Part 2

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Vikrant also came downstairs, he look here and there and his gaze went on a girl - wearing a crop top, with black jeans, and curly hair, wait her curly and shining hair is making her more beautiful. Seems like a Tom boy type without make up unlike other girls. But why is he thinking about her.

Vikrant : (in mind) ohh god vikrant, mat soch is ladki ke baare me paagal ho Gaya hai Kya tu. Is......

His chain if thoughts broke when she called her.

Girl : hi vikrant kaise ho tum.

Vikrant : ha, I...I am fine but sorry Maine tumhe pechaana nahi.

Aditi : what, (annoyingly) vikrant tumne mujhe nahi pehcaana, Mai Aditi, seriously vikrant thode saal mili kya nahi tum to bhul hi Gaye.

She huffed saying this.

Bela : are , Aditi chod na ise yaad aajayega, tu chal hamare saath, bohot thak gai hogi na.

Aditi hummed and gave an annoying glare to vikrant then left from there.

"Yes, she is aditi, Aditi Sharma, my most biggest partner in crime. But oh god vikrant tu ise kaise bhul Gaya, mujhe to yaad bhi nahi tha, aisi koi ladki bhi hai Meri Zindagi me, khair koi nahi chal vikrant use Mana le jaakar, aakhir yeh bhi yaad aa hi Gaya, ki nakchadi bhi bohot thi. (Laughed)

It was evening time, everyone was there in their respective rooms.

Preeta and Karan was laying on bed and were doing random talks.

Preeta : karan.

Karan : hmm.

Preeta : mujhe na bohot khushi ho rahi hai.

Karan : kis baat ki...

Preeta : Bela aur maahir ki shaadi ki shaadi ki pata hai mujhe na inhe dekhkar hamaari shaadi ki yaad aa gai.

Karan : (pull her from waist) ha aur mujhe na hamaari suhaagrat ki.

Preeta blushed listening this.

"Kya Karan tum bhi na".

Karan : aye hayee, babydoll itna mat sharmaao, warna raat Tak ka bhi intezaar nahi hoga.

Preeta : (blushingly) Karan, jaao na.

Karan : (huskily) thik hai tum bhi Chalo, (winks)

Preeta widened her eyes. She hit him lightly.

Preeta : tum na bohot bigad Gaye ho bajarbattu.

Karan : ha to Meri wife ke liye hi bigda hu.

Preeta blushed listening this.

Karan : (pulling her from waist) offo ! Babydoll, abhi to control karna aur bhi mushkil ho Gaya hai.

Preeta : (slightly blushing) Mr. Luthra, yeh abhi hamara Ghar nahi hai. Control Karo Zara.

Karan : accha to main isi Shaadi me koi aur ladki dhund lo.

Preeta : (angrily clutched his collar) khabardar Jo kisi aur ladki ki taraf dekha to yaad rakhna.

Karan giggled, while Preeta turned her face in anger. Karan moved towards her side. He gave a slight kiss on preeta's neck. She closed her eyes.

Karan : (in her ears) main bhi dekhta hu, aakhir kab Tak mujhse gussa rahogi Mrs. Luthra.

Preeta smiled.........
......And screen blurred.

Post dinner everyone was roaming just here and there in hall, while vikrant was sitting on couch, he spot Preeta near a table, doing something. He went to her.

Vikrant : (playfully) hi beautiful whatsapp.

Preeta : hi, nothing bas yeh list prepare Kar rahi hu.

Vikrant : (dramatically) ufff yeh zaalim zamana, (taking her hand in his hand) aur yeh Sundar haseena, bada Taras aa Raha hai mujhe tumpar.

Preeta : (giggled) mujhpar Taras na hi khaao, bada mehenga pad jaayega.

Vikrant : are shehzaadi aap liye Kya mehenga aur Kya sasta. (winks)

Preeta was about to say something but suddenly two arms wrapped around her. She smiled.

Karan : (in jealous tone) aa main tujhe batata hu Kya mehenga aur kya sasta hai.

Preeta laughed.

Vikrant : are tujhe achanak se Kya hua, gussa Kyu ho Raha hai Bhai.

Karan : haha, (mimics) gussa Kyu ho Raha hai, tujhe Kya hamesha Meri waali hi milti hai, jaa na itni saari ladkiya hai unke saath flirt Kar.

Vikrant : (laughed) flirt aur Mai, jhooth hai, saaf jhoot hai, Mai to itna Shareef aur sidha sadha insaan hu. (dramatically)

Karan : (attacking) Abe tu nikal yaha se.

"Ha lekin jaldi aaunga". Vikrant ran from there runningly. While Preeta laughed so hard seeing this, but karan stand there annoyingly.

Karan : (irritated) ha, has lo abhi tum bhi.

Preeta : (pulling his cheeks) aww mere bajarbattu, tum itna Kyu jealous hote ho, main hu to tumhaari hi na.

Karan : (pulled her by waist) tum jealousy ki Kya baat karti ho, tumhaari taraf koi aankh bhi uthakar dekhe to aag lag jaati hai mujhme.

Preeta smiled and kissed cheeks then ran away.

Karan : (touching his cheeks) pagal.

ON THE OTHER SIDE

Vikrant was roaming here and there looking for someone, but to his dismay, no one was to be found- or no girl to be found. He became now irritated.

Vikrant : (to himself) are yaar, Kya bore ho Raha hai, koi dikhaai hi nahi de rahi.

He then spotted Bela sitting on couch, he smiles widely. He went to her.

Vikrant : hi hottie, what's doing.

Bela knew he is flirting with her and somewhere for making mahir jealous, she also took it as opportunity and she also started.

Bela : ohh hi handsome, getting bored without you.

Vikrant : sweet heart no more now.

Bela : yes I know because you come na. (winks)

Bela feels a hand wrapped around her waist from one side. She giggled.

Mahir : (in jealous tone) Abe vikrant ke bacche, jaa na apni waali ko pata hamari waaliyo ke piche hi Kyu padha rehta hai.

Vikrant : Kya karu, ab Tak mujhe koi mili hi nahi na. (winks at Bela).

Mahir : (more angry) accha, to ek kaam Kar jaa jaakar na Aditi ke saath flirt Kar, lekin Meri Bela ke aas pass bhi mat dikh. Samjha.

Vikrant : ummm, wo aditi, nahi re wo flirting and all type ki nahi hai.

Mahir : accha to kaisi type ki hai. (winks)

Vikrant huffed at him and went from there. All this was seen by Aditi, she sighs seeing him and left from there. She went to pool side, she was lonely there.

Aditi : (to herself in mind) mujhe pata hai vikrat ki aadat kabhi nahi jaayegi flirting ki, wo aisa hi hai, pyaar par to bilkul yakeen nahi, but fir bhi flirting karta firta hai sab se. Kyu main tumse itna pyaar karti hu, kyuuuuuu aakhir ?

She sighed and dug her face on knees and sat there. Meanwhile vikrant saw her sitting poolside, so he went to her and silently sat beside her. She didn't notice it.

Vikrant : (unknowingly) bohot pyaar karti ho na ?

Aditi shocked and she left her head to see vikrant sitting beside her.

Aditi : (shocked) ha, Kya kaha.

Vikrant came back to his sense and he realized what he said.

Vikrant : (trying to cover up) wo....umm wo Mera Matlab hai, jiske baare me soch Rahi ho usse bohot pyaar karti ho na.

Aditi felt relieved.

Aditi : nahi to, main kisi se pyaar wyaar nahi karti.

Vikrant smile widely.

Vikrant : accha (going close to her) to yaha baithkar mere baare me soch rahi thi Kya.

Aditi gulped seeing vikrant so close to her.

Aditi : nahi.... bas aise....hi..

She immediately get up from there and ran blushingly unnoticed by vikrant. While vikrant laughed hard.

Vikrant : (laughing) kaise bhaag gai, lekin kuch bhi ho isko aise nervous karne ka maza hi kuch aur hai. Kitni cute aur sweet lagti hai.

Vikrant realized what he said.

Vikrant : ek min..ek min, yeh kya soch Raha hai tu vikrant cute aur wo bilkul nahi. Lekin main usse aisa Kyu kaha, pyaar ke baare me, khair mujhe Kya, aakhir main bhi to insaan hi hu na, ho jaati hai galti.

Vikrant also left from there.

Precap : Behir haldi,
Preeran intense moments,
Cute fight of adirant.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro