🖤🖤romance ke dushman🖤🖤

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

"lekin tumhe esa kyu lagta tha ki main vapas aaungi" he turned her face towards him
"kya hai na ranisahiba aanjhe dhoka de sakti par dil nahi de sakta , aur mere dil ko kabhi ye baat manzoor hi nahi thi ki tum mujhse dur chali gayi ho , mujhe humesha lagta tha tum theek ho tum zinda ho , maine kayi baar tumhe dhundhne ki koshish bhi ki lekin kuch nahi mila"
"agar main sach main mar chuki hoti toh"
"toh main bhi mar jaata ranisahiba " he said with tears in his eyes , he hugged her tightly and started crying , only he knows how much he missed her how much he craved for her , its not easy to maintain a smile on his face just for his daughter, its not easy for him to forget her , he was crying his heart out , taking out his every emotion he was capturing from last 7 years , she rubbed his back , after sometime he stopped crying
"roya mat karo khadoos shergill, tumpe khadosiyat acchi lagti hai , ye aansu nahi " he chuckled a bit
"abhi bhi khadoos shergill "
"haan tum humesha khadoos hi rahoge" and she kissed his cheek , she was about to turn when karan pulled her and kissed on her lips suddenly, she was shocked by the kiss but also responded it , after sometime they broke the kiss and joined there forehead
"i missed this" both said in unison
"tumhe nahi lagta monami tanya akele bor ho jaati hogi , toh kyu na usey chota bhai ya behan diya jaaye" she looked at him wide eyed but then her cheeks covered with the darkest shade of red
"so may i monami"
" you may always karan" she said in a low voice, and immidieatly karan captured her lips , he lift her in his arms and took her to the bed , and both get lost in the world of pleasure

》》》》》》》》》》

Karan and Monami were sleeping hugging each other , finally karan opened his eyes due to the sunlight which directly falling on his face , he made an irritated face but a sweet smile crept on his face when he looked at monami who was looking so cute and sleeping hiding her face in his chest as those sunlight were disturbing her precious sleep, he get up from the bed and closed the curtains , and come back to the bed , he kept staring her till she wake up , she sit on the bed
"good morning karan " he pulled her closer and now she was under him
"itna sukha sukha good morning "
"kyu har koi toh aise hi karta hai good morning "
"par tum har koi nahi ho na mujhe meri good morning kiss kaun dega"
"besharam shergill puri raat se tumhara man nahi bhara "
"kya karu mrs. shergill aapse mera man bharta hi nahi hai "
"karan ye bakwaas band karo aur hato mujhe fresh hona , aur tumhe bhi office jana hai"
"main tabhi uthunga jab mujhe meri kiss milegi otherwise ese hi raho mujhe koi problem nahi hai"
"karan kuch nahi milega hato mere upar se "
"koi nahi , ese hi leti raho mujhe koi problem nahi hai vese ek offer hai tum chaho toh main khud apni kiss le sakta hu" she know he is not going to leave her so she nodded her head in yes , karan was about to kiss her when someone knocked the door and she was one and only tanya shergill
"dad gate kholo jaldi , mujhe aapse bahot important baat karni hai" monami laughed at his situation, he made a face
"jao papa darwaaza kholo apki beti aayi hai"
"isey bhi yahi time mila tha thodi der baad aati " he went to open the door and monami also ran to washroom , he opened the door
"dad good morning , aap abhi tak niche kyu nahi aaye aur aaj iss room ye toh band rehta tha na , maine aapko pehle pure ghar main dhunda aur itna time koi lagata hai kya door kholne main"
"beta kya hua aaj subah subah dad ki itni yaad kese aa gayi aur din toh faizi chachu ki yaad aati thi "
"vahi toh dad unhi ka phone tha keh rahe the pata nahi kahan busy ho gaya hai "
"beta aap jao dad abhi thodi der main ready hoke aate hai "
"ok dad " she left from there , karan closed the door
"maine aise konse paap kiye the jo iss saand ke jesa dost mila , 7 saal main toh kabhi isey meri yaad nahi aayi aur aaj arrrrrh..... aur pehle ye akela tha ab toh meri ye chkti shergill bhi hai , ek din na main inn dono ko kisi kamre main band kar dunga " he said to himself and then called him and faizi picked in a second
"kya hai saand kyu subah subah phone kar raha hai , "
"kya hua kyu bhadak rahe ho"
"dekh faizi tu already mere acche khaase mood ki band bana chuka ab apni bakwaas se mujhe paka mat jaldi bol kyu phone kiya tha"
"office nahi aa rahe aaj"
"issliye mujhe call kiya tha "
"haan"
"faizi teri iss mahine ki salary tu bhool jaa , bye" and he cut the call , monami was listening to him
"karan kya kiya faizi ne jo tum usey salary bhool ne ko keh rahe ho"
"kya kiya pucho kya nahi kiya"
"haan toh ye bata do kya nahi kiya"
"mujhe baat hi karni , kisi ko meri firk hi nahi , main jaa raha hu nahane bye"
"hainn ye thodi der pehle tak toh theek tha ab pagal ho gaya kya achanak " and she kept on thinking

》》》》》》》》》》》》》》

wait for next
tab tak tata bye bye
your jhalli writer
Shweta

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro