Shot#8: The False Confession

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Rishab went inside the house getting unnoticed by Preeta as she was busy dancing in the moonlight. As soon as he stepped inside, his eyes searched for Karan and he saw him coming out of his room with dark circles around his eyes.

R: Karan! (Karan looked at him) aa ja, mil gayi

Karan came to him.

K: kya hua? Kaun mil gayi?

R: wohi larki jis ne tujhe woh letter likha, aur woh aur koi nahi tumhari jangli billi Preeta hai, usi ne likha woh sab, usi ne us billi ko bheja, aur wohi woh gaana ga rahi thi bahar, chal

He grabbed his hand and took him outside and showed Preeta to him who was still humming the same song slowly. Karan was mesmerized seeing her in moonlight, he never saw her that ways but today he felt something different towards her.

K: tu yaheen ruk, main aya

He said and walked to Preeta who stopped twirling seeing him and looked at him from top to bottom and then finally gazed in his eyes. She cleared her throat seeing him stare at her snapping him out of his thoughts.

Pr: kya hua? Pehle kabhi dekha nahi jo aisay dekh rahay ho?

K: umm aisa kuchh nahi, Preeta, woh kehna ye tha ke...

Pr: ke?

Suddenly he held her waist and pulled her close shocking her, she widened her eyes.

K: I love you too

She creased her eyebrows and and lowered her head and sighed. He waited for her response but to his shock, she pushed him away.

Pr: what do you mean by I love you too?

K: and what do you mean? Didn't you only propose me Preeta? Tum ne nahi likhi woh pyaar bhari chitthi mujhe? Tum ne nahi bheja us billi ko mere paas gulaab ke phool ke saath? Aur ye gaana jo tum ga rahi thi, ye tum ne uss chitthi par bhi toh likha tha Preeta

Pr: chitthi? Billi? Gulaab ka phool?

K: thehro, main laata hoon, dikhata hoon, tumhari memory refresh karta hoon

He ran inside trespassing Rishab leaving Preeta confused. Rishab gazed at her with a broken heart. Karan came back and once again he trespassed him and went to Preeta and showed her the letter and rose. She read it and shrugged and gave it back to him.

Pr: umm Karan, sorry to say lekin ye letter bhi maine nahi likha, ye gulaab ka phool bhi maine nahi bheja, lekin ye gaana jo main ga rahi thi, woh toh recently maine YouTube pe suna, sorry Karan, main tum se pyaar nahi karti, main tohhh... (she walked to Rishab confusing the duo and she grabbed Rishab’s hand and pulled him with her towards Karan) is se pyaar karti hoon, Rishab se.

K: Rishab se?

R: haan Preeta, mujh se? Ye kab hua? Really? Kya tum sach mein mujh se pyaar karti ho?

Pr: kab hua matlab? Sab se pehli fight Karan se hui toh saath mein tum se bhi toh hui thi na? Aur woh jo drive pe gaye thay? Seaside pe gaye thay? Match kheli thi? Aur woh jo pair mein moch aayi toh goad mein uthaya tha? Jo party mein dance kiya tha? Un sab ke beech he mujhe tum se pyaar hua tha Rishab, haan Rishab, main tum se pyaar karti hoon, mujhe pyaar hai tum se Rishab, I love you

R: really? (he smiled and she smiled back and encircled her arms around his neck, he also grabbed her waist slowly) I love you too Preeta

They shared a tight hug, Karan went back inside with the letter and the rose and sat in his room.

K: woh larki Preeta nahi hai jo mujh se pyaar karti hai kiun ke Preeta toh Rishab se pyaar karti hai, phir kaun hai woh?

He got thinking. Meanwhile, outside in the garden, Rishab and Preeta were still in the hug but slowly, she released the hug.

R: Preeta, I am so happy, mujhe toh laga mujhe umeed he chhor deni chahiye, mujhe laga tum mujh se nahi Karan se pyaar karti ho, lekin thanks Preeta ke tum mujh se pyaar karti ho

Preeta sighed and became sad.

R: kya hua? Tum itni sad kiun ho gayi?

Pr: sorry Rishab

R: sorry? Kiun?

Pr: na tum se, na Karan se, main dono mein se kisi se pyaar nahi karti, main toh bas apnay Dev se pyaar karti hoon

R: Dev?

Pr: haan Dev

R: ab kahan hai woh?

She looked on.

Meanwhile, inside, the girls were sitting together.

Dv: kal Preeta ne kya comedy ki hai yaar? Mazay he aa gaye, kya kamaal ki larki hai, awesome

Si: hmmm main toh humesha bolti hoon, tum log he us bechari ko chiratay ho yaar

Sh: waise hai kahan woh?

Su: arayyyy woh madam ka mood nahi aaj humare saath time spend karne ka, let's give her some space

Dv: you're right, waise yaar, kabhi koi love story rahi tum sab ki?

Si: mujhe pyaar pe rarely yakeen tha, lekin tha

Su: main pyaar vyaar ke chonchlo'n se aagay hoon bohat

Sh: main shaant ho kar films dekh loon wohi bohat hai, else I hate love stories

Karan overheard everything and went to his room.

K: ye ho kya raha hai? Koi aur he hai kya woh larki? Nahi, honi toh in mein se he chahiye, phir... Kya yaar, koi pyaar pe yakeen nahi karta? That's impossible, ya phir ye lambi lambi chhor rahay hain, kya karooon? Haan, handwriting, kal main in ko dhokay se na writing speed ke bahanay handwriting samples le loon ga aur match kar loon ga, phir toh woh larki saamne aa he jaye gi

He grinned.

Meanwhile in the garden, Preeta was gloomy talking to Rishab.

Pr: Dev... Hmm, college ke time, curriculum classes hoti thi, hum dono first aid wali classes mein thay, aur normal first aid seekh rahay thay doosre students ke saath, us ke dimaag mein ye baatein mushkil se ghussti thi, lekin woh ye sab bas maa baap ke liye seekh raha tha, kiun ke woh chahte thay woh doctor ban jaaye, normal physician he sahi, ek din, bas ek doosre ke peechhe bhaagte bhaagte, mujhe bohat zorr se lagi, us din us ne marham patti kar ke surprise kar diya

Flashback :

Dev bandaged Preeta's elbow as it was injured, she just watched as he did that very carefully.

Pr: jhoot kaha tha na? Sab kitna achha kar letay ho phir bhi...

D: you're right Preeta, mujhe sab aata tha, main toh bas bahana dhoondta tha tumhare paas aane ka, because I started feeling for you

They had an eye lock.

Aashiyana Mera Saath Tere Hai Na
Dhundte Teri Gali Mujhko Ghar Mila

He kissed her cheek as she closed her eyes.

Aabodaana Mera Haath Tere Hai Na
Dhundte Tera Khuda Mujhko Rab Mila

She also kissed his cheek.

Tu Jo Mila Lo Ho Gaya Main Kaabil
Tu Jo Mila Toh Ho Gaya Sab Haasil
Mushkil Sahi Aasan Hui Manzil
Kyunki Tu.. Dhadkan Mai Dil..

They joined foreheads.

Fb end.

Preeta smiled sadly.

Pr: kitne khush thay hum saath mein, chahte nahi thay woh time khatam ho, lekin achha waqt bhi kahan humesha ke liye rehta hai.

She wept, Rishab hugged her and she hugged him back.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro