Part 6

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Bela and maahir went to preeran's room. There they saw preeta sitting ahead Karan, and he surrounded his hands around his waist. They both were busy in phone.

Maahir and Bela giggled seeing each other.

Maahir knocked on door and Bela clear her throat.

Karan and preeta came back to their sense,and they spot Bela and maahir. Both immediately departed from each other.

Karan : (casually) kuch kaam tha Kya.

Maahir : are ha ha kuch nahi bohot kuch kaam tha.

Preeta : aisa Bhi Kya kaam hai, Jo hamare Bina nahi ho sakta.

Bela : are preeta, waisa waala kaam nahi. Actually na tumhe kuch batana hai.

Maahir : dar-asal kismat ka kuch fasana hai...

Bela : hawao ki kuch saazish Hui...

Maahir : do dilo ki kuch farmaaish Hui....

Karan and Preeta annoyingly look at each other.

Bela : do zin...

Preeta : Bela....Bela....bas karo, hame pata hai tumhaari Shaadi hai aur tum bohot khush ho lekin aise shaayari to mat kaho (lowly) shaayari ki beizzati mat karo.

Karan and maahir giggled listening this. Bela rolled her eyes then again she smiled.

Bela : ha abhi hamari Shaadi hai, Kya pata thode dino me kisi aur ki dekhne mile to.

Karan : Matlab aur koi Bhi Shaadi Kar Raha hai Kya ?

Maahir : nahi baba, lekin ho jaaye kisi ki to kise pata.

Preeta : offo, bela maahir, tum logo kab se Kya bole jaa rahe ho, mujhe kuch samajh nahi aa Raha hai. Clearly bolo na.

Karan : exactly, mere bhi kuch samajh nahi aa Raha hai.

Bela : are matlab, aditi aur vikrant hai. Means tum dono ko nahi lagta wo dono ki kitni acchi pairing hai.

Karan : pairing to acchi hai, lekin tujhe pata hai na Bela us singhal ko single rehne ka kitna bada bhoot hai.

Maahir : ha pata hai, lekin agar aisa ho to koi bhooto ki rishtedaar uska ye bhoot utaar de.

Preeta : Aditi ! Lekin wo kaise uska bhoot utaregi.

Bela : wo to nahi pata, lekin na hamne bohot baar note Kiya hai wo dono ek dusre ke saath bohot khush rehte hai. You know ekdum ham saath saath hai waali feeling aati hai.

Karan : accha, pata nahi.

Maahir : are ha Sach me, vikrant na usse bohot alag behave karta hai jaise like karta hai but he only didn't know it.

Preeta : ohh agar aisa hai, to hame definitely koi efforts karne honge, at least singhal ke sir se single ka bhoot to utrega.

Maahir : ha that will be right.

Bela : so plan vikrant Aditi...

P/K/M : shuru...

All share a teasing smile together.

NEXT DAY

It was maahir and bela's mehendi's day. Everyone was in full mood.

Decorations was going on perfectly.

Bela was roaming around whole house and was just staring decorations.

Maahir noticed this, and went towards her.

Maahir : (put his chin on her shoulder) Bela Kya hua, Kya dekh Rahi ho.

Bela : (sighs) maahir you know what, I am so happy. I just can't believe that ye decorations Sach me ho Rahi hai, Sach me hamari Shaadi ho Rahi hai. Sach me hamare sapne pure ho rahe hai. Pata hai maahir, itna sab Sochi thi, itni khushi thi aur wo (a tear drop fall from her eye) .... aur wo sab Sach ho Raha hai wo bhi mer.....

Maahir kept his finger on her lips. He rubbed tear drop from her face. Maahir smiled...and Bela also smiled.

Maahir : (cups her face) Bela I know tum bohot khush ho, aur Mai bhi bohot khush hu. Mujhe yeh bhi pata hai yeh khushi ke aansu hai, lekin fir bhi inhe mat behne do. Bhale ki khushi ke ho lekin aansuon se kyun shuruat karni koi Bhi cheez. Ek pyaari si smile se starting karne ka.

Bela smiled and hugged maahir.

Bela : (while hugging) maahir tum bohot bohot acche ho, tum jitna mujhe tolerate karte ho utna koi nahi karta.

Maahir : (while hugging) are lekin koi aur kyun, jab Mai hu to koi aur aayega hi kyun.

Bela : ha bilkul.

"Aww, so sweet."

Bela and maahir broke hug to see vikrant and Aditi standing there with teasing smiles on their face.

Bela immediately wipes a tear on corner of her eyes. Aditi saw this.

Aditi : (concerned) Bela, kya hua tumhe, tum to Rahi ho.

Bela : nahi bas aise hi, yeh to khushi ke aansu hai (seeing maahir)

Vikrant : oh samjha, yeh apne soulmate ke Milne ki khushi hai na.

Maahir : ha Bhai khushi to usi ki hai, lekin yeh khushi tu kab hame dega apni soulmate dhundh Kar.

Vikrant : (annoyingly) ohh please ha, don't start again.

Maahir : no vicky, I am serious. Bol to Tere liye ladki Mai dhundh du.

Aditi's smile fade listening this, she felt so bad. After all, she truly loves her hero. Bela noticed aditi's sadness and she felt a little weird.

Vikrant : not at all. Vikra...

Bela/ maahir : we know, vikrant singhal single hi accha hai.

Bela Maahir and vikrant laughed, while aditi also pretend to laugh.

Maahir : lekin fir bhi vikrant tujhe ladki kaisi chaahiye.

Vikrant : ladki....wo to mujhe unique hi chaahiye, sirf duniya me hi nahi, kabhi hi us jaisa koi aaye hi na. (seeing aditi.)

Bela and maahir gave a teasing smile to each other. But vikrant was also unaware why he said those lines seeing Aditi.

Aditi didn't notice this.

Bela : hayee, Kya keh Diya hai

Maahir : tumne oo jaana.

Bela : kuch kuch hone laga hai

Maahir : kuch kuch to hua hai.

While going,

Bela : (loudly) Kya yahi pyaar hai

Maahir : (loudly) ha yahi pyaar hai.

Vikrant was seeing them, suddenly aditi laughed loudly. Vikrant see her annoyingly.

Vikrant : ab tumhe Kya hua hai.

Aditi : Mera to pata nahi un dono ko bohot kuch hua hai magar.

Vikrant : ha aise pagalo jaise gaana gaa rahe the.

Aditi : god knows.

Aditi turned to go, but vikrant hold her hand and pull her towards him
Aditi was shocked by his sudden push.

Vikrant : (roll his finger in her curly hairs) waise Aditi tumhe kabhi kisi se pyaar hua hai.

Aditi was astonished by his question moreover her temper was high by their closeness.

Aditi : pyaar...nahi mujhe...kisi se pya....pyaar wyaar nahi hua.

Aditi freed her hand from his grip and immediately went from there.

Vikrant run his hand in his hairs and smile.

Vikrant : (to himself) isse flirting ka bhi na apna hi maza hai, baaki ladkiyon jaisa yeh flirting enjoy nahi karti, basa maza aata hai ise satane me. Ab samajh aaya Karan ko itna bhi Preeta se flirt karna Kyu pasand tha.

Vikrant : ek minute...ek minute....yaha Karan aur Preeta kaha se aaye, wo dono to itne pyaare lovers hai, yeh thodi Meri lover hai. Huhhh vikrant yeh ladki na tujhe sachme pagal hi kardegi.

Vikrant went from there being disappointed by himself only.

OTHER SIDE

Preeta/Karan : kyaaaaaa ??

Both uttered this word only in shock.

Bela : ha sachme vikrant ne aisa hi kaha.

Karan : ohh god, bade afsos se kehna padh Raha hai hamara vikrant ab nahi nahi Raha.

Trio sees him shockingly.

Karan : mat...matlab Mera Matlab wo hamara vikrant nahi Raha.

Preeta : (making faces) bajarbattu tumna apna muh hi mat khola karo samjhe, jab muh kholte ho gutter hi bolte ho.

Karan : accha, jaise tum to fool barsati ho na apne muh se (mimics her) muh mat khola karo.

Preeta : o hello... at least tumhaari tarah....

Maahir : guys...guys...guys can you both keep quiet. Abhi hame vikrant aur Aditi ke baare me sochna hai na ki aapas me ladna hai.

Preeta : ha ha thik hai.

Bela : hame na kuch zabardast plan karna chaahiye.

Karan : ha jisse wo dono ko apna pyaar realize ho jaaye.

Bela remembered aditi's sad face. Then she got an idea.

Bela : idea..... (smirks)

Precap : mehendi function.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro