Surprising her

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Karan completed all his remaining works and went from office.

Other side :

Lorraine was in hall, sitting and completing her works, while preeta was in bedroom sleeping.

At that time, door bell rang.

Lorraine : (sigh) ab kaun aaya.

She went and open the door, and saw one man standing there.

Lorraine : (raising eyebrows) ji ... aap kaun.

Karan : preeta arora, yahi rehti hai na if I am not wrong.

Lorraine : ha, yahi rehti hai, pehle aap bataiye aap kaun. And what you want.

Karan : actually I am karan luthra, her boss and uska friend bhi. (Giggling)

Lorraine too giggled.

Lorraine : get it, I know you, come na.

Karan came in.

Karan : by the way, preeta ki tabiyat kaisi hai abhi,and where is she.

Lorraine : ha ab better hai, and she is sleeping.

Karan : oh accha, and if I am not wrong, you are lorraine right, uski friend.

Lorraine : (smiling) right.

Karan : hmm, usne mujhe ek baar bataya tha, waise I think I should leave now, she is sleeping so...

Lorraine : (interrupting him) no no... It's ok, wo bohot time se so rahi hai, so no problem, wo uth jaayegi, so mil lijiye usse.

Karan : are you sure ??

Lorraine : yeah sure, there room is, you can go.

Karan : fine, thank you.

Both exchanged a friendly smile.

Karan went in room, there he saw preeta sleeping peacefully, but looking extremely cute.

Karan went and sit next to her.

Karan : (in mind smiling) waise lag to bohot cute rahi hai, lekin pata nahi kabhi kabhi isme kaunsa bhoot aa jaata hai, nahi nahi, mere saath koi bhoot aa jaata hai.

Karan thought to take a picture of her. He was about to click her photo, but he turned the camera, and took a selfie of both, with preeta sleeping, and karan next to her smiling.

Karan : (seeing image) perfect.

Karan : (in mind) ise uthaau ya nahi, umm...itne aaram se so rahi hai aur cute lag rahi hai, lekin aise cute lagti hai to zindagi bhar to nahi sone de sakta na, ek kaam karta hu utha hi leta hu, aakhir mai milne Jo aaya hu, uthna to hoga hi. Ohh god karan, aise behave Kar raha hai tu, jaise war ka decision karna hai. Huhh.....

He jerked off his thoughts.

Karan slowly shake preeta.

Karan : preeta...preeta utho

Preeta changed her side instead.

Karan : (shaking) preeta utho, dekho mai hu, I mean aaya hu. Utho preeta.

Preeta jerked his hand in sleep.

Preeta : (in sleep) jaao na kyu aaye ho khadoos (karan wide his eyes) office me to jeene nahi dete ho, kam se kam sone to do.

She again slept. Karan angrily narrowed his eyes at her.

Karan : (angrily) koi cute nahi hai, shaitaan lagti hai, shaitaan...abhi uthegi yo bhookamp aayega aise. (Shouts a bit) preeta utho abhi.

Preeta become annoyed. She somehow get up and sat on bed rubbing her eyes.

Preeta : kya hai, kaun chilla Raha hai aise.... (She noticed Karan) accha to sachme tum yaha bhi mujhe chain se nahi jeene dene aaye ho. (Unknowingly)

Karan : (angrily) what.

Preeta become alert. She sat in bed straightly becoming concious, and gulps down seeing karan who was giving her death glares.

Preeta : (sweetly smiles) hehe....Karan tum, aao na baitho.

She was about to stand up, but karan hold her.

Karan : (glaring) koi zaroorat nahi hai, baithi hi raho.

Karan too sat beside her.

Karan : (still glaring) milne aaya tha tumse, lekin tum sukoon se, aaram se soti aur jeeti raho.

Karan was about to stand, but preeta hold his hand.

Preeta : karan...sorry na, wo aise hi bol diya hoga neend me, mat jaao tum.

Karan didn't budge.

Preeta : (with cute face) karan sorry na....

Karan just melted with her cute face. He grinned on himself and sat on bed.

While preeta give a childish smile.

Karan : (annoyed) pata hai preeta, tum bohot buri ho.

Preeta : (smiling proudly) I know Mr. Whoever, kuch naya batao.

Karan look at her.

Preeta : (smiling) pata hai karan, tum bohot bure ho.

Karan : (smiling) I know Miss. Whatever, kuch naya bolo.

At last Karan too giggled with her.

Karan : khair chodo, tumhaari tabiyat, and pain kaisa hai.

Preeta rolled her eyes at him.

Preeta : (annoyed) karan, mai koi bacchi nahi hu, Jo tum aur lorraine aise behave Kar rahe ho.

Karan : (raising eyebrows) accha...

Preeta : ha...ruko.

Preeta was about to stand up, but when she keep her hand on bed, her hand tripped due to direct injury on elbow. She shouted in pain.

Preeta : ahhhh....

Karan immediately hold her, and made her sit.

Karan : (glaring her) aur chalao apni.

Preeta : (cry baby face) karan, aise ghuro mat na baat baat pe.

Karan : (laughed) pagal...

Karan : accha preeta suno, kal bhi tum office nahi aana.

Preeta : what ? Kyu ?

Karan : kyunki kal mai bhi nahi jaa raha hu.

Preeta : Kya ? (Laughs)

Karan : Kya hua, ab has kyu rahi ho ?

Preeta : (giggling) tum aise bol rahe ho jaise ham college me hai, mai nahi aaunga, to tum bhi nahi aana (again laughs) pata hai, mai aur mera group aisa bohot karte the college me.

Karan : (smiles) are dumbo, waisa nahi, Kal di jaa rahi hai.

Preeta : jaa rahi hai, kaha ?

Karan : Nasik

Preeta : accha, to kab aayegi, aur koi project work se jaa rahi hai Kya ?

Karan : (sighs annoying) mental, unke sasuraal, in laws ke yaha jaa rahi hai wo.

Preeta : (shocked) what ?? She is married ?

Karan : of course, tabhi jaa rahi ha, and wo yaha thode din ke liye aai thi, and abhi jaa rahi hai kal.

Preeta : ohh accha...

Karan : ha, and tum bhi....

Lorraine knock on door interrupting their talks. Both see at door.

Preeta : what lorraine, knock Karne ki kya zaroorat hai.

She came in and keep the soup on table.

Preeta : mai tujhe maar nahi daalti, stupid.

Lorraine : no, I thought you both must be busy, so disturb Kyu karu.

She said signing towards their hand which was entwined.

Karan and preeta realized that their hands were entwined since, both draw back being embarrassed.

Karan : wo.. (changing topic) ha to, yeh miss mental aisi tooti phooti bani Hui hai to, gir gai to...

Preeta : what ? You dumbo, apna muh nahi band rakh sakte ho, hamesha mujhe pareshaan karna hota hai tumhe.

Lorraine laughed.

Lorraine : khair, wo topic chodo abhi, preeta tumhaare liye ye soup laai hu, pee lo.

Preeta made faces.

Preeta : what ?? Mai nahi...

Karan : (taking boul) thank you so much lorraine, so sweet of you, yeh pee legi.

Lorraine giggled while preeta widened her eyes.

Lorraine : ok, mai hall me hi hu, mujhe kaam hai.

Lorraine went from there. Karan smirked seeing her.

Karan took the boul and forcefully made preeta drink the whole in one go.

Preeta : (irritated) ughh.....eee kitna ganda hai.

Karan : stupid, khaane ko naam nahi rakhte hai.

Preeta rolled her eyes.

.......And preeta and Karan spend some more time with each other, then karan decided to go.

Near door....

Karan : umm...mai chalta hu, and alna dhyaan rakhna, Chalo bye lorraine.

Lorraine : bye Karan sir. Take care.

Karan : you too.

Both smiled at each other. Preeta narrowed her eyes at them.

Preeta : (shaking karan's hand by herself) bye Karan, take care. Dhyaan rakhna, dhyaan se pohochna and all...abhi kuch nahi bacha bye.

She waved at him. Karan being annoyed went from there, and preeta immediately closed the door.

Lorraine : waise preeta, jabhi jiju thoda bhadke kyu the tujhpar.

Preeta : are leave it, wo Maine aise hi kuch keh Diya tha, wo pagal hai, ignore him.

Lorraine : ok (giggling) jiju hai mere, to at least mujhse to mat jealous hua kar.

Preeta : aise kaise.... (She realized then what lorraine said) what nonsense (angrily)

Lorraine laughed and ran from there.

Preeta : ruk tu, zyaada samajh Raha hai.

Running behind each other, both eded up with their lovely fight.

Precap : bidding bye.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro