"Episode 04"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

In evening, the door bell rings and Umeed again went towards the main gate, she opened the door and Farjaad enters in home along with Ahmed. Umeed extended his hand and Ahmed jumps into her arms. Umeed kissed on his cheek.

Umeed: "apko isne zyada tang to nahi kia?"

Farjaad: "nahi, aur agar karega bhi to koi baat nahi. Beta hai mera" he replied to her.

Umeed: "ap chahe to andar asakte hain?"

Farjaad: "nahi aj nahi, phir kabhi. Meri important meeting hai" he said in a strict tone.

Umeed: "hmm"

Then Farjaad pull the cheek of Ahmed, he went outside the home and Umeed closed the door. She went towards the home. Rahim was studying while walking. Umeed went to him.

Umeed: "ye Farjaad to bht hi rude hai, ajeeb gharyal"

Rahim: "ab is bechare ne kya kardia?"

Umeed: "itne tameez se coffee ka pocho to iske nakhre khatam nahi hote"

Rahim: "agar wo nakhre na bhi kare to tab bhi apko hi masla hai"

Umeed: "silence Rahim" said angrily and Rahim put his finger on his lips.

Then Umeed went towards her room and Rahim started laughing like hell. Then he again started concentrating on his book.

🤧

In night, Ahmed was peacefully sleeping on a bed, Umeed was looking at the sky and remember her sister, mother and father. Some tears filled in her eyes and some tears dropped from her eyes. Rahim came there and put his hand on her shoulder. Umeed wipe her tears and look at him with a soft smile.

Rahim: "smile ke peeche tears chupa rahi ho?"

Umeed: "ye tears kabhi khatam hote hi nahi hain, kya karun?"

Rahim: "hojaingay, jab koi zindagi mein akar zindagi ko khubsorat bana dega to sare dukh khatam hojaingai" he replied softly.

Umeed: "meri zindagi mein ab tumhare aur Ahmed ke ilawa koi bacha hi nahi hai, tum dono hi meri khushi ho"

Rahim: "Laiba api yaad arahi hai na?"

Umeed: "han, bht yaad arahi hai"

Rahim: "api apko pata hai ke Farjaad bhai ne mujhse kya kaha tha?" He said softly

Umeed: "kya?"

Rahim: "ke mein jab bhi Laiba api aur Rayyan bhai ko yaad karun to khushi se yaad karun"

Umeed: "to mein ise khushi se hi to yaad karahi hun"

Rahim: "is tarah roo kar, apko pata hai na ke jab ham Laiba api se naraz hojate the to wo kese manti thi?"

Umeed: "hamari favourite dish ko banakar samne lekar ajati thi aur ham ise phir bhi kha lete the"

They both giggled and suddenly Umeed phone started ringing, she went towards the table and saw his phone, Rahim went towards her.

Ahmed: "kiska phone hai api?"

Umeed: "pata nahi, unknown number hai"

Ahmed: "attend karo aur loud speaker par lagao"

Umeed nodded yes and receive the call, she opened the loud speaker and said.

Umeed: "hello kon baat karaha hai?"

Farjaad: "Farjaad baat karaha hun" he said in attitude tone.

Umeed and Rahim look at each other and Rahim was continously trying to control his laugh, Umeed angrily look at him.

Umeed: "apko mera number kahan se mila hai?"

Farjaad: "mere liye number nikalwana koi mushkil baat nahi hai" he was walking in balcony while smoking.

Umeed: "to apne mujhe kyu call ki hai?" She asked curiously.

Farjaad: "mujhe apse bht zarori baat karni hai" he said in a soft tone.

Umeed: "jee kahiye?"

Farjaad: "abhi nahi, kya ham kal bahar mil sakte hain?"

Umeed: "jee??" She looked at Rahim and he gesture her to say yes, Umeed gestures no but Rahim force her and gesture her to say yes.

"Jee, lekin apko kya baat karni hai?"

Farjaad: "wo mein apko kal hi bataonga, mein ap ko location bhej raha hun. Kal ap theek 5 bje wahan phonch jaiye ga"

Umeed: "acha theek hai" she said in hesitation.

Farjaad: "ok bye" he says immadiately and cuts the call. Umeed put the phone on side table.

Umeed: "aisi kya baat karni hai is Halaku khan ko jo ye pagal horaha hai?"

Rahim: "tum kal jana aur  baat karna"

Umeed: "mein tumhe mana karahi thi ke mujhe mana karne do lekin pata nahi tumhara shayad dimag kharab hogaya hai" she said angrily.

Rahim: "api, shayad koi zarori baat ho isliye kal chali jana"

Umeed: "hmm lekin tum mere saath chalna"

Rahim: "nahi mein yahan apne Ahmed ko sambhalonga, tum jaana aur baat karna"

Umeed: "theek hai" she said in a demanding tone.

🫣

Next Day, Umeed and Rahim were taking breakfast and Umeed was in her thoughts, she didn't eat properly. Rahim notices her.

Rahim: "kiske khayalon mein gum ho?"

Umeed: "Farjaad ke"

Rahim: "kya hogaya, lagta hai Farjaad ne raaton ki neende haram kardin hain" he said sarcastically and started teasing her.

Umeed: "tum zara na apni age ko dekh kar batein kia karo, aur kuch khuda ka khouf karo. Mere matlab hai ke mein ye soch rahi hun ke wo kya baat karega?" She said angrily.

Rahim: "wo jo baat karega, ap ko pata chal jaiga lekin filhal ap nashta karlen"

Umeed: "mujhse nahi khaya jaraha, pata nahi wo Halaku khan ne 5 bje ka time dia hai, ajeeb"

Rahim: "wo business karte hain, hamari tarah farig nahi hain"

Umeed: "baat suno, ye Farjaad ki chamcha giri karna band kardo, warna mein tumhe ghar se nikal dungi aur phir tum Farjaad ke sath reh lena"

Rahim: "han to Farjaad bhai mujhe rakh bhi lenge, inhe ek beta miljaiga aur kya chaiye"

Umeed: "beta?, ye beta word sirf tumhe mein keh sakti hun aur koi nahi to zyada fuzool batein mat karo" she said in a irritated tone.

Rahim: "Umeed pasha, itni jealousy achi nahi hoti" he giggled.

Umeed: "acha acha, bas theek hai. Fuzool batein nahi karo"

Then Umeed started sipping on a tea. Then Umeed also pour 1 cup from the cattle and started sipping.

Rahim: "api, ap Farjaad bhai ko chai par bula len"

Umeed: "wo chai nahi coffee peete hain"

Rahim: "oho, itni jaldi iski pasand ka bhi pata chal gaya, wow"

Umeed: "baat suno, ise jab meinay chai ka pocha tha to inhone ne bataya ke wo coffee peete hai"

Rahim: "oh acha, to koi baat nahi. Ap apne hath ki chai try karwa dena, kya pata unhe apki chai se mohabbat hojai" he wink at her and Umeed make a angry face.
"Acha acha, mazak karaha hun" he giggled and Umeed smiles on him.

At 5;00pm, Umeed comb his hairs infront of mirror, she was in a simple navy blue dress. She was completely ready and looking beautiful as always. Then she went outside the room. Rahim was watching tv in launch. Umeed came to him.

Umeed: "acha Rahim, mein nikalti hun. Ahmed ka khayal rakhna" she said in demanding tone.

Rahim: "oho, aj kya Farjaad bhai par bijliyan girane ka irada hai?" He said in a teasing tone with a wink.

Umeed: "tumhara to mein ilaj akar karti hun, tumhare andar sharam khatam hogai hai" she said in a angry tone and Rahim giggled.

Rahim: "acha theek hai, jao. Farjaad jiju intezar karahe honge"

Umeed: "ek minute, kya kaha "juju?" She was shocked and Rahim also realized what he had said.

Rahim: "i mean, Farjaad bhai intezar karahe honge" he covered his compliment.

Umeed: "tum apni zaban ka ilaj karwao, bht zyada chalne lagi hai" she said rudely.

Rahim: "acha ab jao bhi aur aram se drive karna, apna khayal rakhna" he said softly.

Umeed smiles and nodded her head, then she gesture to say "bye"and leaves. Rahim also said "bye" to her.

🙂

Umeed reached in the restaurant and waiting for Farjaad, its already 5:40 pm and Umeed was so annoyed and angry because she was continously waiting since 20 mintues. Suddenly Farjaad enters in the restaurant and everyone were look at him, he was in 3 piece suit, wore glasses, and he came to Umeed and sit opposite to her. He starring at Umeed continously and Umeed was looking around.

Farjaad: "i am sorry, ap ko meri wajah se wait karna para"

Umeed: "its ok lekin agar ap har cheeze mein punctual hain to apko in cheezon par bhi hona chaiye"

Farjaad: "mere liye buisness first priority hai aur baki sab baad mein" he said in attitude

Umeed: "mere liye rishte 1st priority hain"

Farjaad: "sab ki soch different hoti hai, ham dono ki bhi bht different hai"

Umeed: "ap mujhe ye bataiye ke apne mujhe kyu bulaya hai?" She asked in hesitation.

Farjaad: "mujhe apse bht zarori baat karni hai"

Umeed: "aisi kya baat hai jiske liye ap ne apna time waste kia aur mujhe yahan bulaya" she said sarcastically.

Farjaad: "mein apse shaadi karna chahta hun" he said immadiately and confidently. Umeed got shocked to heard his sentence.

Umeed: "what?" She said with a shocking face expression.

Farjaad: "meinay koi galat baat kehdi?"

Umeed: "are you in your senses, apko pata bhi hai ke ap kya kehrahe hain?" She said angrily but in slow tone.

Farjaad: "mein apse shaadi karna chahta hun aur wo bhi sirf Ahmed ki wajah se"

Umeed: "Ahmed ki wajah se, wo kyu?"

Farjaad: "mein chahta hun ke Ahmed mere samne rahe aur ap se bhi dur na ho, ham dono mil kar Ahmed ka khayal rakh sake" he explained in a soft tone.

Umeed: "Ahmed ka khayal mein bht ache se rakh rahi hun, apko iski fikar karne ki zarorat nahi hai" she said rudely.

Farjaad: "wo mere bhai ka beta hai, mere bhai ki akhiri nishani hai, mein ise aur dur nahi reh sakta. Mein chahta hun ke wo meri ankhon ke samne rahe"

Umeed: "aur 2 saal pehle ap kahan the, jab apko Ahmed yaad nahi aya?" She asked in emotional tone.

Farjaad: "mein apne buisness ko establish karne ke liye canada mein tha, wahan sab kuch settle karke yahan aya hun aur kab se Ahmed ki talash mein hun. Please ap meri baat ko samjhne ki koshish kijiye"

Umeed: "Ahmed mera beta hai, wo mujhse dur nahi reh sakta"

Farjaad: "wo mera bhi beta hai, hamara khoon ka rishta hai.Apko meri baat samjhni hogi, ap mujhse shaadi karlen"

Umeed: "ham dono wese bhi to Ahmed ka khayal rakh sakte hain?"

Farjaad: "Umeed, ap meri baat samjhne ki koshish kijiye. Mein Ahmed ko uske ghar lekar jana chahta hun, Ahmed ka asli ghar wo hai jahan se Rayyan wabasta hai" he replied to her in emotional tone.

Umeed: "ap ke liye ye baat kehna bht asaan hai lekin mere upar ek nahi dou beton ki responsibility hai. Rahim, wo mere ami abu ki akhiri nishani hai aur Ahmed, meri bhen ki akhiri nishani hai, mein dono mein se kisi ko bhi nahi kho sakti" some tears filled in her eyes.

Farjaad: "Umeed, ap Rahim ki fikar nahi kijiye, iski responsibility meri responsibility hai"

Umeed: "nahi, mein nahi chahti ke mera bhai kisi par bojh bane, ap please ye shaadi ki baat khatam karden"

Farjaad: "to theek hai, ap Ahmed ko mere hawale karden" he said in strict tone.

Umeed: "nahi ye bhi possible nahi hai, mein apni bhen ke bete ko apne se dur nahi karongi"

Farjaad: "to phir mein bhi apne bhai ke bete ko kisi se dur nahi karsakta, meri baat par gour karein"

Umeed: "ap please, meri baat samjhne ki koshish karen, mein abhi itni jaldi koi faisla nahi kar sakti" she said in a emotional tone.

Farjaad: "to theek hai, ap sochiye aur phir mujhe jawab dedi jiyega"

Umeed slightly nodded her head and was so confused. She can't take any decision, she was so stressed at that time. Then a waiter brings a 2 cups of coffee. Farjaad gesture her to drink coffee but Umeed gestures no.

Farjaad: "mein apko stress dena nahi chahta hun, ap coffee pili jiye"

Umeed: "nahi, mujhe coffee nahi peeni, mera dil nahi chah raha"

Farjaad: "to theek hai, mein pora menu order karlonga, phir ap ko jo samjh aye wo try kar lijiye ga"

Umeed got shocked to see his behaviour. She make a face and take a cup in her hand. Farjaad slightly smiles and started sipping on coffee.

Then after sometime, they both went outside the cafe and suddenly.

"To Be Continued🤍"

You guys are my support system, thank you so much for motivating me and correcting my writing errors. Do comments and votes, don't forgot to give your reviews❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro