Chapter 4

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Viraj hacked the cameras and checked the footage and got shocked. He went to Sharma House with the footage and showed them the footage. They all got shocked seeing those footages.

Footage 1:

Siya entered the house, there she saw her and Raghav's photos. She couldn't help but cry, she ran to her room and there, she looked here and there. She cried while a mysterious shadow roamed around the room indicating Raghav's presence. She fell on her knees crying badly. But then she felt a touch on her shoulder, she looked up.

(Viraj zoomed in at Siya's shadow, instead there were two shadows, one of Siya and one of Raghav)

She smiled as he forwarded his hand to her, she smiled and held his hand gazing at him without blinking her eyes, she knew that the moment she blinks her eyes, he would disappear. Raghav's shadow could be seen kissing Siya's forehead. She closed her eyes, his shadow disappeared.

(Viraj fast forwarded the video)

Siya smiled and walked out of the room towards the stiars, but once again her smile dropped. Suddenly she got scared, spun around, her foot twisted and she lost her balance falling down the stairs.

(Viraj zoomed the video again)

Two shadows were there, one on the stairs which was of Raghav, and another falling down which was of Siya, their hands extended towards each others but failed to hold each other, Raghav's shadow's mouth opened as if screaming. Siya landed on the floor injured badly. Raghav's shadow rushed down sitting near Siya trying to wake her up and screaming in agony.

(Video ends)

 

By now, everyone were shocked.

An~is ka matlab... Raghav ka bhoot... sach mein hai?

V~jee haan, lekin aap sab us ghar mein gaye, phir bhi Raghav ne aap sab mein se kisi ko bhi kuchh nahi kiya, that's what confused me, ke shayad is incident ke baad Raghav ka bhoot guilt mein aa kar chala gaya aur is ke baad hallucinations shuru hui, lekin ye assumption bhi galat hai. He was still there. Mere paas hospital wala footage nahi hai, let's just assume Raghav udhar bhi tha

T~haan wo toh tha, di un se baat kar rahi thi

V~hmm ab agay footage dekhiye

Footage#2:

Siya looked at the staircase and walked to it

S~ Raghav

(Viraj zoomed to shadows, Raghav's shadow could be seen beside Siya's shadow)

S~ dekhiye na dadi keh rahi hain main wahan rehne chali jaun

(Silence)

S~Raghav, main tumhare saath rehna chahti hoon

(Once again silence)

S~maa, dadi, mujhe Raghav ke saath rehna hai

(video paused)

V~yahan bhi Raghav ka bhoot tha, but God knows us ne aap dono ko harm nahi kiya, maybe isliye ke wo jaanta hai ke Siya ki memory ja chuki hai aur kuchh bhi karne se wo ek baar phir bura ban jaaye ga

They all looked at each other awkwardly and terrified.

(he played the video fast forwarding it)

Siya could be seen entering the house and was surprised to see cupcakes and looked beside herself and kept looking for sometime. She smiled and the cupcake lifted in the air, shetook it having it fondly.

(video zoomed)

Two shadows were there, Raghav was really there with Siya.

S~ek aur?

(Silence)

S~par agar main moti ho gayi toh aap mujhe chhorengay toh nahi na?

Raghav's shadow constantly spoke to Siya.

S~sach Raghav? Ye aap ne specially mere liye banaye?

(Silence once again, video fast forwarded)

She laughed and finished all of them.

 

S~lo ek bhi nahi bacha, sab kha gayi main, thanks Raghav, aap na bohat achhay hain, lekin maa ne kaha ke 3 4 din main udhar he rukoon, sorry abhi main aap ke saath nahi reh paun gi

(Silence)

S~okay, see you later alligator

She left.

(Video ends)

V~Siya kabhi hallucinate kar he nahi rahi thi, Raghav ka bhoot sach mein hai, lekin wo scary kiun nahi bana aur aap sab ko daraya kiun nahi, ye meri samajh se bahar hai seriously

N~Siya ki yaadasht jab wapis aye gi aur jab usay yaad aye ga ke humare haatho'n Raghav ka khoon hua hai, toh kya wo hum se nafrat karay gi? Wo hum se door ho jaaye gi kya? Raghav usay apne saath le jaaye ga kya?

Rm~dadi, aap na bekaar mein tension le rahay ho, jab di ko yaad aye ga ke Raghav actually unhein maarne wala tha, toh wo khud usay door karein gi is dunia se, wo aap log se bilkul nafrat nahi karein gi. Aap ne un ki jaan bachaai hai.

T~exactly

Footage#3:

(video fast-forwarded)

Siya lifted in the air gazing at nothingness romantically.

(Video zoomed towards shadow, Raghav had lifted Siya in his arms)

Siya was lied on the bed falling asleep. Next, food trolley could be seen coming towards sleeping Siya by itself.

Video ends.

V~so conclusion, Raghav hai

T~ab kya karein? Ye sab toh bohat dangerous hai di ke liye bhi aur humare liye bhi

An~jeete jee Raghav ne Siya ko bohat torture kiya, lekin ab itna pyaar dikha raha hai, irada kya hai is ka?

N~wo hum sab ko nahi chhore ga, wo maar de ga hum sab ko

Rm~Siya di ki yaadasht abhi aai nahi hai, lekin jaise he aye gi na, tabhi khatra barhay ga tabhi Raghav apni asli shakal mein aye ga aur pata nahi kya karay ga hum sab ke saath

V~Siya ke saamne wo kuchh nahi karay ga aur waise bhi jab wo akele thay tab bhi Raghav ne kuchh nahi kiya, wo chahta kya hai na ye samajhna bohat mushkil hai

 

Siya walked to the stairs with Raghav and suddenly her foot twisted and she began to fall but he held her hand in the nick of time as she screamed. He pulled her up and hugged her. She hugged him back.

Flashes of Raghav scaring her and she falling from stairs came before her eyes, and then suddenly she got shocked recalling Pallavi, Anupama and Nilamma (dadi) stabbing Raghav and him falling on his lap and dying. She breathed heavily, he released the hug, she looked at him in a shock as she recalled he was after her and Khushi trying to kill them both. She moved away from him.

R~jaaan, (she got scared) kya hua? Dar kiun rahi ho?

S~Raghav? Aap mujhe aur Khushi ko... maarne walay thay kyq? (Raghav got shocked as she had recalled everything, her eyes pooled up with tears) haww aap sach mein mujhe maarne walay thay?

R~jaan main...

S~haan ya na Raghav? Haan... ya na?

R~haan, (she gave him a betrayed look) maarne wala tha, lekin kismat dekho, (he chuckled sadly) khud mar gaya, (she looked at him shockingly) haan theek suna tum ne, jaaan, main mar chuka hoon, (she shook her head in disbelief) haan main mar chuka hoon, abhi jo tumhe solid lag raha hoon na, wo bas isliye ke Bhagwan ne mujhe mauka diya hai, wohi Bhagwan jis pe maine kabhi yakeen nahi kiya, (she cried) tum se apni pooja karwaai na? Sorry, lekin us din tumhare liye maine chipkali utaar li thi, yaad hai? Tumhe kya laga mujhe takleef nahi hui? Bohat takleef hui, magar tum us se dari isliye usay utaar liya, haan zeher phaila tha, aisi baat nahi ke nahi phaila tha, lekin main bhi toh phir Raghav hoon na, emergency number pe call kar ke dkctor ko bula liya tha taakay zeher nikaala ja sakay. Jo tumhare liye zeher pi sakta hai, socho tum se kitna pyaar karta ho ga. Siya, dekho... us din maine tumhe cupboard mein bhi band kiya na? Really sorry please mujh se door mat bhaago, jab martay martay meri saansein ruk rahi thi na, I realized tumhe kitna helpless feel hua ho ga.

S~(emotionally) Raghav...

R~us chalti gaari ke aagay tumhe jo khara rakha na, us ke liye bhi sorry, humari wo intimate video se tumhe jo blackmail kiya, us ke liye bhi sorry, har baat par kasam khilaane ke liye bhi sorry jaan, (he went on his knees and touched her feet sending shivers down her spine by his cold touch) inhee naazuk pairo'n mein maine kaanch chubhaya tha na, us ke liye bhi sorry. Wo credit card bhi block maine he karaya tha. Wo pooja ghar mein bhi jo aag lagi aur tumhare haath jalay, (he stood up caressing her hands, she looked on) sorry wo bhi meri wajah se hua, us din I confess ke main tumhe nahi balkay dadi ko seerhiyo'n se giraane wala tha, lekin tum gir gayi, us ke liye bhi sorry, wo electric shock dene ke liye bhi sorry, ye acting karne ke liye ke mujhe saanp ne das liya, us ke liye bhi sorry, shower ke neeche kharay rakhne ke liye, change hone ki acting karne ke liye, tum par 24 ghantay nazar rakhne ke liye, tumhara bharosa torne ke liye, tumhe maarne ki koshish karne ke liye bhi sorry.

S~kya faida ab ye sab kehne ka Raghav? Kya faida? Tum toh mar chukay ho, zinda thay tab toh maafi kabhi nahi maangi, bas humesha ye kaha ke pyaar mein sab se ziada zaroori hai thank you aur sorry, jo ke sirf maine kaha humesha, aap ne nahi kaha, kaha bhi kab jab future saath ho nahi sakta, kaash ke ye sab pehle realize ho jaata toh aaj hum dono apni nanhee si jaan ke saath yahan reh rahay hotay khushi khushi, humara bacha bhi mar gaya Raghav, tum bhi mar gaye, tum dono mujhe chhor kar chalay gaye, kiun? Tum ne mere papa ko maar daala Raghab (he shook his head) haan tum he ne maara, tumhari wajah se humara bacha bhi mar gaya, mujhe itna sadma laga ke baby he mar gaya

She fell on her knees while crying.

R~Siya, maine tumhare papa ko nahi maara, sach, (she looked at him while crying, he made her stand) haan wo mujh se us din milay zaroor thay

S~unho'n ne tumhe dhamkaya tha na ke mere paas tum mat aana? Isliye tum ne unhein maar diya

R~Siya maine nahi maara, I swear on you

S~mat khao meri jhooti kasam, tum toh chahte he ho ke main mar jaun aur tum mujhe apne saath le jao

R~nahi Siya, us din maine bas mazaak mein daraya tumhe, maine toh tumhe apna haath bhi diya ke tum bach jao lekin tum gir gayi, main tumhe nahi chhoo paya

S~papa?

R~Siya wo bas ek accident tha, main badal gaya hoon, wo Raghav ban gaya hoon jo tum chahti thi ke main banoon

S~jo mere saath nahi reh sakta, jo mujhe chhor jaaye ga

They shared an emotional hug.

 

 

 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro