4~Rise In Career

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The curtains were open, sun shone and sunlight shone on the newly married couple's face. Manmeet covered her face but then opened her eyes and looked around. She picked her phone and saw that she had woken up 30 minutes before her alarm. She kept her phone back and her gaze went on Rajkumar who was sleeping peacefully and looked really cute while sleeping. Before she realized, a smile had formed on her face. She touched his face softly without disturbing his sleep and then took her hand back, her gaze was fixated on his face. She sat up a little while leaning her side to the headboard and caressed his hair. He stirred a little and she took back her hand and realized what she was doing, her smile dropped.

Manmeet thought: ye mere chehre pe itni hassi kiun? Aur ye main kya kar rahi thi? Kuchh din huay hain bas ke main isay jaanti hoon, kal he shahdi hui hai, aur itne se din mein itna lagaav? Mumma papa theek kehte hain, jis se shahdi likhi hoti hai na woh jab saamne aata hai toh khud he mann ban jaata hai shahdi ka. Main kahan shahdi karna chahti thi, lekin jaise he Rajkumar ka rishta aya, maine haan kar di, kiun ke mera jora is ke saath pehle he se aasmaan mein bana hua tha, jo Bhagwan ne banaya tha, Bhagwan kisi ko akela nahi chhorta, isliye toh Bhagwan ne Rajkumar ko itna unique banaya bilkul mere type ka, jis se main milte he shahdi ke liye maan gayi. Aisay husband honay ki khwahish karti har larki hai, lekin aisa husband mila toh sirf mujhe he na, so basically I am the lucky one.

Once again, a smile formed on her lips. She didn't know when thirty minutes passed by. Her alarm rang and she startled. She switched it off and got off the bed and walked to her cupboard getting out her clothes and towel and came to Rajkumar and shook him a little.

Mn~Rajkumar? Rajkumar? Aray utho na, aaj shahdi ke baad office mein mera pehla din hai, yaad nahi kya? (he stirred and opened his eyes a little) Rajkumar, uth rahay ho na? (he sat up and nodded rubbing his eyes) good, suno main shower le kar aayi, tum please breakfast bana do gey?

He just hmmed.

Mn~okay, going

She went. He blinked his eyes multiple times and got off the bed and then out of the room sleepily and climbed down the stairs and smelt the aroma of freshly made breakfast. Ahem looked at him while having his green tea and smiled as he descended the stairs.

A~good morning

R~good morning papa, mumma kitchen mein hai?

A~haan, Gopi ne socha ke ye shahdi toh unusual hai, (then he laughed) naye navele dulhay pe kya kaam daalna

Rajkumar also laughed.

R~achha? Naya navela dulha hoon, dulhan thori hoon ke haath pair pe mehndi lagi hui ho gi aur full time tashn chal raha ho ga, it was hilarious

He walked to the kitchen and saw Gopi working.

R~mumma (she looked back at him and smiled) aap ne breakfast bana liya?

G~haan, bahu ke liye bhi hai, tu fikar mat kar, naye navele dulhay se kya kaam karana

R~maa aap bhi? (he chuckled) normally na, shahdi ke doosre din toh dulha kaam pe jaata he hai, agar main bhi kaam kar loon ga, toh qayamat thori he ajaye gi

G~jaanti hoon, lekin ab breakfast toh ready hai he na, tu neend mein lag raha hai, so ja, Manmeet ko kehna neeche aa kar breakfast kar le haan, (Rajkumar hmmed and began to leave) waise... (he stopped, she teased him) raat sahi guzri?

R~kuchh nahi hua mumma raat ko siwaye neend ke, itni unusual marriage mein ye sab itna jaldi toh honay se raha, (Gopi nodded) by the way thanks

He went, he ascended the stairs and went in his room and knocked on the washroom door.

Mn~aray maine naha liya, bas aati hoon, tum breakfast rakh do na bahar

R~aray main keh raha hoon ke neeche ja kar breakfast kar lena, maa ne kaha hai

Mn~okay

He walked away and jumped on the bed dozing off again. She came outside closing the door behind her and began to wipe her hair, her gaze went on sleeping Rajkumar and she chuckled. She dried her hair quickly and combed them perfectly and then she went downstairs to have breakfast and then she left for office.

One week passed by since they were married, they bonded really well, Rajkumar used to work in kitchen along with Gopi, Manmeet was thriving in office. She got many contracts and was more than happy. The same day, she returned home and broke the news to everyone.

A~Congratulations, this is a good news

G~haan, ye toh bohat achhi baat hai

R~congratulations Manmeet, proud of you

She came excitedly to him and hugged him, he hugged her back smiling slightly.

Mn~thank you thank you thank you so much, ye meri mehnat ka nateeja toh hai he, lekin saath he ye shahdi ka bhi nateeja hai, Rajkumar tum toh mere lucky charm saabit huay, zindagi mein kadam rakha aur mehnat rang laane lagi, har jagah main first honay lagi, thank you meri life mein aane ke liye Rajkumar.

He smiled.

Maine hara main tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..

Maine hara main tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..

Sindoori.. rang suhagan sachcha
Sachcha re.. sarmaya jo paya hai woh
Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paya hai

R~welcome, thanks tumhe bhi, lekin ye mere aane ki wajah se kam aur tumhari mehnat ki wajah se ziada hua hai, so credits are all yours

She smiled while still hugging him.

Dil ne shagun manaya hai
Ishq parauna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na

Mn~magar hua toh tumhare aane ke baad, so thanks to you

Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh
Chaand le jag begana ho
Nazar laaye na.. nazar laaye na..

Maine hara main tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..

They released the hug smiling at each other. Gopi came to the duo.

Kajal teeka peechhe kanon ke, nazron ko roke re
Duniya deti laakhon hi dhokhe, meethi si hoke re

She took kajal from her eyes and applied behind RajMeet's ears while they smiled and took her blessings, she touched their heads.

Tamke main mirche varoon, saari sharam utaaroon
Maahi na jag ko haaroon
Kehta hai dil
Kehta hai dil

They walked to Ahem and took his blessings as well, he touched their heads blessing them.

Maine hara main tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..

Ah~ isi baat pe raat ko ek celebration ho jaaye? Manmeet tum apnay parents ko bhi bula lena

G~isi bahanay tum un se mil bhi lo gi, itne din se mili nahi ho gi

Mn~thanks Gopi aunty, thanks Ahem uncle, jee main bula loon gi, aur isi bahane woh log dekh bhi lengay ke un ke damaad ke aate he un ki beti ki sab se bari khwahish puri hui, haina Rajkumar?

R~haan

He side hugged her, she hugged him back.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro