🖤🖤Their reunion 🖤🖤

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

a girl was running on the road and some mans were following her, she was dressed in wedding attire, she saw a black car standing on the road ,a man was sitting in the in his black office suit his driver was gone in a shop for some work , she entered in the car and kissed the man and he was none other than karan , he was in shock that what happened suddenly, those goons come near the car and saw the couple kissing , they passed the car ,

she broke the kiss and took a deep breath , karan looked at her and the first word which escape his lips was "monami" he was not able to belive his eyes that his world which he has lost 7 years back was sitting in front of him , he came back to his senses when she shaked him
"ooh hello mister karan shergill kahan kho gaye"
"kahin ...kahin nahi , monami tum sach main ho ya ya main sapna"
"ooye khadoos shergill tumhare chakkar main shaadi se bhaag ke aayi hu aur tum sapna dekh rahe ho waaah"
"shaadi se bhaag ke aayi ho matlab"
"vo tumhara bhai , vo mujhse shaadi karne vala tha , "
"tum kahan thi 7 saal tak "
"coma main thi main 3 mahine pehle hosh aaya tha , bahot baar bhagne ki bhi koshish ki aur finally aaj bhaag gayi aur baaki interrogation baad main karna abhi please ghad chalo"
"hmm" he himself went on the driver's seat and drove to his villa

》》》》》》》

In sometime they reached his villa , she looked at the villa nothing was changed there it was same , they entered the villa , it was same , not a single thing changed , she saw a girl was sitting on sofa doing something in karan's laptop, she went near the girl and looked at her and then at karan
"karan me...ri meri beti" he nodded in yes
"tanya " she looked towards her dad when her eyes fall on a women who was her mother
"dad ye mumma hai na"
"yes baccha "
"tanya apni mumma se gale nahi miloge"
"nahi , jo bhi mere dad ko rulaeyga main usey kabhi maaf nahi karungi "
"tanya beta dad ko mumma ne kabhi nahi rulaya"
"to phir kabhi aapse milne kyu nahi aayi"
"beta tabiyat kharab thi mumma thi isliye "
"tanya aap gussa ho mujhse "
"haan hun aap kabhi mere saath school nahi aaye mere friends ki mumma jab bhi school aati thi vo sab mujhe milvate the, kabhi kabhi kuch toh ye bhi bolte the ki main lucky nahi hu , mere pass maa nahi hai , i am a killer maine apni mom ko maar diya "
"sorry baccha , apni mumma ko maaf nahi karoge , main toh bahot pehle milna chahti thi but i am helpless na "
"ek condition pe maaf karungi "
"hmm konsi condition "
"aap dubara kabhi mujhe aur dad ko akela chod ke nahi jaoge , promise karo"
"promise baccha, kabhi nahi jaungi , kabhi bhi nahi , ab bhj hug nahi karoge" monami opened her arms and tanya hugged her tightly, she have tears in her ears , she always missed her mom its not like ksran doesn't love her , he gives her love of both parent but she also missed her mom when karan was out for some work .
karan was standing and looking at his lifelines, without them he was nothing, truly these two have changed him a lot ,
"khadoos shergill tumhe alag se invitation de" both mother daughter speaked at the same time , monami looked at tanya wide eyed
"tanya tum isey khadoos shergill nahi bol sakti"
"kyu nahi bol sakti"
"ispe mera copyright hai"
"nah nah ispe aapka copyright hai nahi tha mrs. shergill ab mera hai haan but main aapko mana nahi karungi, aap bhi bula sakti hai mujhe koi problem nahi hai "
"karan tumne meri beti ko bigaad diya hai , mumma ki jagah mrs. shergill "
"ab... main kya hi apni taareef karu"
"dad vo aapki taareef nahi kar rahi"
"haan haan pata hai , dono maa beti ek ghanta hua nahi aur ek team main aa gayi , mujhe toh bhul hi gaye hu...uh" he said with a cute pout , monami and laughed looking at him , both showed a thumbs up to each other
" 3, 2 ..1 start" and they start tickling him , he starts laughing,

》》》》》》》

"pasta...pasta ....pasta ....pasta" his girls were screaming while beating there spoon on table and he was in kitchen making pasta , he has make them shut there mouth many times but it is of no use ,
"karan shergill jaldi karo hume bhook lagi hai"
"haan dad jaldi karo pet main chuhe football cricket sab khel rahe hai"
"haan meri maa hogaya bus laa raha hu"he served them there pasta and also sat down next down to monami
karan kept his hand on her thighs , she choked the pasta
"kya hua monami, aaram se khao" she passed a death glare to him but who cares , he royally ignored that, he was roaming his hand on her thighs and she was not able to complete her food
"mumma aap aaram se khao main toh jaa rahi hu sone kal school bhi jana hai mujhe good night" she went in her room , after she left monami turned her face towards karan
"kya kar rahe the tum"
"apni private and personal patni ke saath romance " he cheeks turned to a slight shade of red but she controlled her blush
"sharam karo karan shergill, ek ladki ke baap ho tum"
"agar maine sharam ki hoti na toh tanya kabhi aati hi nahi "
"haawwwww tum kitne besharam ho yaar "
"abhi toh maine besharam vali harkat ki hi nahi , par ab jab tumne bol hi diya hai toh main apni besharmi bhi dikha deta hu" he picked hed in his arms and went towards their room ,
he put her down and locked the door , monami was looking at the room which was filled with their pictures
"karan kitna badal gaya hai na yeh room" he hugged her from back and rested his chin on her shoulder
"hmm bahot badal gaya hai , jaanti ho 7 saalon se maine tumhe aur tumhari yadon ko yahan iss kamre main band karke rakha tha ye sochke ki kabhi toh tum mujhe vapas milogi , aur saath main phir iss kamre main aayenge aur dekho tum mujhe mil gayi "

》》》》》》》》》》

kesa laga mera surprise
next chapter ......

your jhalli writer
Shweta

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro