Part 5

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

It was evening time, suddenly Bela call everyone down in hall urgently. Everyone came after couple of minutes.

Vikrant : (yawning) Kya hai Bela, Kyu bulaaya hai, mujhe neend aa Rahi hai.

Mahir : (hitting his forehead) ae pagal, yeh shaam hai, aur shaam me kaun sota hai.

Aditi : (pointing vikrant) yeh vichitra insaan aur kaun.

Vikrant glared her, while she giggled.

Preeta : (irritatingly) ha yahi par sab khaalo, solo, bathlo sab karlo, aur Kyu bulaaya hai wo mat bataao.

Karan : (side hugging her) are babydoll, shaant, shaant ho jaao.
Dekho Bela....

Everyone turned their gaze towards Bela who was giving them bloodshot glare.

Bela : Mai to yha faltu hi hu na, mujhe chodkar sab apni bakwaas karlo. Mai to tumlogo ki audience Jo thehri.

Everyone laughed loudly, while Bela made a cry baby face.

Mahir : accha chodo yeh batao, Kyu bulaaya hame yaha par.

Bela : mahir mujhe na bohot bore ho Raha hai, (curiously) chalo na kuch khelte hai, ya fir kuch karte hai.

Aditi : ha good idea, ek kaam karte hai, ham na truth and dare khelte hai but with a twist. (smiling widely)

Vikrant : o hello, bhooto ki rishtedaar, apne ideas apne paas rakho, aur jaakar truth and dare apne bhooto ke saath khelo.

Aditi : (crying face) what nonsense.

Vikrant : aur nahi to Kya, tumhaari baate hi nonsense hai, Mai Bata hu Kya khelne ka hai....

K/P/B/M : nahiiiiii

Aditi and vikrant covered their ears with hand.

Karan : dekh vikrant Mai Tere haath jodta hai, tu to idea na hi de.

Maahir : ha bilkul, aise ideas deta tha college time me, ham sar patak ke rote the.

Aditi laughed hard listening this.

Vikrant : kuch bhi hai.

Aditi : (laughing) really, yeh itne bure ideas deta hai.

Bela : ha aur nahi to Kya, iske ideas se to behtar ham marna pasand karte the.

Aditi laughed more seeing this.

Vikrant : (angrily) fine, nahi keh Raha hu main kuch.

Vikrant sat on couch turning his face angrily. Preeta went to him and kept her hand on his shoulder.

Preeta : (assuring him) offo vikrant, tum inhe chodo na hum khel lete hai na truth and dare, dekho sab bore ho rahe hai. Aur tumhe pata hai na yeh sab tumhaari udaa rahe hai.

Vikrant smile and take Preeta's hand in his hand.

Vikrant : ab tum itne pyaar se bologi to kaise Mana karu.

Karan narrowed his eyes seeing him.

He immediately went to them, and take preeta's hand back.

Karan : (in jealous tone) tum waha khade rehkar bhi bol sakti yehi baat.

All laughed seeing his possessiveness. While Karan look here and there.

Bela : accha chodo guys bohot ho gaya mazak, Aditi tum batao ham truth and dare me Kya twist daalenge. Ham wohi khelenge kuch new bhi hoga na.

Preeta : ha right. Aditi bolo.

Aditi : ha, dekho ham jab bottle twirl karenge, tab jis par bhi cap side aayega, wo uske opposite means jis par bottle ka back side aayega use ek truth bhi puchega, aur ek dare bhi dega. To dono compulsory karna hi padega. What says. (ask curiously)

Karan : ha Chalo khel hi let hai, baithne se to better hi hoga. Aditi twirl karo bottle.

Aditi twirls the bottle. It's cap side came towards Bela and other came on Karan.

Karan smiles widely while Bela made faces.

Karan : ab aayi na machli haath me. Pehle truth.

Bela gulps seeing him.

Karan : (smirks) to Bela batao, tumne maahir ke alaawa kiska proposal accept Kiya tha aur..

Mahir wide his eyes.

Karan : come on Bela bolo jaldi.

Bela glared him.

Bela : wo...na yaad nahi (mahir wide his eyes) mahir ji, actually na wo to bas aise hi time pass ke liye, college projects karne ke liye.

Maahir made a cry baby face.

Karan : tch..tch..tch..

Bela : Karan ke bacche tujhe to Mai baad me dekhungi.

Karan : are Bela mere bacche kaha itni jaldi, ha tum bol to... (smirks seeing Preeta)

Preeta : (glaring him) tumhaari bakwaas ho gai ho to, aage dare doge use.

Karan : oh ha dare.. tum na.........ha wo dekho wo maala pehno jaakar aur kaho Mai pagal Hoon.

Bela : what ? Kuch bhi haan.

Karan : dare is dare.

Bela rolled her eyes seeing him.

Bela : fine.

Bela got up from sofaand went towards a pillar, a Garland was there, she wore it.

Bela : (annoyingly) Mai paagal hoon.

Everyone laughed seeing her. While she also laughed at last.

Karan immediately click a photo of her without being noticed.

Bela came back to her place and sat, after she twirl the bottle, it came on Karan (cap side) and on maahir (back side)

Maahir smirked seeing him.

Karan : Kya aise Kya dekh Raha hai, insaan hu main bhi.

Maahir : Sach me ?

Preeta laughed at him.

Mahir : chal Karan, ab Bata tune Preeta ko propose karne se pehle kitno ko peeta hai.

Karan became shocked, while preeta was confused.

Karan thought that maahir will ask him about his girlfriend's list (who also thought the same) but maahir hit his right point.

Karan : yehi koi....almost pure college ke ladko ko.

Preeta : (shocked) what ? Par kyu.

Maahir : (smirks) wo preeta, Kya hai na, college me almost har ladke tumhaare piche pade rehte the na, to yeh sabko pitte firta tha, air tumhe chidhata tha, ki tujhme koi interested nahi hai.

Preeta : (looked at Karan) ye Sach tha Karan.

Karan : exactly, oura Sach tha, koi Meri babydoll ko dekhe aur Mai Kya use chod du. Khair chodo chal ab dare de.

Preeta smiled feeling so blessed.

Maahir : to Tera dare yeh hai ki tu na 10:00 min Tak wo dupatta red waala odh Kar baith.

Karan : (weirdly) haa.

Maahir : dare is dare bro.

Karan : sahi hai Bhai, apni hone waali biwi ka badla lele.

Maahir : nahi yaar Mai to Mera badla le Raha hu.

He laughed. Karan went and took the dupatta and kept it on his head. Everyone giggled seeing him.

The game proceeded further. Bottle twirled, and now it comes to vikrant (cap side) and on Bela (back side).

Bela : (happily) Meri turn, vikrant pehle batao.....tumhaara crush kaun hai.

Aditi looked up at vikrant, he also look towards Aditi.

Vikrant : Meri koi crush ya koi nahi hai (seeing Aditi)

Bela : (making faces) fine, ab dare..
Ha vikrant tum na ab Dekho Mai aur Preeta to Shaadi shuda hai, Matlab Mai bhi lamost hi hu to tum Aditi ko kiss karo.

Vikrant and Aditi shocked.

Vikrant was about to say something but Aditi said.

Aditi : kuch bhi Bela, aisa thodi dare hota hai.

Vikrant smiled naughtily, while everyone said..

"Dare is dare."

Vikrant : of course.

Aditi : no vikrant.

But vikrant, kept his hand on her waist and pull her closer, while aditi closed her eyes then... vikrant softly kissed her on forehead..while aditi smiled a bit feeling him on his skin.

Vikrant released her, Aditi opened her eyes and glared him.

Vikrant : (to Bela) tumne specified thodi Kiya tha. (winks)

Aditi blushed a little seeing down.

Like that only game proceeded further, and squad enjoyed so much with crazy uniqueness. After sometimes they ended game.

Everyone left, while vikrant saw aditi glaring him.

Vikrant : Kya hua aise ghur Kyu Rahi ho.

Aditi : wo Kya tha, tumne mujhe kiss Kyu Kiya.

Vikrant : to dare tha na isiliye.

Aditi : tum...you are impossible tumhe to main dekhlungi baadme.

Vikrant : (lost in her) ha anytime Dekh Lena.

She went from there

Vikrant : (came back to sense) are kaha gai abhi to yahi......waise main Kyu soch Raha hu, control vikrant yeh ladki tujhe pagal kar degi.

He left from while and all came from behind curtains.

Bela : (giggled) lagta hai iski nayya to gai.

Mahir : (giggled) ha, Chalo yeh to be love story Karan, preeta ko batate hai.

Bela : ha (both hi-fied each other)

Precap : rumours.

********************************

Hi, to ab Mai Roz updates ke liye try karungi, as Meri college ki holidays hai.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro