13

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Everyone thinks he have superpower so nobody force him on anything.

Maharaj : par khana khane ke baad hi ja sakte hai aap. (Requested with joined hands)

Siddharth : acha theek hai.

With this huge welcome, siddharth went inside.

The dining room of palace is fully decorates and ready for his welcome.

Siddharth : yaha sab kuch kitna sundar hai. (Praising the decorations).

Maharaj : ek koshish ki hai ki aapko yahan aakar acha lage.

Siddharth : mujhe yahan aakar bohot zyada acha laga, Maharaj.

Maharaj : baithiye?

Siddharth sits for lunch. But before lunch siddharth eyes fell on two beautiful girls.

They are so beautiful. More than imagination of any artist on this age.

Maharaj : siddharth, ye hamari betiyan hai. Vaishnavi aur Avneet.

His eyes finally stuck on the younger Princess Avneet.

She have a very pretty smile on her face.

Siddharth : she is so beautiful.

Maharaj : aapne kuch kaha?

Siddharth : maine... Nahi toh?

Maharaj : aap dono ab ja sakti hain?

Avneet and vaishnavi went to their room.

Vaishnavi : tumhe pata hai Avneet, jab Maharaj ne kaha tha na ki saint siddharth aane wale hai, tab hame bilkul nahi laga tha ki woh itne sundar aur akarshak (handome or attractive) honge.

Avneet : sach me.. Mujhe bhi nahi laga tha. (With lost in her own world)

Vaishnavi : ab tumhe kya hua?

Avneet : didi, mujhe unhe dekh ke laga ki jaise koi rajkumaar ho jo chaand se aaya ho mere liye, jaise mujhe sapne aate hai. (Said getting flat over him).

Vaishnavi : Avneet, apne dil ko kabu me rakhna. Mujhe lagta hai aaj bohot sare dil tutenge Punjab me jab Siddharth yaha se wapas jayenge.

Avneet : ha shayad.

Vaishnavi laugh on her.

Avneet : kya hua?

Vaishnavi : mujhe lagta hai tum bhi ho unn ladkiyon me se ek? (Said laughing)

Avneet blush.

Vaishnavi : ab sharmao mat, aur kisi ko ek jhalak me kisi se pyar nahi ho sakta.

Avneet : jaadu hona chahiye uss jhalak me, toh ho bhi sakta hai.

Stay tuned.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro