Shot#7: The Confusion

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Next day, it was party and everyone were drinking and enjoying themselves. Music played and Preeta and Rishab danced together. Karan too danced with the girls but even when Preeta went to dance with him once, she returned back to Rishab.

Haye Ye Meri Aankhe
Raat Bhar Kare Baate Teri
Ye Teri

Aaye Jo Teri Yaade
Ruk Ruk Chale Saanse Meri
Ye Meri

Ha Mujhe Pyar Hai Tumse Ha
Tujhme Hi Toh Mera Jaha
Manhari Tanhari Sukumari Priyatama

Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patalena
Ruwa Naari Manahari
Sukumali Numba Thama

Nasha Sa Tera Ho Gaya Hai
Dil Yeh Mera Kho Gaya Hai
Tu Hi Tammana Hai
Tu Hi Toh Chahat Hai
Milti Tujhse Dil Ko Rahat Hai

Tu Hi Sukoon Hai
Tu Hi Junoon Hai
Tu Hi Fitoor Hai
Tera Suroor Hai

Tere Bina Na Jeena Kabool Hai
Tere Bina Toh Jeena Fizool Hai

Ha Mujhe Pyaar Hai Tumse Ha
Tujhme Hi Toh Mera Jahan
Manhari Tanhari Sukumari Priyatama

Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patalena
Ruwa Naari Manahari
Sukumali Numba Thama

Tere Bina Nahi
Meri Shaam Guzar Payegi
Lele Mujhe Baahon Mein
Raat Sanwar Jayegi

Haule Haule Dil Yeh Mera
Hone Laga Hai Yeh Tera
Zara Zara Meri Tarah
Tu Bhi Mujhe Dekhna

Haan Mujhe Pyaar Hai Tumse Haan
Tujhme Hi Toh Mera Jahan
Manhari Tanhari Sukumari Priyatama

Hitha Langama Dawatena
Huru Pemaka Patalena
Ruwa Naari Manahari
Sukumali Numba Thama

R: you're such a great dancer

Pr: thanks, it was nice to dance with you, time spend tumhare saath karne mein ek alag sa sukoon ek alag si feeling deta hai

Rishab smiled.

R: really?

Pr: haan

R: Preeta, thanks for the compliment

Preeta smiled. Karan went and grabbed a microphone.

K: attention please! Ab jab dance khatam ho gaya hai, toh ek singing contest bhi kar he letay hain, what say?

The crowd cheered.

K: okay toh main 2 lines kahoon ga, jo continue karay ga, woh winner, okay? Let's start. Khwaabon ko aankhon mein jagata koi, seene se neendein laga ke. Continue

He looked on as the crowd shrugged looking at each other, even the girls didn't say a word, even he shrugged.

K: okay, let's drop it, doosra contest kartay hain, jo sab se ziada champagne piye ga, wohi winner ho ga, kaun aaye ga? (Preeta, Shivani, Devanshi, Suhani and Simar walked to the stage) let's start?

The girls nodded and began drinking, he looked on.

Karan thought: great, ab nashay mein koi toh kuchh toh bolay ga

The girls drank and drank and became drowsy but none spoke anything.

K: girls, aap sab ke beech mein tie ho gaya, sab ne ek jitni pi hai, isliye, ab aap log sab stand up comedy karein gay, ab competition ye ho ga ke itni pi kar kaun seedha khara reh sakta hai aur kab tak khara reh sakta hai

Pr: pehle main aaun gi

She said drowsily and stood up and came and grabbed the microphone and tried standing straight but couldn't.

"Yeh toh theek se khari nahi ho pa rahi, ye stand up comedy kaise karay gi?"

Pr: aeyy! Chup karo, challenge accepted, haan toh, aap sab ne ye zaroor suna ho ga, ke Bhagwan har jagah nahi ho sakta isliye us ne maa jaisi hasti ko banaya, lekin aap ne ye kabhi nahi suna ho ga lekin mehsoos zaroor kiya ho ga, ke shaitaan har jagah nahi ho sakta isliye Bhagwan ne boss ko banaya

The crowd laughed including her friends, Rishab and Karan.

Pr: achha batao, sab 7 se kiun darrtay hain? (everyone shrugged looking at each other) kiun ke 7 8 9, means 7 ate nine, 7 ne nine ko kha liya

The crowd laughed again.

Pr: puranay zamanay mein, kya love stories hoti thi, bas thora muskurana, door se sharmana, aaj? Kya hota hai? Chumma chaati, hugs, babies bhi.

The crowd laughed again.

Pr: purane zamane mein bas ek phool se kaam chal jaata tha, aaj zevar ke aagay pyaar bhara khat bhi bekaar, materialistic cheezo'n ke aagay dil ki baatein bekaar, hota hai na aisa? Hmm kya karein? Dhoondne pe Khuda mil jaata hai, kya pyaar aasaani se milta hai?

"Noooo!"

Pr: achha, ek last baat, school mein apna pen kho do, kya hota hai? Pen nahi hota, phir? Notes nahi bantay, us se study nahi hoti, study nahi toh fail, fail ho toh diploma nahi, diploma nahi toh phir kaam nahi, kaam nahi toh paise nahi, paise nahi toh khaana nahi. Phir khaana nahi toh skinny ho jaatay hain. Us ke baad skinny honay ke baad insaan ugly bhi ho sakta hai. Phir ugly ho jao toh pyaar nahi, pyaar nahi toh shahdi nahi, uske bagair bachay nahi, bacho'n ke bagair aap akelay, aur akelapan kaatne ko daurta hai isliye phir insaan depression mein ja sakta hai, depression ek jaan leva bemaari hai, jis se aap marr bhi saktay ho. So moral of the story is that never lose your pen else you may even end up losing your life.

The people in the crowd clapped and laughed. She went and sat at her place on the stage.

Preeta whispered to Devanshi: maine kuchh galat toh nahi kaha na?

Dv: no way

Pr: Karan! Can we just go to sleep? Hum se ruka nahi ja raha

Karan sighed and nodded. The party was called off. He came to Rishab.

K: kuchh pata he nahi chala yaar

R: hmm, kya karein?

K: kuchh samajh nahi aa raha

R: chal koi nahi, mil he jaaye gi, tension mat le, bye kal miltay hain

They shared a hug and Rishab left, Karan went to sleep.

************************************

Next day, when it was almost night, Rishab entered Karan's house garden because the garden came before the house, and he was there to meet Karan only to know if he found about the girl but then he saw Preeta walking in the garden and singing, the song he heard shocked him.

khwabon ko ankhon mein jagata koi
seene se needein laga ke
raaton ko dhire se sulata koi
chahat ki thapki dila ke

Rishab just stood there dumbstruck by her lovely mesmerizing voice.





tooti padi hai badan me mere, mohabbat ki kitni angdaiyaan
aanken khule aur chule mujhe, chahta hai dil ye ruswaiya
khwabon ko ankhon me jagata koi, seene se needein laga ke

He watched as he twirled with her body glowing in moonlight, she always looked more beautiful in moonlight.





nazro ke chubte hai teer hazaro
marham laga do baharo
humdardiyo ki sada se pukaro
nazar se na apni utaro

hoton pe rakhi rahi
meri ye baat, meri wo baat
kisi se kahe na kabhi jaake wo

khwabon ko ankhon mein jagata koi
seene se needein laga ke
raaton ko dhire se sulata koi
chahat ki thapki dila ke
hai jagata sulata khwabon ko, hai khwabon ko

He was lost as well as heartbroken that she is the girl who wrote the love letter to Karan, because he had started feeling for her.

padhle kitabein isharo ki dilbar, sab likh diya hai humara
suljha do mujhko bhi uljhi hui hu, ehsan hoga tumhara
banke paheli rahi meri ye raat
meri wo raat kisi se hui na ye subha

khwabon ko ankhon mein jagata koi
seene se needein laga ke
raaton ko dhire se sulata koi
chahat ki thapki dila ke

tooti padi hai badan me mere, mohabbat ki kitni angdaiyi
aanken khule aur chule mujhe, chahta hai dil ye ruswaiya
khwabon ko ankhon me jagata koi, seene se needein laga ke

Preeta had stopped singing as she completed the song and was now just dancing under the moonlight with Rishab standing far watching her in a trance. Here he had started to feel for her and there she had already written a love letter to his brother cum best friend Karan.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro