"Episode 03"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Umeed: "nahi wo sirf mera beta hai aur mera hi rahega"

Suddenly the door bell rings, Umeed immadiately ran towards the main gate and Rahim went behind her, she opened the door and Farjaad, Daniyal enters inside. Umeed was continously starring Farjaad, Farjaad remove her glasses and look at her. Rahim reached there.

Ahmed: "mamaa" said in childish tone.

Ahmed was in Farjaad hands, Umeed extended and hold him. She immadiately kissed on his cheek.

Farjaad: "meinay wada kia tha ke Ahmed ko wapis chor kar jaonga aur meinay apna wada pora kia"

Umeed: "lekin apko bina bataya aise nahi leke nahi jana chaiye tha"

Farjaad: "excuse me, ye mere bhai ka beta hai"

Umeed: "aur ye meri bhen ka beta hai, to mera bhi beta hai. Meinay iski parwarish ki hai" she replied to him in annoyed tone.

Farjaad: "aur ye mere chote bhai ka beta hai to mera bhi beta hua, khoon ka rishta hai hamara"

Umeed: "lekin agar apko ise milna ho to ap yahan akar mil sakte hain lekin ise bahar nahi lekar jaiye ga" she said softly and went inside the home.

Rahim: "wo Farjaad bhai, api ki baton ka bura nahi maniyega. Wo na Ahmed ko lekar bht consious hain. Mujhe bhi abhi bht danta hai"

Farjaad: "janta hun, tum fikar nahi karo" he replied softly.

Daniyal: "Rahim, tum to bilkul wese ke wese ho"

Rahim: "kya matlab?"

Farjaad: "iska matlab ke tum bilkul bhi bare nahi hue ho, height bhi wese hi"

Rahim: "Rayyan bhai aur Laiba api bhi yehi kaha karte the" he said while lowering his glaze, in low tone.

Farjaad: "Rahim beta! Agar unhe yaad kia karo to khushi se yaad kia karo"

Rahim: "hmm" while nodded his head.

Daniyal: "acha Rahim, ab ham chalte hain"

Rahim: "ap log andar ajaye na"

Daniyal: "aj nahi phir kabhi, bhai ki meeting hai isliye"

Rahim: "ok"

Then Rahim shake his hands with them and they both outside the home. Rahim look at their departure and they both sits in a car. He waves his hand towards them and they both smiles. Then they leaves, Rahim closed the gate and went inside. Rahim went to the Umeed's room and Umeed was walking, Ahmed was in her arms and he was sleeping. Umeed carefully put him on the bed and sits on sofa.

Rahim: "api itna over react karna acha nahi hota"

Umeed: "mein over react nahi hun, conscious hun"

Rahim: "wo koi gair nahi hain, jitna hamara relation Ahmed ke sath hai utna hi balke use kahin zyada unka gehra rishta hai"

Umeed: "kahan tha Farjaad, jab mein akele Ahmed ka khayal rakh rahi thi?"

Rahim: "sab ki majbooriyan hoti hain aur wo wapis agaye na, unhone moo to nahi mora"

Umeed: "ye bhi nahi pata ke kis maqsad se wapis aye hai" she said rudely.

Rahim: "unke chote bhai ka beta hai, jitna ham Ahmed se pyaar karte hain ise kahin zyada wo karte honge"

Umeed: "mujhse zyaada Ahmed ko koi pyaar nahi karsakta aur Ahmed bhi mujhse pyaar karta hai"

Rahim: "aree bhai, itni jealousy. Tauba hai Api" he said while laughing.

Umeed: "tum na zyada Farjaad ke chamche nahi bano, mere bhai ho na agar tumne ise zyada baat ki to dekhlena" she ordered him in angry tone.

Rahim: "mein to baat karonga, mere jiju hain" he said immadiately and Umeed got shocked to heard "jiju". Rahim also shocked and realized what he had done. "Mera matlab hai jiju ke bhai hain" he said in hesitation to covered the compliment.

Umeed: "tum bhi na bht fuzool bolte ho"

Rahim: "acha sahi hai, mujhe bht bhook lagrahi hai. Mujhe noodles khane hain"

Umeed: "han to meri help karwao banane mein, chalo" she said sarcastically.

Rahim: "acha chalo theek hai" he hold her hand and then they leaves.

😂

Daniyal and Farjaad were in car, Farjaad was driving the car and Daniyal was sitting on a passenger seat.

Farjaad: "kitni rude hai Umeed, Rahim aur Laiba se bht opposite hai"

Daniyal: "bhai wo sirf na Ahmed ko lekar conscious hain. Aur koi baat nahi"

Farjaad: "lekin mein bhi Ahmed se milne jaonga, wo mujhe nahi roksakti"

Daniyal: "han to theek hai lekin ap apne gusse par control karein"

Farjaad: "mein gussa nahi karaha tha wo karahi thi"

Daniyal: "bhai ap na zara khud sochen, akele isne kitna sab kuch handle kia hai. Pehle unke parents chale gaye, then bhen chali gai. Banda strong aur conscious to hojata hai na"

Farjaad: "hmm ye baat bhi hai, lekin ab mein Ahmed se dur nahi reh sakta"

Daniyal: "to phir iska ek hi solution hai"

Farjaad: "kya?"

Daniyal: "ap aur Umeed shaadi karlen"

Farjaad got shocked to heard this words, he give a shocking reaction on his advice. He look at him with surprising face.

Farjaad: "are you in your senses?" He said in shocking tone.

Daniyal: "meinay kuch galat kehdia kya?"

Farjaad: "tum pagal hogaye ho, tumhe pata hai na ke mujhe shaadi nahi karni"

Daniyal: "ek min, shaadi nahi se kya matlab hai? Kabhi na kabhi to shaadi karni hogi na?"

Farjaad: "shaadi is not a solution" he said confidently.

Daniyal: "shaadi is a solution bro, dekhiye na Umeed aur ap Ahmed se dur nahi reh sakte to shaadi karlen, atleast Ahmed apki nazron ke samne to rahega"

Farjaad: "kya matlab?"

Daniyal: "bhai Ahmed Umeed se bht attached hai, aur ap bhi Ahmed ko apne pass rakhna chahte hain to ap dono parents banke ise pass rakh sakte hain"

Farjaad: "tumhe lagta hai ke Umeed maan jaigi?"

Daniyal: "ap bht aram se baat karen, shayad maan jai" he said confidenly.

Farjaad: "mein to bilkul ready nahi hun" he replied to him.

Daniyal: "bhai ap is bare mein sochiye ga zaror"

Farjaad: "baat suno, fuzool batein kam karo. Meri important meeting hai mera mind divert mat karo" he said angrily.

Daniyal: "acha baba, theek hai"

Daniyal and Farjaad remains silence in the whole journey, then Farjaad drops him in their house and leaves for his office.

🤧

In night, Farjaad was walking with balcony and was smoking, he was thinking and was so confused.

"Shaadi ke bare aj tak nahi socha, hamesha buisness ko apni first priority mana hai lekin ab mere liye mera beta bhi bht ahem hai. Kya karun, Daniyal ki baat manjao lekin agar Umeed ne mana kardia to?"

Farjaad throw the cigratte outside the balcony, he went to his room and open his cupboard for night suit but he found a small photograph, he take out the frame from the cupboard and starring at photograph. It was the photo frame of Rayyan and Farjaad, in which they both were smiling. Then he saw some photos inside the cupboard and he also take out the photos. It was his childhood photos with Rayyan and Daniyal. Some tears filled in his eyes and few tears dropped from his eyes as well. He closed the cupboards and sits on bed.

Farjaad(inside): "bht thak gaya hun strong bante bante, kyu chor kar chale gaye Rayyan, i miss you so much. Ek tumhara aur Daniyal ke ilawa mera koi nahi tha. Ab mere pass tumhari akhiri nishani sirf Ahmed hai aur mein tumse wada karta hun ke iska bht khayal rakhonga"

Then he put the frame inside the cupboard and take his night suit, he went for freshen up.

🤧

Umeed was sitting beside Ahmed and Ahmed was sleeping peacefully, she was smiling towards him.

Umeed(inside): "mujhe lagta tha ke tumhara mere aur Rahim ke ilawa koi nahi hai, lekin mein bht galat thi. Tumhari zindagi mein tumhare taya aur chachu bhi hain jo shayad tumse bht pyaar karte hain lekin mein tumse sab se zyada mohabbat karti hun. Mein tumhe kisi ke sath share nahi karsakti. Laiba se wada kia tha ke tumhara hamesha khayal rakhongi aur hamesha aisi hi hoga. Mein tumhari khala nahi tumhari maa hun"

"Farjaad apne kaam ko lekar bht serious tha aur hai, tabhi isne ek dafa bhi tumhari taraf mur kar nahi dekha lekin shayad ab wo tumhe mujhse cheena chahta hai aur mein aisa hone nahi dungi"

Umeed kissed on his hand and Rahim enters in his room with 2 cups of tea, he put the cup on the side table and sits in front of her.

Umeed: "tumhe chai peeni thi to bata dete mein banadeti"

Rahim: "ab mein height aur age mein chota hun to kya hua, itna to kar hi sakta hun"

Umeed: "tum mere liye hamesha chote rahoge" said softly with soft smile, Rahim smiles on her as well but he saw her pale face.

Rahim: "kya soch rahi ho api?" He asked curiously.

Umeed: "kuch nahi, Farjaad ke bare mein soch rahi thi"

Rahim: oho, pehli nazar mein neendhe uradhi isne?" He said sarcastically and with a wild smile, he tease her.

Umeed: "mera matlab wo nahi tha, mein soch rahi thi ke kahin wo Ahmed ko mujhse cheen na le" she said immadiately.

Rahim: "api, agar inhe Ahmed ko cheena hota na to wo kabhi ise wapis nahi chor kar jate"

Umeed: "lekin na wo mujhe bht strict aur magroor lagta hai, bharam to aise hain ke pocho mat" she said in irritated tone.

Rahim: "api, please ap itna nahi socho, Farjaad bhai bht ache hain aur Ahmed se bht pyaar karte hain. Ap inhe milne se nahi rok sakti"

Umeed was about to replied him but Ahmed woke up, he started crying and Umeed immadiately hugs him.

Ahmed: "baba nahi ai, mujhe inke pass jana hai" said innocently and in childish tone.

Umeed: "baba kon baba?"

Ahmed: "ahhh, baba ko bulai na, wo mujhe ghumne lekar gate the"

Rahim: "ye to Farjaad bhai ko baba kehraha hai dekho ek din mein Farjaad bhai se attached hogaya hai"

Umeed: "mujhe isi baat ka dar tha"

Rahim: "baba subah ajaingay, ap abhi sojao na"

After few second, Ahmed sleeps and Umeed laying him on the bed, she was so shocked to heard baba from his mouth.

Rahim: "ab aur Farjaad bhai ke bare mein nahi sochna, ab chai peelo"

Umeed: "ye Farjaad ne ise baba kyu bul waya hai?"

Rahim: "jab wo apni khala ko mama keh sakta hai to wo apne taya ko kyu nahi keh sakta"

Umeed: "meri baat suno, tum mere bhai ho ya is Halaku khan ke?"

Rahim: "kitni buri baat hai api, Farjaad bhai ko Halaku khan kehrahi ho"

Umeed: "tum na mujhse is waqt bht zehar lagrahe ho" she said angrily.

Rahim started laughing and Umeed angrily look at him, Rahim control his laugh and Umeed make a face😂

🤧

Next Day, the door bell rings and Umeed opened the door, he was Farjaad and he enters in the house.

Umeed: "ap Ahmed se mulne aye hain?"

Farjaad: "jee wo andar hai?"

Umeed: "actually wo so raha hai to ap andar ajaye, chai banao?"

Farjaad: "mein chai nahi peeta, coffee peta hun"

Umeed: "coffee bana dun?" She asked in hesitation.

Farjaad: "nahi mein sirf Ahmed se milne aya tha, ap please check karlen ke wo utha hai ye nahi"

Umeed nodded her head and move inside the home but suddenly her feet bump with a pot and she was about to slip but Farjaad hold her in his arms, his one hand is on her hand and one hand is on her waist. They both were in eye lock for few seconds and Rahim came there while holding Ahmed. He smiles and started coughing. They both came in their senses and Umeed came back in her postion.

Rahim: "Assalam o Aliakum Farjaad bhai"

Farjaad: "W.Salam, kese ho Rahim" he asked softly and Rahim nodded his head. Farjaad extended his hand and take Ahmed.

"Mein thori der mein ise chor jaonga, khuda hafiz"

Umeed was just look at him and he leaves with Ahmed. Rahim looked at Umeed and smiling.

Rahim: "api, wese jo baat hai ap dono ka couple to bara pyaara lagraha hai, kya sence hai yaar" he said in excitement and Umeed angrily look at him.

Umeed: "Rahim ke bache, tumhari bht zaban chalti hai. Tumhe to mein batati hun" Rahim started laughing and flew from there, Umeed started ran behind him and they both went inside the home.

"To Be Continued❤️"

Fairy tale season 2 is out now😭. Are you all excited??

Tell me how is this episode, do comments and votes👍

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro