Sone Sone Pal - SS By AngelAshu (Part-4)

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

***

Hello Everyone
So we came to part 4..
Am posting this SS in
TellyUpdates Too..
Give your support there also..
Love u all..

***

Recap - Swara's School Life.. Swara's Childhood..

So Let's Starts Part - 4 Of #SoneSonePal

This is a Plesent Morning..

Opened Window..

One Girl is in Saree with a lot of
emotions on her face..
siting infront of window and writing something...

Wind coming and falling on Girl's Face..

Hairs dancing in air..

Papers flying in book..

She is tugging hairs behind her ear..

Adjusting papers...

Still she is writing..

Suddenly one sound came from back..

Somebody called her..

Cool Voice - Swaraaaaaaaaaa...

She Closed Book, stood and turned back with relaxed smile....

Yes.. she is Swara...

Swara - Sanskaarrr.. Tum uth gaye..

Yess... That Cool Voice Person is non other.. Our Hero...

Sanskar... Mr. Sanskar Maheshwari

She is stepping towards him with same smile..

Swara - (passing coffee cup to him) Aaj Sunday hai na.. itni jaldi kaise uthgaye..

Sanskar - (taking cup) aise hi...

After drinking coffee kept cup at table..

Sanskar - (opening arms) kuch bhul toh nahi gayi...?

Swara - ( smiles ) Tum ho na.. yaad dilaane ke liye (hugs him)

Both had a sweet hug..

Sanskar - (still in hug) bolo.. aaj kya kare.. kahin chale..?

Swara - (broke hug) pehle tum naahkar aao.. chalo..

Sanskar not in a mood to take bath..
Swara dragging him..

Sanskar stepping towards washroom finally..

She is adjusting blanket..

Suddenly he came back and hugs her from back..

Sanskar - (peaks her cheek) I love you..

Swara - (smiles) I love you too...

He went to take bath..

Swara came to table..

she removed pen from book.. closed book..

She hugs that book with lots of emotions..

One tear drop came from her eyes..

She wiped her tears and keeping that book safely in cupboard..

She went downstairs..

Kavya Came with arthi thaali..

Swara - (smiles and taking arti) Good Morning Bhabhi..

Kavya - (smiles) Good Morning..

(Here kavya is laksh's wife.. and very good person - AngelAshu)

Swara went to kitchen..

Swara - (to sujata and AP) Good Morning Mom, Good Morning Badi Maa..

She touched both feets..

AP - (Smiles) Good Morning Beta..

Sujata - (smiles) Good Morning Beta..

Swara - aap donon dining table par baitiye.. dad aur bade papa aate hi honge.. main breakfast serve karti hoon..

At that time Kavya came..

Kavya - Haan.. maa.. chachi.. aap donon baitiye..

Ap and Sujju left..

Swara and Kavya Took breakfast to dining table..

Laksh Sanskar DP RP four arrived there.. haha..

Four - Good Morning Everyone..

All sat at dining table..

Swara and Kavya Served Breakfast to Everyone.. and Sate Beside Of Their Respective Husbands..

After some time swara sat again there and starts writing..

Palak Opens Book

*** BOOK OPENED ***

Ajeeb Zindagi thi meri..

Ajeeb Dunia thi meri..

Holidays ya festivals ke baad jab school jaati thi friends sab baate karte rehte the..

Ki hum yahan gaye.. wahan gaye.. ye khaye wo khaye..

Ragini bichaari toh silently ek aur baitjaati thi bas..

Magar.. main.. The Great Swara.. aise kaise bait jaati..

Main bhi meri friends se kehti thi ki main ye movie dekhne gayi.. ye khai.. and all.. ye kehte huye man hi man roti thi.. ki jo bhi main kehrahi thi us waqt wo sab sach ho toh kitna acha rehta..

Papa humko kabhi kahi bhi lekar nhi jaata tha..

Choti umar mein kitne sapne hoti hai yeh sab jaante hai..

Dare karke papa se pucha toh koi na koi bahana banaa deta tha..

Ya phir jor jor se hum par chillata tha..
Hum bahut darr jaate the..

Maa bolti thi ki.. "Humari kismat hi karab hai.. kismat mein kahi jaana likha toh humko koi rokk hi nhi sakte.. jab humari kismat kharab hai toh dusron ko kya kehna.."

Maa ki wo baate uss samay k liye tasalli deti thi.. basss.. uss samay ke liye..

Ek din chat par baite the main aur ragini..

@@@

Ragini - (wiping swara's tears) rou mat swara..

Swara - kya humare life mein kushi hi nahi ragini..? Kyu hum aise hai..? Koi humko kyu dhang se nahi dekhte hai..? Papa ki toh ummeed hi nahi.. chacha kitna ache tarah dekhte hai pinky aur pinto ko.. aur bua bhi toh pinky aur pinto se hi pyaar karti hai.. humko aise dekhte hai ki hum unke kuch nahi lagte..

Ragini - wo sab humare papa pe base hoti hai swara.. papa hi humko sahi dang se dekhe toh humko kisi aut k pyaar k kya zaroorat ..?

Swara - haan ragini.. papa ko hum iss liye pasand nahi kyu ki hum ladkiyan hai ladke nahi..?

Ragini- kya pata swara.. jab wo responsble nahi ban sakta toh shaadi kyu kia.. aur bachhe kyu phaida kia.. akhele hi reh jaa sakte hai na.. chain se..

Swara - haa.. mujhe maa ko dekhkar bahut bura lagti hai..

Ragini - maa ko toh bahut knowledge hai.. par yeh family maa ko dabaa dia..

Swara - (looking at sky) God, aap ho sach mein..? Sun rahe ho humare baate..? Kyu banaate ho aap aise logon ko..?

Ragini - nahi swara.. tum aisi baat nahi kar sakte ho.. god hai.. naraz hogaya toh..?

Swara - hone de na ragini.. hokar kya karega.. jo kuch bhi humare paas hai.. woh bhi hum se cheen lega na.. bas..? Karne do unko jo karna hai..

Ragini - tum ye sab chod.. maa ke bare mein soch.. hum donon achi tarah padhna hai.. bahut ache jobs karna hai.. Maa ko proud feel karwana hai sab ke saamne maa sar uthaake jeeye.. jo log humare taraf bhi dekhna jaroorat nahi samajhte hai.. wo log hi humare paas aaye..

Swara - tum toh padh leti ho.. main..? Man hi nhi lagti mujhe toh..

Ragini - jab bhi aisa lagti hai tumko.. humare ye situation yaad rakhna swara.. humare ye aasu yaad rakhna.. Man lag jayegi..

Swara - pata hai Pongal Festival mein sab bahut kuch khareeda hai..

Ragini - hum bhi khareedenge.. bahut kuch.. bas kuch saal wait karna padega..

Swara - haan.. maa ke liye achi achi saree's lena hai.. jewellery bhi lena hai.. main list banaake rakhungi..

@@@

Shayad God uss din meri baate sun lia hoga..

Humare life aur complicated ban gayi thi..

Bahut kuch sehna pada humare family ko..

Meri bua ko humare upar kitna pyaar hoti thi.. mujhe words hi nhi mil rahi hai..

Ek baar main aur ragini chacha ki ghar gayi..

Wahan bua phuphaji aaya hua hai..
Wo march thi shayad..

Us din bua ki WEDDING ANNIVERSARY thi..

@@@

Maya- (passing one sweet box 1kg wala) phuphaji toh ek hi box laaya tha.. tum logon k liye half and chachi logon k liye half..

Swara - teek hai bua..

Maya - Urvashi ne le lia adha..

Urvashi - Nanadji.. pinky  ko ye laddo bahut pasand hai.. kuch aur laddoo lungi..

Maya - haan lelo na.. swara beta box chachi ko do..

Swara - (unwantedly) lo chachi..
Usmein abhi 3 laddo bachi hai.. 2 sidha.. 1 toota hua..

@@@

1kg wala sweetbox mein 2 laddo.. kaise hongi...haha.. itna pyaar karti bua humse..

Maa bahut sad hui thi uss time maya bua ki harqat se..

Janna chahoge meri Chacha humse kitna pyaar karta hai..

Ek din icecream box laya tha ghar mein..

Main aur Ragini bahut kush hogayi..

Humko humesha chacha bua bahut pasand hai.. wo humko jaisa bhi dekhe..

Chacha apne biwi bachhon ko bahut ache care karta hai.. bua bhi apne family aur chacha ki family ko bahut ache dekhte hai..

Icecream laya hua agli din chacha ne bahut bada drama kia tha ghar mein..

Kuch din baad ek function hui thi meri ghar mein.. sab log aaye hue the.. neighbors Relatives..

Tabhi chacha ne kuch jewellery (achi wali thi) laaya chains bangels rings.. humko dia tha..

Sab relatives samajhe the ki chacha humesha aisa laata hai..

Yeh tha Umesh Chacha ka pyaar..

Mujhe aur Ragini ko ab kisi se koi ummed nahi rahi..

Us waqt ki wishes kuch alag si thi..

Bahar jana hai.. movie dekhni hai.. chocolate khana hai.. masti karna hai..

Samay ke saath saath sabhi wishes dil ke kisi kone pe bait gayi..

Kuch saal baad bhi ye wishes hai..
full fill karne ki capability aayi par
full fill karne ki intrest nhi rahi..

Main humesha baitke papers pe kuch na kuch likhti rehti thi..

Kabhi koi dialogue.. kabhi koi picture.. kabhi koi shayari.. kabhi koi song ki lyrics..

Haan.. mujhe songs bahut pasand hai.. sunana.. aur gaana bhi..

Music seekhna chahti thi magar halaate kabhi saath nhi dia..

Phir bhi main bahut acha gaati hu..

maa ne kuch bhajans sikhai hai..

Singing par writing par bahut shouk hai mujhe aaj bhi..

Kuch saal beeth gayi.. ab papa mein thoda sa badlaf bhi aayi.. meri maa ki kia hua puja hi iske karan ho sakti hai..

Shayad tab main 9th class mein thi..

Mujhe aise feel hoti thi ki ek big family rehna hai.. hasi kushi life bitaana hai.. cousins ke saath masti karna hai.. yahi life hote hai..

akele kuch acha nhi lagti thi..
Humesha sab sab bolte rehti thi..

Mujhe tab bhi mere apnon ka sahi apnapan ki koi pata nahi thi..

Maya bua ki beta rajat and sajat jinko main dil se bhaie maanti thi.. tabhi mujhe papa ne ek chota wala mobile dilaya..

Thabhi suru hua meri asal Zindagi..

Boli thi na main humesha chahti thi sab chahiye mujhe.. big family jaisa rahe and all..

Mujhe Rajat Sajat ki numbers mili thi..
Thoda chat karne lagi unse..

Rajat ghar se dhoor jaakar padai kar raha tha..

Iss se kuch zyada chat karne lag gayi thi..

Magar mujhe apna limits maloom hai..
Choti ladki thodi thi main..

MAIN JO DUSRON KE BARE MEIN SOCHTI HOON.. ZAROORI NAHI KI WO BHI MERE BARE MEIN WAISA HI SOCHE..

hai na..?

Humare chats kuch aise thi..

Good Morning..

Good Evening..

Good Night..

Koi forward quotations..

festival wishes..

Kya kar rahe ho..?

Bas aise chats thi..

Dheree Dheree main FACEBOOK use karne lagi hoon..

Kisi wajah se mujhe phuphaji ne ek baar Rajat ka email dia hua tha..

Toh mujhe laga FB ka acc khol dia toh..

Rajat ka ID doondlu..

Rajat ka email ID se Finally uska acc doond li thi main..

Bahut exited thi main..

Msg kia Rajat ko..

@@@

In chat

Swara - Hii...

Rajat - who is this..?

Swara - Nahi bolungi..

Rajat - why do you msg me..?

Swara - Just like that..

Rajat - mean..?

Swara - its me yaar..

Rajat - who..?

Swara - Pehchaano..

Rajat - do you know me..?

Swara - haa

Rajat - friend ho mera..?

Swara - yes .

Rajat - dolly..?

Swara - no..

Rajat - rosey..?

Swara - no..

Rajat - dimple..?

Swara - no..

Rajat - smiley..?

Swara - dolly, rosey, dimple, smiley.. bua ko bolungi teri girl friends k names.. tab Samajh mein aayega main koun hoon..

Rajat - oye oye.. tum Ragini ho ya Swara

Swara - Swara hoon.. ( meri profile name thi Classy Girl)

Rajat - whatz that profile name..? Haan

Swara - meri profile meri wish..

Rajat - waise main samajh lia tha.. ki tum Swara hi ho..

Swara - kyu.. Ragini bhi ho sakti thi na..

Rajat - haan par.. wo bholi ladki hai.. teri jaisa kisi ko tang nhi karti..

Swara - maine kisko tang kia..

Rajat - mujhe.. ek ladke ko..

Swara - hwwwww yaha ladka kahan hai..?

Rajat - rukk tujhe bataati hoon..

Swara - main bhi bataaungi bua ko..

Rajat - acha baba.. leave it..

Swara - okk bye..

Rajat - bye..

@@@

Iss funny chat ke baad main bahut happy thi..


Aisa laga hum sab cousins bahut door hogaye..

Iss bahaane haal chaal toh patachalegi..

Aur badon ki jhagade hum tak nhi aayegi..

Aisi sochti thi..

Kuch din aise hi chale..

***BOOK CLOSED***

Palak - Jaan.. yeh Rajat bahut acha ladka hai na.. ab Rajat aur Swara friends hai toh family mein pyaar laayenge..?

Aditi - us kamina ka naam bhi na lo sweetie..

Palak - kyu kya hua..?

Aditi - Chii.. bhaie naam ka dabba hai dabba..

Palak - kyu..

Aditi - iska naam sunte hi mujhe gussa aajaati hai..

Palak - aisa kya kar dia ye..

Aditi - Iss ka 2 chehre hai..

Palak - kyaaaa...

Aditi - ye bhi Parvati Dadi jaisa niklega dekhna.. bahut zyada problems paida karta hai Swara ki life mein..

Palak - phir..?

Aditi - bahut kuch sahegi Strong Swara..

Palak - phir..?

Aditi - Sanskar hai na Swara ki life mein.. sab sambhalta hai..

Palak - love marriage hai kya..?

Aditi - tum pado ab.. mujhe nahi bataani..

Palak - jaan batao na.. kal tumko Chocolate dungi..

Aditi - haan dena.. par story nhi bataaungi..

Episode Ends..

Precap - Rajat Khaand..Swara Ko Bajti Band...

***

So, friends.. how was the epi..

Sanskar aaya.. next epi mein aur clarity aajayegi agar aap mein se koi confused ho toh..

Okk.. next epi soon..

Bye bye yaaro..

Leave your Valuable comments..

#AngelAshu



Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro