utha rahi thi, na kuch pata, mujhe kitni tension ho rahi thi. Aur tujhe chot kaise lagi.

Preeta : actually na, tujhe pata hai na kal trip thi office ki tarah se (she nods) to waha par.....

She narrated her whole story.

Lorraine : (thinking deep) accha, tujhe pata Chala ki kisne tujhe dhakka diya tha ?

Preeta : nahi.

Lorraine : karan ne tujhpar believe kiya ?

Preeta : ha.

Lorraine : accha, to wo kuch to pata Karne ki koshish karega na.

Preeta : karega nahi, abhi Tak pata Kar liya hoga.

Lorraine : (shocked) what ? Itni jaldi, and tujhe kaise pata.

Preeta : bohot acche se jaan gai hu use mai, wo sab pata karke aise pretend karega, jaise use kuch pata hi nahi.

Lorraine : accha..... (teasing) waise preeta tu kuch zyaada hi nahi acche se samajh gai tere karan sir ko.

Preeta widened her eyes.

Preeta : chup Kar pagal.

Lorraine laughed.

Lorraine : accha leave it, medicines le le, aur aaram kar tu.

Preeta : (annoyed) what medicine, mai nahi le rahi koi medicine, aur mai abhi rest hi Kar rahi thi.

Lorraine : (glaring) ho Gaya madam ka natak, to chal abhi chup chaap medicine le.

Preeta : ughhhh.....suna na tune, mai koi medicine nahi le rahi hu, Matlab nahiii...

Lorraine : accha Ji, yaad rakhle fir, baat nahi karna mujhse. Waise bhi normal pain killer hai.

Preeta made a cry baby face, while longer handled medicines.

Making weird faces, preeta took it, while lorraine giggled.

Preeta : ughh....Yukk I hate you hitler.

Lorraine : love you too Meri Jaan,chal ab so jaa.

Lorraine made preeta lay on bed, and she went from room. While preeta chuckles at her.

Preeta : (smiling) love you too meri jaan.

She then closed her eyes smilingly.

Precap : surprising.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro