"Episode 05"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

They both went outside the cafe but suddenly rain was started. Umeed was so worried to see rain and Farjaad notices her.

Farjaad: "ye to bin mausam barish ho rahi hai"

Umeed: "har cheeze mere opposite hi hoti hai"

Farjaad: "hamai kuch time ke liye cafe ke andar bethna chaiye, jab barish rukegi to chale jayenge"

Umeed: "hmm"

Then they both enters in cafe and sits opposite to each other. Umeed take out her phone from the bag and trying to call Rahim but she can't because of networks issues. Umeed become worried.

Farjaad: "koi problem hai?"

Umeed: "mein Rahim ko call karna chah rahi hun lekin network issue araha hai" she said in worried tone.

Farjaad: "don't worry, ham ghar phonch jaingay"

Umeed just nodded her head and Farjaad was scrolling his phone. Umeed notices him and make a face.

Umeed(inside): "ye to paka gharyal hai, time ke peechne bhagne wala"

Farjaad(inside): "bas ab ye baat iski akal mein ajai, warna ise samjhana to kisi jang se kam nahi hai"

Umeed(inside): "attitude aur bharam baazi dikha kar log ise impress hojate honge lekin mein Umeed pasha hun, mein ise kabhi impress nahi hongi"

🤧

Rahim was waiting for Umeed since 1 hour and he was so tensed as well. He was continously calling her but her phone was off and he become more worried. Some negative thoughts disturbs him and then he went outside the house but it was still raining. Then he went to Umeed's room where Rahim was sleeping peacefully.

🙃

Umeed was still trying to call Rahim but there was still network issue due to rain.

Umeed: "barish to rukegi nahi, isliye mein jarahi hun" she said to Farjaad in a innocent tone.

Farjaad: "akele?"

Umeed: "han to mein akele ayi thi to akele hi jaungi na"

Farjaad: "mein apne driver ko keh deta hun ke wo apki gaari ghar chordega, ap mere sath chalein"

Umeed: "nahi, apko bilawaja problem hogi"

Farjaad: "dekhiye, meinay apko bulaya tha na to apko mein hi drop karonga, chaliye" He insist her.

Umeed thinks something and nodded her head. They both leaves from the restaurant and immadiately went to his car. He opened the car door for her and Umeed sits in passenger seat. Then he sits on a driving seat and leaves from there.

🫣

Rahim was still waiting for her beloved sister. Some tears filled in his eyes actually he was almost crying. He started praying and tears was dropping from his eyes. Suddenly the door bell rings and Rahim immadiately ran towards the main gate, he opened the gate and Umeed enters in the home, Farjaad enters after her, Rahim immadiately hugs Umeed and she hugs her back. Farjaad looked at them.

Rahim: "api, ap kahan chali gai thi" he said in a husky voice.

Umeed: "beta, mein phas gai thi. Tum itna pareshan kyu hogaye ho?"

Rahim: "nahi, tum pehle batao itni der mein kyu ayi" he said in a childish tone.

Umeed: "aree yaar, barish ki wajah se signals nahi arahe the aur mujhe restaurant mein rukna para isliye"

Rahim broke the hug and Umeed look at him, she saw some tears in his eyes and she got surprised.

Umeed: "aree tum ro rahe ho? Mein ab agai na"

Rahim: "api, mujhe bht dar lagraha tha. Apne itni der lagadi"

Umeed: "is mein darne wali kya baat hai beta?"

Rahim: "pehle Laiba api aur Rayyan bhai the to dar nahi lagta tha. Ab bht dar lagta hai" he said innocently and Farjaad lowering his glaze.

Umeed: "i am sorry, ab der nahi hogi, mein to apke sath hun na" she wipe his tears and again hugs him. Farjaad smiles on them.

Farjaad: "acha ab mein chalta hun, phir Ahmed se milne aonga"

Rahim: "ap andar ajaye na, Ahmed abhi soraha hai. Thori der mein chale jaiye ga"

Farjaad: "nahi, meri important meeting hai aur mujhe jana hai"

Rahim nodded her head and Umeed was still silence. He leaves from there and Rahim waving his hand towards him. Then Umeed closed the door and they both went inside the home. After sometime, Umeed freshen up and make 2 cups of tea. She enter in Rahim's room and sits infront of her.

Rahim: "api, kya baat hui? Kafi der se curiosity horahi hai"

Umeed: "jo baat hui hai na wo na hi pocho"

Rahim: "batao to? Hua kya hai?" He trying to understand her concern.

Umeed: "wo Farjaad ne mujhe purpose kia hai" she replied in hesitation.

Rahim give a shocking reaction on this sentence and started laughing like hell. Umeed make a face and angrily look at him. Rahim burst into laughter even he sits on groun while laughing. He came in his senses.

Rahim: "api, tum mazak karahi ho?" He giggled.

Umeed: "mein serious kehrahi hun, isne yehi baat ki hai" she said angrily.

Rahim: "kahin Farjaad bhai ko tumse mohabbat to nahi hogai?" He said while smiling.

Umeed: "tum na kuch sharam karlo, isne mujhse Ahmed ki wajah se shaadi ka kaha hai" she slightly slaps on his shoulder.

Rahim: "kya matlab?"

Umeed: "matlab ye ke wo chahte hain ke mein aur wo milkar Ahmed ka khayal rakhen, i mean parents bankar"

Rahim: "acha, to is mein masla kya hai?"

Umeed: "han to Farjaad ne mujhse kaha hai ke mein unse shaadi karlun"

Rahim: "api, tumhari lotery nikal rahi hai, han kardo" he said in excitement.

Umeed: "kya bakwas karahe ho, meinay ise mana kia hai aur sirf ye kehdia ke soch kar bataongi"

Rahim: "api, Farjaad bhai bht ache hain. Ahmed bhi unse bht attached hone laga hai. Ap please unse shaadi karlen"

Umeed: "ye sab itna asaan nahi hai jitna tumhe lag raha hai"

Rahim: "api, Ahmed ko use mama aur baba dono miljaingay, wese bhi Farjaad bhai bht ache hain. Mujhe wo bilkul Rayyan bhai ki tarah lagte hain"

Umeed: "ek number ka kharoos insaan hai, time ke peeche bhagta hai aur sirf apne buisness ke peeche pagal hai"

Rahim: "to ap buisness ki wajah se unse shaadi nahi karna chahti?

Umeed: "nahi yaar, shaadi ek bht bari responsibility hai aur meri responsibility tum bhi to ho. Mein tumhe chor kar wahan kese jaongi?"

Rahim: "to mein konsa kahin jaraha hun, yahin par to hun. Akele rehne ki adat bhi hai aur dar bhi nahi lagta" he explained in relaxing tone.

Umeed: "abhi kuch der mein tumse dur hogai to tum itna dar gaye aur ab kehrahe ho ke dar nahi lagta"

Rahim: "mera dar wo nahi tha ke ap mujhse dur hogai lekin dar wo tha ke ap kisi musibat na phas jain, mujhe bure negative thoughts arahe the"

Umeed: "to tum akele reh loge, mere bagair?"

Rahim: "to kya ap sari zindagi isi ghar mein mere aur Ahmed ke khayal rakhne mein guzar dengi?"

Umeed: "shaadi ka jab waqt aiga to dekha jaiga na, abhi kya jaldi hai?" She said irritately.

Rahim: "api, Farjaad bhai ne bht acha decision lia hai. Ap khud sochen, Ahmed ka tumne maa bankar aur meinay bara bhai bankar khayal rakh lia lekin koi aur ise accept nahi karega. Ahmed ko sab se zyada jo pyaar karsakta hai to wo hain Farjaad bhai. Khoon ke rishte kabhi moo nahi morte, jo morte hain wo selfish hote hain aur agar Farjaad bhai selfish hote to kabhi bhi wapis laut kar nahi ate"

Umeed: "meinay pehle bhi 2 saal Ahmed ka khayal rakha hai na, to agai bhi rakh longi"

Rahim: "api, agar Farjaad bhai Ahmed ko apne ghar lekar jana chahte hain to is mein kya burai hai?"

Umeed: "mein shaadi nahi kar sakti"

Rahim: "api, ap sirf Ahmed ke liye raazi hojain. Ye soch kar ke Ahmed ko ise baba miljaingay. Wese bhi jese hamari bhen ka beta hai to wo Rayyan bhai ke bhai ka bhi to beta hai na. Farjaad bhai ke sath sirf Daniyal bhai hain. Dono apne hain, Ahmed ko chahte hai"

Umeed: "Rahim, tum akele kese rahoge?"

Rahim: "mein akela kahan hun, tum kabhi kabhi ajana ya mujhse baat karti rehna, dekho mein yahan bilkul theek hun. Ap please apne liye faisla karo aur Farjaad bhai ko han kardo" he said innocently and wanted to convince karo"

Umeed: "mujhe sochne ke liye thora time chaiye" she said in worried tone.

Rahim: "pareshan nahi ho, chai peeyo aur chill karo"

Then he take a cup from side table and give it to her. Umeed softly smiles and take the cup. They both started sipping on tea.

Umeed: "wese ye bari bari batein karna kahan se seekhli hain?"

Rahim: "tumhari sohbat ka asar hai" he giggled and Umeed also giggled

😄

Farjaad was standing in balcony, look outside and he was smoking. He was in deep thoughts.

Farjaad: "Umeed agar nahi mani to, nahi ise mana parega. Meinay iske bhala socha hai, mein nahi chahta ke Ahmed ise dur hojai. Mein khud bhi Ahmed se dur nahi reh sakta isliye mein bhi Ahmed ka khayal rakhna chahta hun"

Daniyal came there with 2 cups of coffee, Farjaad still thinking about Umeed decision. Daniyal put the cups on the table and pinch on his face. Farjaad came in their senses, Daniyal take a cup and give it to him. Farjaad take a coffee cup and sits on chair. Daniyal sits opposite to him.

Daniyal: "bhai, Umeed se baat hui?"

Farjaad: "han hui hai, tumhara idea flop hota dikh raha hai. Tumhare pass aise ideas ate kahan se hain?"

Daniyal: "bhai, meinay koi galat idea nahi dia hai, ap khud bataiye meinay galat advice di hai?" He asked confidently

Farjaad: "yaar tumhari advice agar galat lagti to mein itni bari baat kabhi nahi karta, masla ye hai ke Umeed ko bhi samjhne ki koshish karni chaiye"

Daniyal: "inhone mana kardia?"

Farjaad: "wo ye shaadi karna nahi chahti, wo Rahim ki bare mein soch rahi hai" he replied to him.

Daniyal: "to bhai, ham Rahim ko apne sath rakhenge. Kitna maza aiga, 2 bache ghar mein honge, wese bhi pora ghar sunsaan hogaya hai"

Farjaad: "meinay ye baat kahi thi, mein khud chahta hun ke Rahim mere sath rahe, lekin Umeed nahi maan rahi hai" he said in irritated tone.

Daniyal: "bhai, Rahim aur Umeed, Rayyan bhai se bht attached the aur isliye Rahim yahan ane se ghabra raha hai"

Farjaad: "ye baat to sach hai, Rahim aur Umeed, Rayyan se attached the, Rahim bht innocent hai hamesha Rayyan aur Laiba ko yaad karta rehta hai, bechare ki life shuru bhi nahi hui thi ke parents chale gaye, then iski bhen chali gayi aur ab sirf iske pass "Umeed" hi hai jise wo bht pyaar karta hai. Aj 1 ghanta late hone par wo rogaya to wo iske bagair kese rahega?" He put his hand on the thumbs.

Daniyal: "bhai, mein Rahim ko convince karonga. Ap fikar na karein, ache sochenge acha hoga. Umeed maan jaigi"

Farjaad: "i hope aisa hi ho kyuke is mein Ahmed ka bhala hai, mein nahi chahta ke ise koi problem ho"

Daniyal: "ap coffee piye, aur chill karein. Mein hun na, sab theek hojaiga"

Farjaad give him a soft smile and Daniyal was trying to calm him.

😄

Next Day, the door bell rings and Rahim went towards the main gate, he opened the gate and Rabia enters in the home.

Rahim: "Rabia api, acha hua ap agai"

Rabia: "kya hua Rahim, sab theek to hai?" She asked curiously.

Rahim: "ye jakar tum apni dost se pocho"

Rabia: "kya hogaya, kya baat hui hai?"

Rahim: "andar to chalo"

Rabia nodded her head and they both went inside. Umeed was in deep thoughts and Rabia enters in the room. Umeed came in her senses and stood up, she hugs her and Rabia hugs her back. They both sit in a sofa.

Rabia: "Umeed, tumhara ticky pack bata raha tha ke koi baat hui hai"

Umeed: "han, hua ye hai ke.." she explained every thing to her from A to Z. Rabia carefully heard her concern.

Rabia: "Umeed, is mein burai kya hai?" She asked confidently.

Umeed: "tum bhi Rahim jesi batein karahi ho"

Rabia: "ek minute, Rahim bilkul sahi kehraha hai. Farjaad se shaadi karogi to Ahmed ko uske parents miljaingai"

Umeed: "lekin mein Rahim ko akela chordun?" She exclaimed.

Rabia: "dekho tum Rahim se in touch mein rehlena ya kabhi ise apne pass bula lena, lekin jo Farjaad ne kaha hai iski baat manlo" she trying to convince her.

Umeed: "lekin bht hi strange lag raha hai, ek ghar se alag ghar jana"

Rabia: "ye sab tumhare liye strange hai. Wo to Ahmed ka ghar hai na, jahan iski family hai. Wese bhi wo koi unknown log nahi hain, Ahmed ke apne hain" she explained her and trying to make her comfort.

Umeed: "aur agar mein wahan adjust na ho pai to?"

Rabia: "wahan hai hi kon? Sirf, Farjaad aur Daniyal hi to hain"

Umeed: "ye mere liye bht mushkil faisla hai, achanak se Farjaad wapis agaye phir uske baad ye shaadi?"

Rabia: "dekho agar tum kisi aur se bhi shaadi karti to tum Ahmed ko chor kar chali jati?"

Umeed: "kabhi nahi, meinay Laiba se wada kia tha ke Ahmed aur Rahim ka khayal rakhongi" she said in a dull voice.

Rabia: "to sirf Laiba aur Rayyan bhai ke khatir hi maan jao, kya pata tumhe Farjaad se mohabbat hojai?"

Umeed: "nahi tauba karo, Farjaad se mohabbat to kabhi nahi hosakti" she said irritately and confidently.

Rabia: "wo to baad mein pata chal jaiga, filhall tum meri aur Rahim ki advice par focus karo aur Farjaad ko han kardo"

Umeed: "wese jo baat hai Farjaad khan paka koi jadugar hai, pehle mere dono bache iski favour mein hain aur ab tum iski favour mein agayi ho" she said angrily and look at her with angry glance.

Rahim enters in the room with 3 cups of tea, while holding a tray. He put the tray on the table.

Rahim: "api Farjaad bhai se jal jal kar pagal hogai ho" he giggled.

Rabia: "ye tumhe chai banani kab seekhli?"

Rahim: "api ki shaadi ke baad to sare kaam mujhe karne hain, to adat honi chaiye na" he said in a chilling and relaxing tone. Umeed angrily look at him.

Umeed: "meri baat suno, meinay abhi han nahi ki hai"

Rabia: "han to tumhe karni paregi, zara socho aur samjho. Filhall chai peeyo taake thora dimag fresh ho"

Umeed make a face and Rabia gives her a cup from the tray. Umeed take a cup and they started sipping on a tea. Suddenly door bell rings and Rahim went outside the room.

"To Be Continued❤️"

Thank you so much for the beautiful comments and for support. Please give me your reviews and tell me how is the episode??

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro