50.💗

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Mahir was cooking lunch for him and his mother just then doorbell rang and as he opened the door he was engulfed in a tight hug. He get startled but then realized who it is. So, he relaxed and hugged her back.

M: Sonaa!(very lovingly) Kya hua?

She separates and quietly goes inside and sat on Sofa with an angry pout.

He closed the door and sat beside her and took her hand in his hands.

M: Kya baat hai? Na hi na hello! Office mein sab thek hai na? Aapne aaj aise phone krke vo files ka description kyu pucha? Kya hua tha?

B: Mujhe office ke bare mein baat nhi karni.🙁😠

M: Acha thek hai. Nahi krege office ke bare mein baat. Happy?

B: Hmm😒

M: To phir smile..smile kro.

B: Mahir🙂(she gave a fake smile)

M: Ye wali nhi.

She rests her head on his shoulder.

B: Smile ke bhi types hote hai?

M: Hote hai na...jse abhi ki baat dekh lo. Meri Sona mujhe apne dil se dil khush kar dene wali pyari si smile ki jgah nakli jabardasti ki smile dikha rhi hai. What is this? (Now he made fake sad face + angry face.)

B: Ye to bht galat baat hai tumhari Sona ki.

M: hmm

B: To hum punishment de Sona ko?

M: Nahiiii!! Khabardar jo meri Sona ko kch bola. Gussa ho jaunga mai🙁😠.

B: Okay..okay nhi bolugi tumhari Sona ko kch.

She kissed his cheek and smiled brightly. Mahir also smiled.

M: Ye hui na baat. Hamesha muskurate huye hi ache lagte ho aap.

B: Aur baki time nahi lagti?(😜)

M: Nhi aisa

B: (cuts him) Mtlb mai tumhe achi nahi lagti🥺(fake expression)

M: Lagati ho.

B: Jhoot🙁(inside😜)

Mahir gets tensed.

M: S..ss.. Sona aap..aap galat samj rahe ho. Aap mujhe hamesha ache lagte ho. Please..please aap..aisa..aisa mat bolo.

Bela understood that he got serious.

B: Mahi..Mahi it's fine... Calm down. Mai to bas aise hi bol rahi thi.

M: Kya?

B: Ha (she hugged him)

M: Ye..ye kya baat hui? Aap hamesha mere sath aise karte ho. Ye galat baat hai.

B: Mai to bas

Before she can complete pressure cooker in kitchen whistled and Mahir went into the kitchen without saying anything. Bela followed him.

B: Mahir maine to aise hi bola.

M: Hmm.. it's fine.

He started washing utensils quietly.

B: Maa ksi hai?

M: Better

B: Kya kar rhi hai?

M: Rest

B: Tumne office miss kara aaj?

M: Yes

B: Aur mujhe?

M: Hmm

B: Mujhe zyada miss kara ya office ko?

M: Hmm

B: Kya hmm? Ye kya answer hua?

M: Aise hi

B: Kya aise hi? Mai tab se baat kar rhi hu aur tum kya ha..hmm kar rahe ho?

M: Hmm

B: Kya hmm?

M: Kch nhi...

B: Kch nhi...😠 Mujhe na aana hi nhi chaiye tha. Jaa rhi hu main.

M: Nahi... Rukiye

He wiped his hand with towel and grabbed her arm and turned her and pulled her lightly towards him and hold her by her waist.

M: Gussa kya sirf aap hi ho sakte ho?

B: Main to natak kar rhi thi...

M: Main bhi.

B: Ye bht galat baat hai.🙁😠

M: Kyu? Aap bhi to karte ho.

B: Mahirrr!!!

She tried to come out from his hold but he didn't let her and kissed her cheek and hugged her

M: I am so sorry. Main to aise hi try kar raha tha ke sbko mazak karke kya maza aata hai? Mujhe to bilkul nahi aaya. I am really sorry.

B: Aww!! It's fine... Par main sb hu?

M: Nahi... You are unique. One and only my sweet sweet love(said this little blushingly). Main to aur logo ko bhi bol raha tha. Sb mere sath aise karte hai. Aur aapne bhi aaj phirse wahi mazak kara. Mujhe nhi acha lagta. Aap nhi jante aap mujhe kitne ache lagte ho. What you mean to me only I know. Yes maine aaj miss kara bht office nahi aapko. I missed you.

B: I missed you too love.

They slowly came closer and kissed. After sometime they backed off.

B: I am sorry baby. Main aage se aisi masti nahi karugi.

M: It's fine. Ab bataiye aapka mood jab aap aai itna kharab kyu tha? Kya hua office main?

B: Choro na. Office ki baate office main. Tension mat lo ek misunderstanding thi clear ho gayi. Abhi hum sirf hamare bare main baat karenge.

M: Okay... Aap bol rhe ho to thek hai par kch to hua tha aaj.

B: Ha hua tha. Kch oversmart, kamchor, jealous, jhoothe, idiot, aur galat logo ko thek kara tha. Leave that. Btao maa kha hai? Main mil sakti hu?

M: (in mind: Abhi ke liye office main kya hua na puchna hi thek hai. Sona abhi bhi gusse main hai. Baad main shanti se baat karuga unse.) (To her) Ye bhi koi puchne wali baat hai? Vo aapki bhi maa hai. Chaliye main milwata hu.

B: Ha chalo. Vse kya banaya hai?

M: Khichdi

B: What??

M: Ha... Ab mumma ki tabiyat thek nahi hai to unke liye yahi acha hai.

B: Tumne apne liye kya banaya?

M: Main bhi yahi khaunga.

B: What? How? I mean... Cook se kch banwa lo. I mean bula lo jldi usse aaj din mein nhi aaya hoga kyuki pta nhi hoga obviously ke tum log aaj ghar pe rahoge.

M: Cool nahi hai hamare yaha. Mumma hi banati hai khana. Aur kabhi kabhi main jb vo busy hoti hai. She's the best cook.😀

B: Sorry... I thought hoga. Tum khichdi khaoge? Tum thori bimar ho?

M: Ha to kya hua? Sirf bimar log thori khate hai khichdi? Mujhe pasand hai khichdi.

B: Whatt??😮

M: Kya hua?

B: Kuch nhi.

They reached Sumi's room and saw her sleeping and went outside and sit on Sofa.

M: Kya loge aap? Coffee banau?

B: Nahi kch nhi.

M: Kch to lo... Aapne gusse main office main bhi coffee nahi li hogi. Breakfast kara tha na yha se jake?

B: Ha kara tha meri tension express. I am good. Mujhe kuch nahi chaiye siwaye tumhare.

M: Ha😮

B: Ha😏

She pulled him towards her and they got busy. After sometime someone enteredi inside and saw them and shrieked. (Kon hai ye?)

________________________________________

That's all for now... Hope you liked it.

Kya hoga aage?

Share your views comments and don't forget to vote...

BB



Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro