Part 1

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

A girl was running behind a boy angrily, she was chasing him in whole house.

Girl : tum ruk jaao bas, dekho fir Mai Kya karti hu

Boy : lekin mujhe dekhne me interest nahi hai babydoll.

Preeta : lekin mujhe dikhaane me bohot interest hai Mr. Luthra.

Both couples were revealed to be Karan and preeta. Preeta was continuously chasing him.

Preeta : Karan ruko na.

Karan : nahi rukunga, pakad ke dikhaao. (giggled)

One girl came from behind and Karan hide behind her.

Girl : oh Kya hua, tum dono aise chor police ki tarah Kyu bhaag rahe ho. (giggled).

Karan : bela dekh na mujhe is sensible psycho se bacha le.

Preeta : (angrily) tum iske piche Kya chupe ho ha saamne aao na himmat hai to.

Bela : preeta preeta shaant, Bata to sahi Kya hua hai. Kyu aise pagal Hui jaa Rahi hai.

Preeta : main pagal nahi ho rahi hu, isne mujhe pagal Kar rakha hai.

Karan : (coming in front) aaha, Maine pagal kiya, tum Meri choice ko pasand nahi Kar rahi isme main Kya karu. And tumhaari choice hi itni kharab hai to Mai Kya karu ha.

Preeta : ha sahi kaha Meri choice hi kharab hai, tabhi to Maine tumhe pasand Kar liya na.

Karan widened his eyes while Bela laughed hard.

Karan : kya kaha tum.....

Bela : Karan, preeta shaant ho jaao, pehle yeh to batao hua Kya hai, Kyu mahabharat khadi kar rakhe ho.

Karan : dekh na Bela, is s.p (sensible psycho - Karan use to call her in short form) ne zabardasti Mera dimag kharab Kar rakha hai. The Karan luthra ki choice Mana Kar rahi hai.

Preeta : aur nahi to Kya, are main Mana Kar rahi hu, wo to us layak bhi nahi hai.

Bela : Karan abhi kuch mat bolna, pehle batao aisi Kya tumhaari choice reject Hui hai.

Karan : dekh Bela abhi parso haldi hai na (Bela nodded) aur haldi me to sabhi yellow hi pehente hai na (she again nodded) to Maine isse kaha is baar theme white rakhenge aur uspe flowers ki design compulsory. Tu hi Bata kitna accha legega na.

Bela widened her eyes listening karan's suggestions.

Karan : Bela kuch to bolo, kitni acchi lagegi na, are Kya hua kuch to bolo, aisa Kya bhoot ki tarah khadi ho gai.

Preeta : dekho Mr. Attitude, wo bhi shock me chale gai.

A man came from behind and back hug Bela.

Man : Kya hua Bela, aaj tumhaara much baandh kaise hua yeh chamatkar.

Karan : Meri wajah se (proudly)

Preeta : ha Sach me tumhaari hi wajah se yeh sadme me chale gai. Dekho mahir bichaari ki halat.

Mahir : are lekin hua Kya hai.

"Nahiiiiiii".

Everyone shocked.

Mahir : Bela kya hua Kyu chillai.

Bela : (coming back to sense) nahi, mujhe garden nahi banna apni hi haldi me, isse behtar hai Mai haldi hi na karu.

Karan made an annoyed face..

Mahir : are are, aise kaise haldi nahi karni. (To Karan) aisa bhi Kya hua Karan.

Karan : main batata hu na.
(Haldi's costume planning. Mahir widened his eyes) dekh na ab yeh dono pagal the Karan luthra ki choice ko halke me le rahe hai.

Mahir : (tighten his grip over Bela) dekho dosto, ab haldi ki design flower ho ya grass, mujhe bas Meri Bela ke saath Shaadi karna hai that's it. Aage Sab tum logo manage karo.

Bela and mahir smiles seeing each other.

Preeta : ha isilye to hum yaaha hai.

Mahir : accha guys, by the way main soch Raha tha ki haldi ki as always costume hi rakhte hai.

Bela : nahi na mahir, yeh bohot common hai.

Preeta : ha na mahir isilye to is baar na koi alag colour sabme common rakhte hai.

Karan : nahi, nahi Jo Mai bol Raha hu wo hi rakhenge.

Bela : nahi wo nahi.

Preeta : ha ham.......

"Aahhhhhhh"

All were busy discussing while all hear a loud sound of someone.

Bela : oh god, tum log ne suna na, Chalo dekhte hai.

Karan : ha chalo

Everyone shocked and ran in the direction from where voice came.

They reached on the bunglow's corridor and shocked to see the scenario.

Man : (crawling on floor and joined hand in front of other man) Bhai.....bhai, please maa.....maaf kardo....aisa nahi ...hoga....agli baar aisa nahi...hoga.

Man 2 : (angrily) to is baar aisa Kyu hua ha (shouts) bol yah karne aaya hai yaha par.

He was about to hit the man, but karan and mahir came in between and hold him

Karan : vikrant Kya ho Gaya hai, Kyu Mar Raha hai.

Vikrant : Karan, mahir chodo mujhe aaj yeh aadmi mere haath see nahi bachega chodo

Mahir : vikrant, vikrant shaant ho jaao please, dekh bhai matter to Bata Kya hua.

Karan : ha vikrant, aur dekh Shaadi ka mahol hai, please mat Kar aisa.

Vikrant : thik hai, lekin sirf tum log keh rahe ho aur Bela mahir ke liye.

Mahir : ha thik hai, par Bata to sahi hua Kya hai.

Vikrant : yeh na ek no ka ghatiya insaan hai, ladkiyon ke kamre me jhaak jhaak Kar dekhtha hai, Maine apni aankhon se dekha hai, aur iske comments bhi sune hai, is to main....

Everyone was shocked.

Karan : chod vikrant ham iske contracter se complain karenge wohi ise barabar karega, waise bhi hamare pass in logo ki saari details hai.

Vikrant : ha thik hai, (to worker) chal bhaag yaha se.

He ran away from there.

Preeta : (sighing) pata hai Mai kitna dar gai, Kya hua hoga aur Kya nahi.

Bela : ha Mai khud.

Karan : accha Chalo chodo, room me chalte hai Sab.

Vikrant : ha chalo.

They all went in a room and settled down.

Bela : ummm, to ham Kya karenge.

Preeta : baate, hamari college times ke incident yaad karenge, bohot time ho Gaya hai baate kiye hue.

Mahir : ha, and after all hamare kaand bhi to itne acche hote the na.

Everyone smiled.

Karan : hey guys, yaad hai na wo Sofia, mujhse itna chipakti thi, aur preeta ne Jo uski dhulaai ki thi, wo uske baad kisi ladke ke paas hi nahi jaati thi.

Everyone laughed .

Vikrant : ha yaad hai, aur pata hai, wo thi na Ms. Anjali mam, wo to kaisi mahir ke piche lattu thi.

Preeta : (laughing) ha aur main aur Bela uspar chits maarte the, use lagti nahi thi kabhi fir bhi wo kitna dar jaati thi (laughed)

Bela : (laughing) ha fir dar ke maare usne hamari class me padhana hi baandh Kar Diya tha.

Preeta : lekin na kuch bhi bolo hamare group ki to log misaal dekar nahi thakte the. Tareef bhi karte the aur buraai bhi, aur darte bhi the

Vikrant : ha sabse zyaada lekin preeta se, agar kisine bhi Karan par Nazar daala to uska boyfriend hi preeta le leti thi, iske charms me Sab itne attract Jo ho jaate the.

Bela : ha na, lekin na mujhe miss sanaya bohot yaad aati hai, ham Sabne milkar unhe kitna pareshaan Kiya lekin phir bhi farewell ke time par wohi hame Gale lagakar sabse zyaada roi thi.

Karan : ha na, Sab hi hamse pareshaan rehte the.

Vikrant : by the way guys mere paas ek idea hai

K/P/B/M : Kya ?

Vikrant : yaad hai na ham Sab college me har saal ek din celebrate karte the, to Bela aur maahir ki shaadi se pehle ek din celebrate Kar lenge, at least bachelor's party se to bohot hi accha hoga.

Mahir : ha, ham Sab saath me hai hame Kya bachelor's party ki zaroorat hai.

Karan : (forwarding hand) we met as strangers.

Preeta/Bela : (keeping their hands) : we took us as friends

Vikrant/mahir : (keeping their hands) we hope our long friendship,

K/M/B/P/V : (together) never ends

Everyone keeps their hands on hands.

Vikrant : accha Sab suno, Maine haldi, mehendi aur Shaadi k liye Puri theme decide Karli hai.

Karan : Kya, tune Kar bhi liya.

Vikrant : ha to, aur yaad hai na Teri aur preeta ki shaadi me bhi mujhe kisine kuch plan nahi karne Diya tha, ab sab main hi decide karunga.

Preeta : ha thik hai vikrant, Mai aur Karan tumhaari Shaadi me Sab kuch plan Kar lenge.

Everybody giggled and vikrant made an annoyed face.

Vikrant : (annoyingly) ohh please ha, kitni baar kaha hai na yeh Shaadi, pyaar me mujhe na to interest hai aur na hi believe hai.

Everyone laugh loudly.

Vikrant : tum log ....

"Anybody present here, koi yaha bhi aayega".

Mahir : oh god, guys wo aa gai.

Preeta : ha Chalo milte hai.

Vikrant : (confusingly) kaun aa gai...

Bela : are vikrant tu bhi chal to sahi.

Vikrant : lekin.....

They went downstairs without listening him but vikrant stood there only confusingly.

Vikrant : aakhir koi Obama aa gaya hai Kya, Jo Sab log aise bhaage-bhaage Gaye Milne. Chal vikrant tu bhi dekh le kaun si hoor ki pari aai hai. (laughed).

He also went downstairs.

Precap : thodi Masti, thodi sharaarat.





Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro