Ek shart

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng


The next part is here...

Apollo hospital,

Sameer:mini papa kaisa hai aab?

Vidya:vaiya andar hai doctor dekh raha hai unhe

Sameer:achanak se kya huya papa ko

Till then the doctor comes

Vidya:vaiya kaisa hai aab?kya huya tha unhe...

Doctor:woh aab thik hai paar kamjor hai thoda...Bp high hogaya tha... shayad strees k wajah se... Aap log toh jante hi hai k woh ek heart patient hai aise bp high hojana unke liye khatarnak hosakta hain...BP high hojana heart attack ki karan bhi hosakta hai yeh baat aap saabko yaad rakhna hoga... unhe rest ki zaroorat hai abhi...sham taak unhe chod diya jayega

Vidya:Thik hain

A few moments later...

Sameer:papa apko achanak se kya hogaya...

Vidya:achanak se nhi sameer...bhaiya kuch din se hi kaafi stress mein the tumhari shadi ko leke... Sameer tumhari papa ko aisi halat mein dekhke aab toh tum shadi ke liye haa kardo

Vivek:Sameer! Hum logo ke pass sabse kimti hoti hai izzat aur zuban...aur mein naina ki mausa ji ko pehle hi zuban dediya tha...aab tum hi batayo mein k.kkaise unlogo ko mana ka..a..karunga..?

Vidya:vaiya! Aap shant rahiye baate kam kariye aapko abhi rest ki zaroorat hai...aur sameer!aab tum shadi k liye haa kardo... Dekho aise hi chalta raha na toh bhaiya ki tabiyat aur bigar sakta hai

Sameer:mini! Mujhe sochne ke liye kuch waqt chahiye

Vidya:acha thik hai kal taak Samay lelo...

..............................................................

Chhotu comes to Naina's room and tells Naina....

Chotu:Naina didi! Humsaab mitali aunty k ghar ja rahe hai aap chaloge humare saath? Mummy aur maasi yahi poochne ke liye mujhe bheja hai...naina didi? naina didi?

Chhotu calls Naina many times by name but she does not give any answer...Chhotu goes close to her and sees her has a picture in her hand...

Chotu:Woh toh jiju ki tasveer mein khoyi huyi hain...

Chhotu slowly goes and sits beside Naina and like Naina, he too pays close attention to Sameer's picture. After some time Naina feels that someone is sitting next to her and she turns to the left side and sees Chotu.

Naina:chotu tu yaha kya kar raha hai? kisi bado ke room mein aise chupke chupke aata hai?yeh kya badtamizi hai?mein abhi maasi ko bolti hoon

Chotu:accha jayo jayo mummy ko bulake lao...mummy ne khud mujhe yaha bheja hai

Naina:maasi tujhe kyun bheja mere pass...shayad koyi kaam tha aur tu tu kya karraha tha? Chupke chupke mere pass aake baith gaya

Chotu:mein chupke chupke nhi aaya... Yahan aake apko kamse kam daas panra baar pookar chuka hu... Paar aap toh kahi aur khoye the?kya mein yeh baat jaake saabko batayu?

Naina:a.a.aisa kaise tune pukara aur mein jawab nhi diya...tu jhoot bol raha hai

Chotu:accha thik hai toh fir mein mummy ko hi batata hoon

Naina:a..aare chotu mein toh majak karrahi thi...tu kabhi jhoot bol sakta hai bhala....accha aab bata kyun aaya tha?

Chotu:humsaab mitali aunty ke ghar jarahe the aur mummy ne mujhe yaha bheja hai aapse yeh poochne ke liye k aap humare saath chaloge yaa nhi?

Naina:nhi nhi mein nhi jayungi jaab bhi waha jaati hoon saab log taane maarke poochne lagta hai naina ka koyi rishta aaya tha? koyi dekhne aaya tha kya? naina k liye rishta milna bahut mushqil hai...Naina frowned and said all these

Chotu :accha thik hai phir mein jaake saabko bolta hu k aap nhi chaloge

Naina:ha ha ja jake bol.. aur aate waqt na mere liye ek buddhi ke baal le ana woh mitali aunty k ghar k piche wale maholle mein milta hain sham mein

Chotu:mummy yaa maasi koyi bhi mujhe paisa nhi dega kharid ne k liye

Naina:toh unse kaun maang raha hai paisa....mein dungi na paisa tujhe... tu tere liye ek aur mere liye ek lekar aana....bahut din se nhi khaya...aab yeh paisa le aur ja jaldi se

....................................................................

Sameer:accha...kaab taak ayegi woh?nhi aunty mein try kiya tha uski phn nhi lagraha tha...mein..mein wo.wo.woh mein uska freind m..m..matlab bahut accha dost hoon... Accha thik hai aunty...

Pundit:kya bataya sunanina ki mummy ne?

Sameer:sunaina yaha nhi hai...woh apne freind k saath goa trip paar gayi hain...aur shayad aane mein 2 hafte lag jayenge....

Pundit:kya?woh tujhe bina bataye tujhse bina pooche aur bakwas topic pe faltu ke behas karke apne friend ke saath goa chali gayi maje karne...

Sameer:sirf aaj nahi woh pehle bhi mujhse bina poochke kayibaar apne freind k saath bahar ghoomne gayi hai

Pundit:matlab woh tujhe bina bataye bahar chali jaye isse koyi problem nahi aur agar tu apne family k saath bahar gaya use bina bataye toh isme problem hai... Wah bhai wah kya logic hai? Sameer mein tujhe pehle bhi keh chuka hoon woh ek selfish ladki hain...usse sirf apni parwah hain usse sirf apni manmarziya chalana aati hain woh doosre ke bare mein kabhi nhi sochti...

Sameer:shut up pundit....mein sunaina ke bare mein koi bhi ulti sidhi baat baardasht nhi karunga

Pundit:sunaina ko chhod aur uncle k bare mein soch... Doctor ki baat yaad haina? jo kuch bhi huya aj woh kamm ke upar se gaya...soch agar aise hi chalta raha toh uncle ki koyi badi...

Sameer:nhi...kuch nhi hoga papa ko...mummy k jane k baad papa mera saabkuch hai mein unhe kuch nhi hone dunga

Pundit:issliye mein Keh Raha hoon k uncle ki baat maanke uss ladki kya naam hai...

Sameer:"NAINA"

Pundit:haa uss naina se shadi karle....waise accha hi hai SuNaina ko chodke sirf Naina se shadi... Matlab Su thoda extra..

Sameer glared at him

Sameer:mein sunaina ko kabhi chod nhi sakta

After saying this he leaves from there...

Pundit: sa...Chala Gaya? iss bakwass baat ka kya matlab tha bhai?pata nhi uss sunaina ka bhoot kaab sameer k dimag se utrega

...................................................................

Next morning...

Sameer:mini..papa k liye breakfast mein lejata hoon... Aap dawai layiye

Vidya :accha thik hai yeh lo...mein abhi dawai leke aati hoon

Sameer:papa!subha k 8 baaj gaye aab aap breakfast karlijiye

Vivek:pehle tum apna jawab do

Sameer:papa aap pehle khana to khayiye

Vivek:nhi pehle tum batayo tumhara final discission

Sameer:Mein yeh shadi ke liye taiyar hoon

Vidya:kya?saachi?mein abhi mithai leke aati hoon...aur bhaiya aap zaldi se breakfast karlijiye aab toh aapko fit rehna padega kyunki gharme sameer ki dulhan aarahi hai

Vivek:haa aab toh mein breakfast karunga hi...sameer tumhara yeh jawab sunke mere dil se samjho ke ek patthar utar gaya.. Aab toh aur intezer nhi hota...vidya tum abhi unlogo ko phn karo aur kaho ke yeh rishta pakka hai humare taraf se bhi...aur yeh bhi bolo ke pundit ji se kehke issi hafte k andar tilak aur shadi ki date nikale...aab mein zald se zald iss gharme lakhsmi leana chahta hoon

Vidya:ji bhaiya! Mein abhi batati hoon phn karke

Sameer:mini ek minute....papa mein yeh shadi k liye taiyar hoon paar mera ek shart hai

Vivek: shart?kaisa shart?

Sameer:mein chahta hoon k meri shadi ekdum simple tarike se ho...

Vivek:kya?tumhara dimag thik hai? Sameer tum mera ek lauta beta ho tumhari shadi ko lekar hum saab kitna khawab dekhe hai tumhe pata hai...? Simple tarike se kaise shadi karadu tumhara?

Sameer:papa maine apki baat toh maan li aab aapko bhi mera shart manna padega... Aur simple tarika matlab jisme press na ho..zyada log na ho... Mujhe aise hi shadi karna hai nhi toh mein shadi nhi karunga

Vidya:accha accha thik hai..vaiya maan jayiye na

Vidya in mind:waise bhi uss ladki se sameer ki shadi aise simple mein hi karana chahiye... Public mein agar shadi ki baat aayegi toh humara reputation toh gaya samjho

Vivek:paar aise kaise mera kuch khas dosto ko toh invite karne do....

Vidya:vaiya sameer jaisa chahe aap waise hi kariye na

Sameer:thik hai aap apne sirf kuch dost ko bula sakte hai aur koyi nhi

Vivek:accha thik hai... Vidya jayo tum tilak ki date nikalne ko kaho... Aur tilak ke baad hi shadi kara denge

Sameer:aur mini aap unlogo ko bhi kehdena ki aise hi 2/4 logo ko invite kare shadi mein

Vidya in mind:dil ki baat kiya sameer ne...uss middle class logo mein waise hi ghutan hoti hai mujhe.. aur agar zyada log huya toh mein daam ghut ke maar na jayu?

Vidya:accha thik hain

To be continued...

I hope you liked this part
&
Thanks for reading ❤️

Stay safe...

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro