14

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Meanwhile with siddharth,

He feels like he get the reason to stay here in the palace for 21 days.

Just because he is badly attracted towards the younger princess of Punjab.

But he didn't know that what will he say now to stay here.

He drops the plan to explore Punjab of this era, now he wants to know the Princess of Punjab.

Siddharth : Maharaj, mai bohot khush ki mai Punjab aaya?

Maharaj : hame bhi bohot khushi hui ke hame moka mila aapki seva karne ka.

Siddharth smiles and wait for his ask to stay with them. But King Amandeep didn't ask. As he denied twice already.

Maharaj : hamne aapke aaram se jane ki sab taiyari kar di hai. Aapko koi takleef nahi hogi ab raaste me.

Siddharth : uhmmm.... (In mind) jab jana tha jane nahi de rahe the, ab rukna hai toh taiyari me lage hai.

Maharaj : kya hua, siddharth?

Siddharth : kuch nahi sab theek hai, bas aap logo ka pyar dekh kar mann karta hai itni jaldi bhi kyu jana hai mujhe. (Ask himself to stay 🤣😂)

Maharaj : aap mazak kar rahe hai?

Siddharth : nahi, par aap logo ko takleef nahi dunga mai.

Maharaj : Aree, takleef kaisi... Hame acha lagega agar aap kuch din hamare saath rukenge.

Siddharth : uhm....

Maharaj : baki aapki marzi.

Siddharth (in mind) : zyada drama mat kar siddharth, warna ye log terko bhej hi denge aur fir mahal me aana possible nahi hoga.

Maharaj : kya soch rahe hain aap?

Siddharth : maine soch liya, agle kuch din mai yahi rukunga, aur aap logo ke bhavishya ko surakshit karne ke upay bataunga.

Maharaj is about to laid down in his feets, he becomes devotee of siddharth. Sonia aunty too.

And news reached to Avneet that siddharth is gonna stay in palace for few more days.

She feels so happy. And start thinking for an excuse to meet him anyhow.

Stay tuned.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro