Chapter 5b

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Nilamma, Tusshar and Rashmi came there.

N~us ne tere baap ko maar daala, tujhe aur Khushi ko maarne ki koshish ki

S~us ne mujhe aur Khushi ko maarne ki koshish ki, wo ye baat maan chuka, lekin us ne papa ko nahi maara hai, jaane se pehle wo badal gaya, wo Raghav waisa ban gaya jaisa main chahti thi ke wo ho, ab toh Raghav ki aatma bhi ja chuki. Akela kar gaya wo mujhe.

An~kya tu hum se nafrat karti hai? (Siya looked at her) kiun ke humare he haatho'n wo mara

S~toh aur aap log kya kartay? Agar aap log aisa na kartay toh wo mujhe maar deta, Khushi ko maar deta. Lekin... us ki maut dekhne se toh better yahi tha ke main he mar jaati. Us ki harkato'n se bohat hadh tak nafrat ki, us ki wajah se hurt bhi hui, us se door jaana bhi chaha, usay khari kothi sunaai bhi bohat lekin ek din us ka mara hua munh dekhna paray ga, ye maine kabhi nahi socha tha.

She cried more and more.

T~ab isay us ke karmo'n ki saza samajh lijiye, ya phir apni badkismati. Hairaani ki baat hai ke us jaisa bura insaan aisi sunehri kismat le kar paida hua ke usay aap mil gaye, aur aap jaisa achha insaan aisi kaali kismat le kar paida huay ke aap ko wo mil gaya

S~lekin humesha maine bhi usay apni sunehri kismat maana hai, mere liye wo bhi meri poori dunia tha.

Rm~di ab jaane walay ko koi rok saka hai aaj tak?

S~nahi, jaane wale ko rok nahi saktay, lekin mudato'n tak un ki aadatein rehti hain.

She went to her room.

Few days later, Raghav's garlanded photo was tucked in a photoframe on her wall. She had become silent and talked in the most minimum way she could. One day she went out of her house and looked at a bike with a sad smile.

Flashback:

Siya's father(Susheel) took her outside palming her eyes.

S~kya hua papa? Aap aise kiun le ja rahay ho mujhe?

Su~beta Surprise hai, dekh kar dil khush ho jaye ga tera

He moved her hand and she got surprised seeing a bike.

S~bike? Mere liye? (he nodded) par is ki kya zaroorat thu papa?

Su~kiun? Pasand nahi aai? Jab doosri larkiyaan bike le kar chala sakti hain, toh meri beti paidal kiun jaaye har jagah? Toh ye teri hai

He gave her keys, she looked on emotionally.

S~papa, ye main nahi le sakti, itne paise lagay hongay is pe, is ki sach mein koi zaroorat nahi thi

Su~rakh le, aray wo bachpan ka daur tha jab tujhe main mehnge khilone nahi dila paata tha, aur teri dadi tere liye dolls bana deti thi, lekin beta kasam se agar ye scooter bhi bana sakti hoti na, main ye bhi nahi laata, (she giggled) ab teri dadi engineer thori na hai, bachpan mein jo nahi kar saka, wo ab tere liye kar raha hoon

She smiled.

S~thanks papa

Fb end.

S~shahdi ke baad toh ye sab chhor he diya tha jaise, mere liye sab kuchh bas Raghav ban gaya, pehle main apni jaan ka khatra samajh ke kam he chalaya karti thi, lekin aaj toh meri jaan mujh se chhin gayi, toh meri jaan ko kaisa khatra

She climbed over it, started the bike and rode off in high speed.

Her eyes were teary all the way and most of the time, she couldn't see anything and suddenly she fell off the bike badly injured. People gather around her. Her whole life came before her eyes.

S~Raghav.. Raghav... main.. Aa rahi.. Hoon

She was taken to the hospital. She was critical. Her family was informed about her as she was recognized because of Raghav as his widow, the news spread like fire. Everyone were worried for her as they waited for her to come into her senses as she couldn't even breathe on her own. Raghav's soul appeared there and looked at her sadly.

R~ye kya haalat bana li khud ki? Meri jaan ka thora bhi khayaal nahi rakh sakti tum? (her heartbeat began to have a change) kaha hai na khud ko kuchh mat kiya karo, chalo ab utho, bohat pareshaan kar liya sab ko, uth jao

S~Raghav

R~Siya, hosh mein aa jao

She opened her eyes and looked at him.

R~tum bach jao gi Siya, tumhe kuchh nahi ho ga

S~mat bachao, mar jaane do, main tumhare paas aana chahti hoon, zindagi mein andhera ho gaya meri, mujhe mar jaane do

R~Siya

Her breathing became abnormal.

 

Tumhe Dekhke Hi Ye Saanse Chalengi

Tumhare Bina Ab Na Ye Aankhe Khulegi

Meri Bekarari Kyu Tum Nahi Maante

 

R~Siyaaa

Her eyes began to close. She died, the monitor went blank.

Hume Tumse Pyaar Kitna

Ye Hum Nahi Jaante

Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina

Hamein Tumse Pyar Kitna

Doctors and nurses came to check on her, Raghav screamed Siya's name worriedly.

Next moment, she was given electroshocks thrice to which her body didn't respond and being declared dead, her face was covered, her family was informed about it, all came inside surrounding her crying badly trying to wake her up but in vain. Raghav was numb. Siya's soul came out of her body and stood beside him eyeing him emotionally with a smile and entwined her hand with his hand, he looked down at his hand and then at her.

He too looked at her happily and then at her covered dead body on the bed. He kissed her hand and cupped her face joining his forehead with hers, she placed her one hand on his back and caressed his hair with another hand.

Tumhe Koyi Aur Dekhe To Jalta Hai Dil

Badi Mushkilo Se Fir Sambhalta Hai Dil

Kya-Kya Jatan Karte Hain Tumhe Kya Pata

 

They hugged each other tightly.

 

Ye Dil Bekarar Kitna Ye Hum Nahi Jaante

Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina

Hume Tumse Pyar Kitna (Humein tumse pyar kitna)

Their souls disappeared.

 

 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro